Google Adsense Matched Content Ads Kaise Banaye Or Blog Par Lagaye

12

Hii friends Google Adsense new dashboard me matched content ads kaise banaye ye main aapko aaj iss post me batunga. Friends agar aap blogger hai or adsense ad network ka use kar rahe hai to aapne dekha hoga yaha aapko sabhi types ke ads milte hai jaise text display, link,  page leval, and matched content ads. Aaj main aapko matched content ad ke bare me batunga.

Adsense Matched Content Ads Kya Hai  ?

Contents

Aapne bhut si site par dekha hoga ki unki site par unhi ki site ki post show hoti hai and un post ke uper likha rahta hai Powered by google ye advertisement rahte hai jinhe matched content ads bolte hai kyoki ye aapke post content ke sath mil jate hai. inko  kuch log powered by google ads bhi kahte hai

kyoki inke uper powered by google likha rahta hai. matched content advertising me aapki hi post show hoti hai matlab aapne jo post apni site par ki hui hai vo hi post matched content me show karti hai jisse sabhi logo ko ye lagta hai ki ye aapki hi site ka hissa hai issliye matched content ads par jayeda se jayeda log click karte hai.

Adsense Matched Content Ads Kyo Use Kare ?

Ab aap mese bhut se log soch rahe honge ki in ads ko kyo use kare ya inhe use karna chahaiye ya nahi to main aapko batata chahunga ki yes aapko matched content ads ko jarur use karna chahaiye kyoki isse aapko double fayda hota hai pahle ki ye aapki site ke post jaise similor(milte julte) dikhte hai jinpar click aane ke chances badh jate hai

or inme aapki vo post show hoti hai jo popular post hai or inpar agar koi click karta hai to aapko earning bhi hoti hai. Issliye aapko apni site par adsense matched content advertisement  ka jarur use karna chahaiye

Powered By Google Ads Ko Blog Me Kaise Use Kare ?

Friends agar aap newbies blogger hai yani aapki site par abhi kam post hai to aap matched content ads ka use nahi kar sakte hai kyoki ye sabhi site ke liye available nahi hote hai. aur jin site par jayda post rahti hai aur jayeda views aate hai unhi site ke liye ye advertising available hote hai 

Google Adsense Me Matched Content Ads Kaise Banaye ? Or Blog Website me kaise Add Kare

Google adsense ne abhi kuch days pahle hi apna new dashboard diya hai jo dekhne me bhut accha hai and issme aapko sari detail dashboard par hi mil jati hai to chaliye jante hai ki adsense new dashboard me matched content ads kaise banate hai.

adsnese matched content ads

  • Sabse pahle apne google adsense account me login kare. or yaha dashboard par left site me setting option dikhega uspar click karde.

tap-on-my-site

  • Ab my site par click kare agar yaha matched content option dikhe to samajh jaye ki ye ads aapke site ke liye available hai agar ye option nahi dikhe to ye ads aapki site ke liye available(upalabhdh) nahi hai.

google adsense matched content ads kaise banaye

  • Ab aap my ads par click kare or Create new ads unit par click karde.

tap-on-select

  • Ab aapko yaha 2 type ke ad option show honge text display or matched content ads aapko matched content ke niche select par click karna hai. ( ye 2  option tabhi show honge jab aapki site par yeads available honge)

tap-on-right-icon-and-get-started

  • Ab yaha  apako bataya jayega ki ye ads kaise dikhte hai aapko right wale icon par click karna or fir get started par click karde.

customize-your-advertisement

  • Ab yaha aapko apni post dekhegi or unke uper powered by google likha hoga. or apni site ka link dekhega. And right side me ad unit name, style or size ye 3 option dikhege jinhe aap niche bateye instruction ko follow karke fill kare.

style-font-and-save-and-get-code

  1. Ad unit name me aapko ad ka name dalna hai issme aap koi name dal sakte hai jaise –  popular posts 
  2. Style тАУ yaha aapko apni post ka background select karan hai yani aap issme apni site par jo background use kar rahe hai vo choose kare. Agar aap apni site par black color ka backgrond use kar rahe ho to yaha black select and agar white backgorund use rahe hai to isse defalt yani viasa ka viasa hi rahne de or issme koi changes na kare
  3. Size me aapko Responsive and custom 2 option dikhge responsive matlab jo hi sabhi device jaise mobile tablet computer me fit dikhta hai issliye aap issme responsive hi choose kare.
  4. Ab sabhi option sahi se fill karn ke baad save and get code par click karde.

copy-the-code-and-tap-i-have-finished

  • Ab aapko matched content ka ek code mil jayega iss code ko karle or save or IтАЩhave finished par click karde.

blog me adsense matched content ads kaise laagye

  • Ab aapko apne blogger account me login karna hai fir layout par click karke sidebar me add a gadget par click kare

adsense matched content ads kya hai puri jankari hindi me

  • Ab ek pop up window open hoga jisme HTML/JavaScript ke samne + icon par click kare

paste-the-code-and-save

  • Ab aap yaha iss box me aapne jo code copy kiya tha vo paste karde or save par click karde.

Iss tarah ab aap apne blog ko open karke dekh sakte hai aapke blog par match contents ads show hone lagege.

Ye google adsense matched content ads banane or unhe blog me add karne wali  post agar aapko acchi lage ro ise social media par jarur share kare or aapko iss post me kuch samajh me na aaya ho to comment karke jarur bataye.

12 COMMENTS

    • agar aapke adsense account me matched content option nahi aa raha hai to aapki site ke liye abhi matched content ads available nahi hai aap apni site par post likhte rahe kuch time baad aapke adsense dashboard me bhi matched content option show hone lagega and essi or bhi post read karne ke liye humari site allhindihelp ko visit karte rahe..

  1. hi mara blog par ad show ho rhe han par adscenc mian na ering jati hia na hi blog key khoi click shwo nhi hoti na hi viwe show hote hin plz bato keya karno

    • ye problem bhut se logo ko hai agar aapke adsense dashboard me pageview click earning or impression show nahi ho raha hai to kuch time wait kare yani 24-48 hours tak wait kare agar fir bhi kuch show nahi hota hai to adsense ko report kar sakte hai..

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here