Blog Ko Google Search Console Me Kaise Submit Kare Step By Step Jane

14
Blogger blog ko google search console me kaise add kareya submit kare full-detail

Hello friends Agar aap Blogging me new hai or aap apne Blog ko google search console me dikhana chahate hai to aap aasani se apne Blog ko google search engine me add karke apne Blog ko google me dikha sakte hai. Sabhi log chahate hai ki unki site google me show ho.

Google ek search engine hai jo internet par uplabhdh sabhi site ke content and images ko index karta hai.

aur agar aap chahte hai ki aapki site ka content bhi google me dikhe to aapko sabse pahle google ko apni site ke bare me batana hota hai isske liye aapko apne blog ko search console me add karna yani jodna hota hai

Google Search Console Kya Hai Aur Kaise Kaam Karta Hai ?

Contents

Agar aap apna Blog banate hai or aap sochte hai ki aap kuch bhi likhege vo direct google me dikhne lagega to aap galat soch rahe hai. Kyoki internet par already bhut si sites hai or only aapki site hi essi nahi jisse google importance dega. Bhut se Blogger daily apne Blog par post karte rahte hai and bhut din months and year tak wait karte hai

fir bhi unki site and posts google me nahi dikhti hai ye issliye hota hai kyoki vo apni site ko google search console me add nahi karte hai. Google search console ek webmaster tool hai jo aapki site ko serch me lata hai or ye seo yani search engine optimization ke liye bhi jaruri hai.

Blog ko Google Search Console Me Add Karne ke Fayde –

1.Isse aapki site ka traffic increase hoga yani pahle aapki site par daily 50-100 visitors aate hai to ab 200-400  daily visitors aayege.

2.Aapka Blog and posts google me dikhene l├аgegi jisse log aapki site ko asani se find kar payege.

3.issme aap dekh payege ki aapki site me koi error to nahi dikh raha jaise 404 Page not found or aap use fixed bhi kar sakte hai.

4.Aapko search engine se organic traffic received hoga jo ki seo ke liye accha hota hai.

Blog Ko Google Me Kaise Laye ? Add Kare

Jaisa ki friends maine aapko bataya ki search console aapki site and Blog ko index karta hai jisse aapki site ka content search engine me dikhta hai issliye jaruri hai aap apne Blog ko search engine me add kare. Aap asani se simple steps ko follow karke apne Blog ko google search console me add kar sakte hai.

Blogger Blog Ko Google Search Console Me kaise Submit Kare ? in hindi

  • Sabse pahle aapko Google search console par jana hai isske liye niche Go to the link par┬а click kare.
  • Ab aapko apna gmail and password dalkar login karna hai.
tap-on-add-a-property
  • Ab aapke samne ek page open hoga jisse right side me Add a property ka option dikhega uspar click kare
  • Ab aapke samne ek pop up window show hogi jissme aapko kuch option dikhege jinhe fill karne ke liye niche instrustion follow kare
add blog google search console
  1. Yaha aapko apni site ka full url ya address dalna hai.
  2. Ab add par click karde.
blog ko google search console me submit kare
  • Ab aapke samne ek or page open hoga jissme aapko serach console me Blog ko add karne ka method bataya jayega lekin aapko Alternate methods par click karna hai.
tap-on-html-tag-and-copy-code
  1. Ab aapke samne kuch option show honge jissme se aapko HTML tag wale box par click karna hai.
  2. ab aapko ek code type ka dikhega jisse aap copy karle.
tap-on-template-and-edit-html
  • Ab apne Blogger account me login kare or template par click karke edit html par click kare.
head-highlight
  • Ab template editor me kahi bhi click kare or keyboard se ctrl+f key dabaye ab aapke samne serch box open hoga usme <head> ye likhkar search kare.
paste-console-code-below-head-and-save
  • Ab aapne jo <head> code serch kiya tha vo highlight ho jayega ab isske theek niche aapne jo serch console se code copy kiya tha vo paste karde. Or save template par click karde.
add blog google search console
verified-massage
  • Ab serch console me wapis jaye or verify par click karde. Ab aapke samne congratulation wala message show hoga. ab page ko refresh karde.  Ab aapka Blog search console me add ho chuka hai.

Important– Aapke Blog ko google me show hone yani dikhne me 24 hours se 48  hours tak lag sakte hai.

Iss tarah friends aap aasani se apne Blogger Blog ko google search engine me add kar sakte hai and Blog ko google search console me submit kar sakte hai.

Friends I hope aapko ye post accha laga. Isse apne dosto k sath social media site par jarur share kare or aapko iss post me kuch smajh na aaya ho to comment karke jarur bataye or essi or bhi post read karne ke liye abhi allhindihelp.com site ko subscribe kare or latest post update ki information apne email par received kare.

14 COMMENTS

  1. Bha mai pichhle kaimaine se try kar raha hun apne blog ko search console mai add karne ke liye lekin nahi ho pa raha hai saare blogger ko flow kiya jaise bola waise kiya meta tagk ko copy karne ke baad blog mai head ke niche paste kar diya par sab bekar

    • bro aapke browser me problem hogi agar aap apne mobile se apne blog ko search console me add kar rahe hai to aap puffin browser hi use kare kyoki issme mobile ki desktop site open hoti hai or iss post me bataye instuction ko follow kare issse aap asani se apne blog ko google search console me add kar sakte hai.

    • aap koi step galat follow kar rahe ho issliye aapka blog verify nahi ho raha hai or sabse pahle to aap apni site ko sahi kare kyoki vo open nahi ho rahi hai.

    • aap apni website khud bhi verify kara sakte hai sabse pahle to me aapko batadu ki aapki site open nahi ho rahi hai isliye pahle ussme domain sahi se add kare fir apni site ko search console me add kar verify kara sakte hai

  2. sir maine jab blog banaya tha tab isi tarha apne blog ko google search console me submit kiya tha but sir maine ab domain liya hai to ab www ke sath jab add property pr click karke blog address fill kiya with www or add pr click kiya to blog verify karne ke liye html tag ka koi option show nahi hua kaise submit kare

    • aapka blog already add hai aapne jis code se apna pahle blog verify karaya vo aapne template se hataya nahi hoga issliye vo html code hatakar aap dubara apne domain ko blog domain ko search console me submit kare.

  3. ok sir phele wali property add rehne de ya use remove kare. sir maine domain godaddy se liya hai with www search console me add karne ke bad godaddy se bhi verify karana hoga.

    • aapka domain aapko blog se conenct karna hoga. jisske bare me aap internet par ya youtube par search kar sakti ho ki blog me domain kaise add kare isski bhut si post and video aapko mil jayege unme bataye step ko follow kar aap apne blog me domain add karne ke baad pahle aapki jo blogger wali site thi ussi bhi add rahne de sakti hai or apne naye domain ko bhi add kar sakti hai koi problem nahi hai. and fir jab aapki sabhi post index ho jaye means new domain ki jo aapne blog se connect kiya hai to fir apne blogspot wale subdomain ki property ko remove kar sakti hai.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here