Computer Kya Hai ? What is Computer & Types Of Computer In Hindi

1
computer kya hai what is computer full detail in hindi

Hello, dosto Aaj me apko Computer kya hai isske bare me share kar raha hu waise aapko computer ke bare bahut kuch pata hoga fir bhi me apko isliye bata raha hu kyuki humari site allhindihelp.com par apko computer ki tricks & course shikya jayga wo bi free isliye hum starting se shuru kar rahe hai aur Daily update panne ke liye niche apna email dalkar subscribe kare aur daily site ko visit karte rahe.

Enter your email address:

 

Delivered by AllHindiHelp

What is computer ? Computer kya hai – Puri Jankari hindi me

Contents

Computer ek electronic device hai Jo Charles babbage ne banaya tha aur Charles Babbage ko computer ke ” grand father ” name bola jata hai aur aap already jante hai computer par typing, document, play game, web for internet aur make a software etc. bahut se work hote hai means abi tak koi bi computer ko complete tarike se nahi chala paaya hai kyuki isme ultimate function hai aur unlimited work hai to isly koi iska complete use nahi kar paya hai aur jabse yeh iss duniya me aaya hai tab se duniya me new-2 technology aur work fast ho rahe hai to Maine computer ke bare me important bat bata di hai aur bi basic bate janiye niche

Types OF Computer ? In Hindi

computer kya hai iske bare me seekh hi gaye honge aur Yeah bahut type ke hote hai fir bi me apko useful aur important type batunga Jo jayda use kiye jate hai.

1. Personal computer (PC)

Apko name se pata chalra hai ya fir apne yeah name jarrur suna hoga kyuki har ghar me yahi computer use hota hai means sabse jayda use hone wala aur sabse sasta hai log akshar isko hi jayda pasand karte hai.

2. Micro computer

yeah computer choate hote hai means small note hai inka CPU desktop me hi hota hai jinka pass money kam hoti hai aur kam chalu means choate-mote kam karte hai to unke liye yeah computer best hai. ( computer kya hai )

3. Super computer

Yeah computer bahut fast hote hai aur mehnge bi bahut hote hai jinko money problem nahi hoti hai log iska use karta hai kyuki yeah personal comp ke mukable jayda fast chalte hai.

4. Mainframe computer

Inka use government aur business me kiya jata hai aur yeah user ke liye multiple task ke liye fayda deta hai.

Parts of computer Kya Hai ? in hindi

1. Keyboard

Iska use typings word aur number me kiya jata hai. Isme bahut sare button hote hai aur un button ko “key” bola jata hai.

2. Mouse

Ek arrow hota hai Jo pure computer ko control karta hai means agar aap mouse ko hiloge to desktop screen me ek arrow hai WO bi iske same tarah hilega isse aap PC chala sakte ho.

3. CPU

CPU ki full form hai ” central processing unit ” kahte hai agar hum koi new work karte hai to uske liye humare pas dimag hona chaiye ya fir dimag ki jarrut padhti hai same yahi bat CPU me hai Jo PC ka ek tarah ka dimag hai.

4. Monitor

Monitor ke bare me kon nahi janta agar kisi ne monitor nahi dekha hai to usko batate hai ki apne television dekha hai same uske jaisa hota hai monitor and bina monitor ke hum kuch bi work nahi kar sakte.

Other Useful Device information

Apne main part ke bare me to sun liya hai Jo sabse jayda important hai aur inka bina work nahi ho sakta but ab bat kar rahe hai other useful device ki Jo extra part hote hai aur yeah bi bahut useful part hai

1. Speaker

Jaise aap muh se bolte hai same computer speaker se bolte hai aur inka use music sunne me kiya jata hai aur PC ki other sound sunne me bi kiya jata hai.

2. Microphone

Jab aap bahar kahi jate hai kisi program me aur waha apko speach bolna ho to apki awaj piche tak nahi jati isly aap mice ka use karte ho same PC bi microphone ka use karta hai aur iska use voice ko record karne me ya fir bat karne me kiya jata hai.

3. Web camera

Duniya tezi se badal rahi hai log chat se live par pauch rahe hai to aaj kal live bat karne ke liye web camera ka use kiya ja raha hai ya fir photo & video banana ke liye kiya jata hai.

4. Scanner

Jab apko kisi work ke liye means document send karne ke liye to sabse pahle apko document scan karwana padhta tab aap document ko kahi par send ya upload kar sakte ho.

5. Joysticks

Joysticks ka use PC me game khelne ke liye kiya jata hai Jo mouser ki tarah pointor ko contoral karta hai means mouse se fast game nahi khel sakte isly joysticks ka use karte hai.

6. Printer

Printer 2 types ke hote hai colur aur black white jab aap internet par result ya paper nikal wate hai to WO printer hi nikalta hai.

7. CD

CD means compact disc. CD me storage hota hai jisme video ya software hote hai fir unko PC me dal diya jata hai bolte copy paste karna same wahi.

Friends apko Maine full details ke sath apko computer kya hai iske bare me ache se samjaya hai agar apko post me kuch samaj na aaya ho to plz comment jarrur kare aur iss information ko aapke apne friend ke sath social media par jarur share kare.

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here