Adsense Ads Par Invalid Click Rokne Ke 10 Tips ( Stop Invalid Activity )

15
Google adsense invalid click rokne ke10-tips in hindi stop invalid activity

Hiii blogger Google adsense ads par invalid click kaise roke ya adsense ads par fake invalid click activity ko kaise stop kare ya inse kaise bache ye main aapko iss post me batane wala hu. Friends agar aap blogger hai or apne blog ya site se paise kamana chahate hai to aap ad-network ka use karke apni site se paise kama sakte hai

bhut se ad network hai jinse aap paise kama sakte hai jaise bidvertiser, chitika, uc union etc lekin google adsense sabse best ad network hai jo sabhi ad network se jayda aapko per click par paise deta hai google adsense ko approved karana thoda muskil hai

lekin agar aap isse approved kara lete hai to aapko apne adsense account ko safe rakne ke liye invalid click ke bare me pata hona chaiye or unhe rokna chaiye. agar saral sabdo me kaha jaye to by mistake ads par click hona, advertisement ko bhut jaldi close kar dena etc ko invalid click bola jata hai.

Adsense Invalid Click Kya Hai Or Konse Click Invalid Mane Jate Hai ?

Contents

Aapne dekha hoga ki kabhi kabhi agar koi aapke┬аads par clcik karta hai fir bhi aapko kuch bhi earning nahi hoti kyoki ye click invalid hota hai. Invalid click ka adsense hume kuch bhi paisa nahi deti hai

bhut se logo ke man me ek sawal rahta hai ki pahle mere adsense account me 14 doller the lekin ab 13.6 hi bache essa kyo agar aapke account ke bhi paise kate hai to ye bhi invalid click ke karan hi hota hai┬а inse aapko koi fayda nahi hota ulta nuksaan hi hota hai.

  1. ┬аJab aapka koi friend aapke kahne par ads par click karta hai.
  2. Jab koi galti se ads par click kar deta hai.
  3. jab koi aapki site ki image ya link samajkar ads par click karta hai to ye sabhi invalid click kahlate hai.

Google Adsense Ads Par Invalid Click Rokne Ke 10 Tips In Hindi

Friends adsense performance report me aapne dekha hoga ki kuch click hone ke baad bhi aapki earning nahi hoti ese invalid click kahte hai jayda invalid click hone se aapka adsense blocked bhi ho sakta hai issliye inko rokna jaruri hai kuch tips hai jinhe follow karke aap invalid click ko rok sakte hai

1. Read Adsense Policy And Follow The Guidelines

Agar aap apne adsense account ko safe rakna chahate hai to aapko isski policy ko day by day read kare and policy me likhe instruction ya┬а guidelines ko follow kare isse aap apne account ko safe and secure rakh sakte hai.

2. Don’t click your own ads

┬аagar aap check karne ya kisi dusre reason se apne ads par kudh hi click kar dete hai to essa karna risky ya dangerous ho jata hai. Kyoki isse aapka account blocked bhi ho sakta hai kabhi bhi apne ads par kudh click na kare or na hi apne friends ko ads par click karne ke liye bole.

3. Stop relationship bad habit

┬аesse logo se dur hi rahe jo time pass ke liye aapki site par aate hai ya unhe aapki site ki post me interest nahi rahta or bina article padhe hi ads par click kar dete hai essa traffic ek dum fake traffic hota hai or ye traffic aapke liye faydemand kam nukshandayak jayda hota hai.

4. Good relationship with your site reader

apne blog ke reader ya visitors ke sath humesa good relationship rakhe kyoki agar aap essa nahi karte to bhut se log aapki blog ┬аko kabhi visit nahi karege jisse aapke blog ┬аpar koi bhi nahi aayega or aapke blog ka hona ya na hona ek jaisa ho jayega good relationship matlab agar aapse koi reader comment me koi question puchta hai to uska answer jarur de

or agar koi aapse kahta hai ki aap acche articals nahi likh rahe ya vo aapke blog ki burai bhi karta hai to bhi usse acche se baat kare and use acche se samjhaye kyoki agar aap use samzayge or vah samaz jata hai to vah aapki site ka regular visitor bhi ban sakta hai.

5. speed up your site loading time

ye sabse important factor hai sabse jayda traffic aapki site ke loading time par depend karta hai agar aapki site ka loding time accha jo jaldi load ho jati hai to log use pasand karte hai iske oppsite agar aapki site deri se load hoti hai ya load hone me bhut time leti hai to isse aapke traffic par bad effect padta hai

kyoki sabhi logo ke pass time kam hota hai or vo chahate hai ki mera work jaldi ho jaye or agar aapki site par kisi ke kaam ki information hai or other site par bhi vo information hai to agar aapki site der se load hoti hai to vo visitor dusri site par chala jata hai.

6. DonтАЩt use pop ads

┬а agar aap apni site par pop us ads use karte hai┬а to in ads par click ko adsense invalid click manta hai issliye adsense invalid se bache ke liye ye ads apne blog ya site par use na kare. ┬а

7.┬аDonтАЩt buy paid traffic and fake traffic

agar aap apne blog ke liye paise dekar traffic buy karte hai to main aapko batana chahuga ki adsense paid trafic support nahi karta hai paid traffic ke use se aapka adsense blocked bhi ho sakta hai issliye kisi bhi tarah ka paid ya fake traffic apni site par use na kare ye aapke account ke liye risky ho sakta hai .

