Aapka Computer Male Hai Ya Female Kaise Pata Kare Simple Trick

2
aapka computer male hai ya female kaise pata kare, how to know my computer male ya female in hindi-pcormoney.blogspot.com

Hello friends┬аAapka Computer Male Ya Female Kaise Pata Kare isski trick me aapko ess post me batunga. aapko sunkar ajeeb lag raha hoga ki computer bhi рдореЗрд▓ ┬аya рдлреАрдореЗрд▓┬аho sakta hai. Ye ek bhut hi mazedaar interesting or funny trick hai,

jisse aap asani se pata laga sakte hai ki aapka pc ya computer male┬а(ladka) hai ya female┬а(ladki) hai. aapko ye trick Apne pc me ekbar jarur try karna chahiye. kyoki isse aapko bhut maza aayega aur aapko aapke laptop pc ka gender bhi pata chal jayega.

How to Know Computer Male Or Female In Hindi

Aapka computer male hai ya female pata lagane ke liye niche diye simple steps ko follow kare.

  • Sabse pahle apne pc me notepad open kare.

computer-male-ya-female-jane

  • Fir notepad me aapko niche diya gaya code copy karke paste karna hai. Ya aap chahe to iss code ko notpad me likh bhi sakte hai. Lekin copy karna jayda asan hai, isaliye niche diya code copy kar ke notepad me paste kar de.

tap-on-file

  • Ab apko iss file ko┬а save Karna hai. File par click karke ┬аSave As option par click karke┬а or iss file ko Gender.vbs Name se save kar de.

computer male hai ya female pata kare simple tricks se in hindi

Note–┬аaap jab iss file ko save kare tab ye jarur dekhe ki gender ke baad dot laga ho. Matlab .┬а ye jarur laga ho, ab aap save ki gayi file ko open kare(khole).

Agar apko рдореЗрд▓ ki aawaz sunai de to apka computer male hai agar рдлреАрдореЗрд▓ ki aawaz┬а to samaz jaye┬а apka pc female hai.┬а

Friends agar aapko ye post acchi lage to isse apne dosto ke sath bhi share kare niche share button par click karke, agar aap essi or bhi tricks ke bare me janna chahate hai, to blog ko subscribe karke humare blog subscriber bane or latest post ki jankari ya updates apne email par paye,

or agar aapko iss post me kuch samaz na aaya ho ya aap iss post ya other post se related koi question puchna chahate hai to comment karke jarur bataye, main aapke comment ka reply jarur karunga.

2 COMMENTS

  1. wifi pahle se me compter me aata hai or desktop computer me aapka alag se wifi dongle lena hota hai agar aapke computer wifi pahle se hai or aap wifi drivers download karna chahate hai to jis company ka aapka computer hai uske aage wifi drivers downlaod likhkar google par serach kare iss tarah asani se aap wifi driver downlaod kar sakte ahi

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here