Bina Number Ke Facebook Account ID Kaise Banate Hai ? In Hindi

11
bina number ke facebook account id kaise banaye puri jankari hindi me

Bina Number Ke Facebook Account ID Kaise Banaye, How To Make Facebook Account Without Any Verification In Hindi. Friends aap logo me se sabhi logo ka FB par account hoga. Facebook ek social networking site hai, jiske bare me aap sabhi log jante hi honge, agar aapko nahi pata hai ki facebbok kya hai, to pahle yaha click karke meri fb wali post padhe.

Aap mese bhut se log honge, jinhone facebook par mobile number dalkar register kiya hoga, matlab aapka number  fb par register hoga. Lekin kya aapne socha hai, ki aap bina number dale bhi facebook par apna account bana sakte hai.

Ye trick un logo ke bhut kam ayegi jo fb par 1 se jayda account ya id banana chahate hai. agar aap bhi unmese ek hai to asani se iss trick ka use karke fb par unlimited id bana sakte hai lekin iss trick ka misuse na kare agar aap  isska galat istemaal yani misuse karte hai to aapko fir baad me problem ho sakti hai.

jaise aapka fb account disabled ho sakta hai ya locked bhi ho sakta hai to issliye aap email se apni real information ke sath hi fb id create kare.

 

Facebook Par Bina Number Ke Account Kaise Banaye ? In Hindi

Contents

fb par number ke bina number ke account banane ke liye niche diye steps ko follow kare-

Bina Number ke Facebook Account ID Kaise Banate Hai ?

  • Sabse pahle fb par jaye or sign up par click kare.

Facebook

  • Yaha par aapko ek form dikhega, issme apni sabhi detail sahi sahi fill kare.

facebook par bina number ke account kaise banye,how to create facebook account without any number verification in hindi

  • AB yaha jaisa ki uper screenshot me dikh raha hai aapko apni sabhi details jaise first name, last name, password, date of birth etc sab sahi sahi fill karna hai but mobile number and email address wale option me aapko apna number nahi dalna uski jagah apna email id dalni hai.

Ab aapne jo email id dali thi uspar ek verification code aayga, agar aapke email par verification code na aaye to aap send verification code again par click kare. Ab us verification code me ko  jo aapke email par aaya hai usko verification code wale box me dalkar continue par click kar de.

congrats ab aapne bina number ke facebook account bana liye hai.

Important- ye trick un sab logo ke liye helpful hogi jo Gmail id se facebook account banana chahate hai. friends ye trick only knowledge base par aadharit hai yani aapki tech knowledge ko badhane ke liye share ki gayi hai plz aap iss trick ka misuse na kare.

Facebook ID Kaise Banate Hai Without Number In Hindi, Bina Number Ke Facebook ID Banana ye aab aap seekh hi gaye honge agar aapko ye post acchi lage to iss post ko share jarur kare or blog ko subscribe karna na bhule, agar aapko kuch puchna hai to comment jarur kare.

11 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here