8. DonтАЩt share your Google adsense ads code

adsense ki koi bhi information jaise id ya ads code ko kabhi bhi share na kare kyoki ye dangerous ho sakta hai bhut se log aapki id and ads code ka use karke aapke account ko apne account me badal sakte hai kabhi bhi adsense ads code ko social networking site jaise facebook, twitter, whatsapp etc par share na kare. ┬а

9. Google adsense ads color

adsense me ads color ko apne pasnd ke anusar choose kar sakte hai lekin agar aap same2same apne blog jaisa color choose karte hai jisse essa lagta hai ki ye ads aapki site ka hi hissa hai to invalid click hone ke chances badh┬а jate hai

kyoki log in ads par click aapki site ka hissa samaz karte hai and fir unhe pata chalta hai ki ad hai to vo ise close kar dete hai istarh ye invalid click ho jata hai. ┬а

10. Report to adsense invalid click activity

bhut se logo ki complant rahti hai ki log jaanmuzkar unke ads par click kar rahe hai or vo unke adsense account ko blocked ya disable karana chahate hai agar aap bhi essi problem me hai

or kisi ne aapse kaha hai ki vo aapke ads par jayda se jayda click karke use disable kar dega to isse bachne ke liye or invalid activity ko rokne ke liye aap invalid click contact form par jaker adsense ko report kar sakte hai contact form par jane ke liye yaha click kare.

Friends I hope aapko ye post accha lage agar aapko ye post accha laga to isse apne friends ke sath social networking site par jarur share kare or aapko iss post me kuch samaz na aaya ho to comment karke jarur bataye.

15 COMMENTS

  1. Sir maine apne blog ke domain ko redirect kar ke change kiya lekin jab main apne old blog url open karta hun to page not found aa raha hai ab main kya karun sir.

  2. mnish ji bhut achhi jankari share ki aapne hum sabhi k beech mein– mujhe to aisa lgta hai ki Adscense ki hume dekhbhaal krni chahiye jese chhote bachhe hote hai theek wese hi..

    sr mene — Adscense Click Fraud Monitoring Plugin ke bare me bi suna thha ki ye Adsense ko Safe Rkhne me kaafi had tk achha h.. aap iske baare me mujhe jrur btyn… thnkxxx ??

    sir bade-bde bloggers like Hrsh Agrwl + Jummedin khn and Rohit ji jese logon ka kbhi Adsense Blok q nhi hota ? my mean ki ye log kuchh triks foloow krte h kya ? btyn jrur

    • thanks harshit bro yes aapne bikul sahi kaha ki hume adsense ki care karna jarruri hai.

      1. Adsnese click monitoring plugin name ka koi plugin nahi hai main abhi aapki tarah isska name suna tha lekin jab maine isse search kiya to iss name ka koisa plaugin hai hi nahi abhi sirf AdSense Invalid Click Protector plugin hi hai jisse invalid click rok sakte hai lekin isse sirf 1000 logo ne download kar rakha hai issliye mujhe nahi lagta ki ye work karta hai.

      2. in logo ke adsense ads par itne jayda click aate hai ki adsense team ko hi pata nahi chalta ki konsa click real hai or konsa invalid or ye to nahi majak ki baat lekin essa nahi hai adsense team har click par najar rakhata hai. bade bade blogger jaydatar iss trick ko follow karte hai ki jo bhi un logo ke adsense par invalid click karta hai vo unki ip block kar dete hai jisse vo invalid click nhi kar pata..

  3. bro.. koei mere ads par jaan bujhkar bar bar fake click kar raha hai.
    1. mai ouska ip address kaise pata karun. detail se bataai.
    2. ouske ip ko block kaise karun. please help me

    • 1. aap sabse pahle apni site se ads ko hatade kuch din ke liye and agar aap ads nahi hatana chahate hai or us invalid click karne wale ki ip find karna chahate hai to isske liye aap statcounter site ka use karke ip pata kar sakte hai.
      2. jab aapko uski ip pata chal jaye to aap agar worpdress par hai to ad injection plugin ka use karke usski ip blocked kar sakte hai or agar aap blogger par hai to fir aapko javascript ka use karna hoga.

  4. sir, meri, website pr invalid click ho gaye he. to google ne one month ke liye adsense acount senpend kar diya hai. so sir, koi idea btaiya. ki ab aage invalid click na ho?
    and koi code bhi lgate hai kya security ke liye website me?
    i wait your help sir.

    • aap iss post me bataye google adsense ads par invalid click rokne ke 10 tips ko read karke follow kare Aur apni site ko invalid click se safe rakhne ke liye apni site ka links adult group me post na kare kyoki jayedatar adult facebook groups me hi link share karne par ads par invalid click aate hai.

  5. Sir, mera account invalid click ke karan suspend ho gya he… to ye kaise dekhte he ki koi apni site pr bar bar click kar rha hai….. and any solution invalid click ko rokne ke liye for blogspot blogger

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here