Domain Authority Kya Hai Or Kaise Check Kare – DA Complete Information

18
domain authority kya hai Aur kaise check kare full detail

Hii blogger Domain authority kya hai or blog website ki domain authority ( DA)  kaise check kare Ye main aaj aapko iss article me batane wala hu. agar aap newbies blogger hai to aap da yahi domain authority ke bare me bikul bhi nahi jante honge.

Old bloger ko DA ke bare me thoda bhut pata hota hai lekin agar aap bhi old ya new blogger hai jissko DA ke bare me jada information nahi hai to aap iss post ko pura read karke domain authority ke bare me jan jayege.  

Blog banane ke baad uspar traffic lana sabse important hota hai jisske liye sabhi log koi na koi tarika use karte rahte hai. Jab blog par traffic lane ki baat hoti hai vo sabse pahla naam jo sabhi blogger ke man me seo ka hi name aata hai . Seo ko search engine optimization bolte hai.

or seo friendly content  search engine se traffic lane me help karta hai. Agar aap seo ko follow karte hai to aapki site ki search ranking badti hai or aapko search engine jaise google yahoo Bing etc se organic traffic milta hai. SEO me 4 chije jo important hoti hai.

vo hai post title, permalink. description, comment in 4 chijo me agar aap keyword ka sahi use karte hai to search engine me aapki site top par dikhti hai. Bhut se blogger sirf itna hi jante hai seo ke bare me lekin ye sab on page seo me aate hai

aur agar search engine me website ko first page par rank karana hai to on page seo ke sath me off page seo bhi karna hota hai off page seo me link building sabse important factor hai

yani High DA Aur PA wali website se agar aap apni site ke liye backlink banate hai to isse uski SERP ( search engine result pages ) me ranking badhti hai.

jin website ki domain authority ( DA) Jayeda hoti hai unpar jayeda traffic aata hai aur search engine result page me unki position dusri site ki comparison me acchi hoti hai. 

Domain Authority Kya Hai ? What is Domain Authority in Hindi

Contents

DA kya hai, Domain authority ka short form da hai. Or ye ek metric hai. Jo ki moz name ki company ke dwara create kiya gaya hai yani banaya gaya hai. Moz company dwara domain authority banane ka maksad internet par updlabh sabhi site ko ranking dena hai.

Issme aapke site ke domain ko 1 se 100 tak ki rank di jati hai.  sabhi site ki alag alag rating di jati hai matlab agar aapki site ka domain old hai to aapki uski rating yani da bhi jayda hogi.

ye SEO ka sabse important factor aapke blog ki domain authority jitni jayda hogi search engine se aapko utna jayeda or organic traffic received hoga.

agar kisi website ki domain authority jayeda hai to vo SERP ( Search engine result pages) me bhi good position par hoti hai  aur jin webiste ki da low hoti hai unki search ranking bhi kam hoti hai.

matlab aapka blog abhi new hai to uska da bhi 5-10 hoga or jaise jaise aapke blog par traffic aata jayega or vo old hota jayeda vaise aapki blog ki da increase hone lagegi. 

Domain Authority Check Kaise Kare ? Mobile & Computer

ab aapmese bhut se log soch rahe honge ki hum kaise pata kare ki humare blog ya webiste ka domain authority kitna hai to me aapko yaha main aapko 2 method batane wala hu pahla method pc user ke liye or dusra android user ke liye hai.

Check DA using PC

  • sabse pahle aapko Moz ki site par jana hoga jispar direct aap yaha se ja sakte hai.

Go To Moz Site

enter-tour-blog-url-and-search

  • ab yaha aapko url wale box me apni site ka pura url dalna hai or search par click karde.

domain-authority

  • ab aap yaha apni site ki domain authority dekh sakte hai yaha uper screenshot me 6/100 show ho raha hai jiska matlab hai ki humari site ki domain authority 100 mese  6 hai. ye kam hai. lekin site new hone ki wajah se da bhi kam hoti hai issi tarah aap bhi apne blog ki da check kar sakte hai.

Blog ki DA Mobile se Check kare

  • sabse pahle aapko Sinium SEO Tools name ka app download karna hoga jisse aap direct yaha se download kar sakte hai.

Download Sinium SEO Tools

  • ab isse download karne ke baad install and open kare.
  • ab issme 3 line wala menubar dikhega uspar click kare or left side me aapko mozrank ka option dikhega uspar click karde.
  • mozrank par click karne ke baad apni site ka url enter kare.
  • ab aapko apni site ki domain authority dikh jayegi.

Blog Ki Domain Authority Kaise Badhaye ya Improve Kare ?

agar aapke blog ya website ki da kam hai or aap usse badhana chahate hai to yaha aapko jo tarike batane wala hu unse aap asani se apne blog ki domain authority improve kar sakte hai.

1.aapko internal link ko sahi se use karne hoga internal link vo link hote hai jo aap apni post me apni kisi post ka link share karte hai agar aap essa nahi karte hai to aapka isse sabse bada nuksan ye hota hai aapki site ki bounce rate badh jati hai jo ki seo ke liye accha nahi hai.

internet link me aapki site ki sabhi post ke link aate hai. inko sahi se use karne ka matlab hai ki aap agar new post jaise seo se related koi post likhte hai to aapne pahle se jo seo wali post ki thi un sabhi ka link iss new post me add kare.

2.link building ka matlab hai apni site ki link ko badhna hai ya backlinks ko badhana. aapki site agar tech ya kisi bhi topic par hai to usse related dusri site jispar jayda traffic or organic traffic ho usse backlink lene ka try kare kyoki isse aapko double fayda hoga

pahle ki aapko uss site se backlink ke sath thoda bhut traffic bhi milega or dusra ki issse aapko juice do follow backlink milegi jisse aapki site ki search ranking increase hogi

3..issi tarah jo blog aapke niche yani topic se related usspar comment karne se bhi aapke blog ki da increase hoti hai.

4..social media jaise facebook twitter google+ par apni post share karte hai isse bhi aapki site ki domain authority increase hogi.

Domain Authority ki puri jankari wali ye post aapko kaisi lage comment karke jarur bataye or iss post ko apne other blogger se social networking site par share jarur kare.

18 COMMENTS

    • thAnks aapki site bhut acchi acchai hai and accha design kiya hai aapne and aapko domain authority wala ye article accha laga isse apne dosto ke sath social media site par share jarur kare.

  1. THANKS SIR JI APP HAMARI HELP KARTE RAHE YAHI ASA HE JI SIR JI
    MENE BHI APKI VAJAH SE BLOGGER BANAYA HE PLEASE JI YE BATANE KA KAST KARE KI KYA MERA BLOGGER EARNING KAR SAKTA HE JI PELASE BATAIYEJ JI

    • thanks Shyama dasi ji for your valuable comment. aap apne blog se earning karne ke liye ad network ka use kar sakti hai. adsense ek best ad network hai but agar aapki site par adsense approved nahi ho raha hai to aap adnow, bid vertiser, chitika etc ad network ka use kar sakti hai

  2. BAHUT HI ACHHA ARTICLE HAI SIR , SIR MERA DOMAIN AUTHIRITY 11 BATA RAHA HAI. DOMAIN ATHORITY KITNI HONI CHAHIYE,

  3. Hi admin really nice post Hamne bhi Domain Authority Check Karne Ki Top 4 Websites ek post likhi hai kripa visit jarur karen

  4. Hi admin
    Realy nice article. Maine bhi par Domain Authority Check Karne Ki Top 4 Websites article likha hai. Ek baar jarur read kren

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here