Kisi Bhi Computer Me Login Facebook ID Ko Mobile Se Logout Kaise Kare

0
apni dusre computer me login Facebook Id ko apne mobile se logout kaise kare hindi me jane

Hello friends Apni Dusre Computer Me Login Facebook Id Ko Apne Mobile Se Logout Kare ye main aapko iss post me batane wala hu. Friends Facebook ek popular social networking site hai jiske bare me aap jante hi honge. aur issme hume bhut sare feature milte hai.

facebook par aap apne friends ke sath me connected rah sakte hai. vaise to aur bhi bhut si social media site hai lekin unmese facebook sabse best hai.

kyoki issme aap new friend bana sakte hai, kisi ko bhi follow kar sakte hai, followers badha sakte hai aur apne friends ko voice and video call bhi kar sakte hai.

aur Aaj main aapko other computer se log in facebook id ko apne  mobile se logout kaise karte hai vo bhi bina kisi software ka use kiye ye batane wala hu.

Apni Dusre Computer Me Login Facebook id Ko Apne Mobile Se Logout kyo kare ?

Contents

Friends aaj-kal sabhi log Facebook ka use karte hai, lekin kabhi kabhi essa ho jata hai ki aapne kisi ke computer ya mobile me Facebook  log in kar chalane lagte hai lekin logout karna bhul jate hai.

Ye privacy ke liye  accha nahi rahta. Matlab agar aap kisi ke Computer ya moblie me apni id log in chhodh dete hai to vo aapki facebook id ka galat use kar sakta hai.And aapke private message bhi read kar sakta hai.

And aapki id ka phone number or password change karke vo Aapki aapki id ko apni Facebook id me badal sakta hai. Issliye aaj main aapke sath ek essi trick share karne ja raha hu. Jisse aap asani se apne mobile se dusre computer me log in apne FB account ko log out kat payege.

Kisi Bhi Dusre Computer Me Log In Facebook Account Ko Apne Mobile Se Logout Kaise Kare 

Agar aap bhi apni Facebook id jo other Device me login hai usse apne mobile se logout  karna chahate hai to yaha me issi ke bare me batane wala hu, bhut se log sochte hai ki me kisi computer me facebook id login karke bhul gaya use logout kaise karu

kya essa koi tarika hai jisse apne mobile se hi sab jagah yani all device se facebook account ko logout kar saku to me aapko batana chahunga yes aap essa kar sakte hai aur isske liye aapko kisi bhi software aur app ka use nahi karna hoga.

How to Logout Facebook Account From All Devices in Hindi

  • Sabse pahle apne facebook account me login kare
  • Ab aapko Settings & Privacy par click karna hai  aapko ye option apne mobile sabse niche dikhega.
setting-and-privacy-par-click-kare
  • Ab Security par click kare.
security-select-kare-pcormoney.blogspot.com
  • Ab aapko ‘Active Sessions’ par click karna hai
Active-session-choose-kare-pcormoney.blogspot.com
  • Active Sessions me aapko un sabhi mobile device ki list dikhegi jinse aap Facebook me log in hai. Yaha aapko un sabhi mobile or  computer ki list dikhegi jinme aapka account login hai.
facebook account logout from all devices
  • Ab aap jis computer ya mobile se apne fb id ko logout karna chahate hai  uske aage box ko select kaee or remove selected par click karde. Agar aap sabhi devices se log out karna chahate hai to sabhi select kare or ‘remove selected’ par click karde.

Important- friends i hope aapko ye trick acchi lagi hogi and samaz aa gayi hogi. Agar aapko abhi bhi ye trick samaz nahi aayi to main aapko short me batata hu. example ki liye aap kisi cyber cafe me gaye or waha aap Facebook login karke chalane lage and usse log out karna bhul gaye.

Lekin ye aapko kuch time baad pata chala ki aapka Facebook account dusre computer (cyber cafe) me login hai. or aap apne fb account jo dusre computer me login hai usse log out karna hai.

To aap asani se iss trick ka use karke apne mobile se kisi bhi dusre comuter me login ya open hui apni fb id ko logout kar sakte hai.

Friends agar aapko ye post acchi lage to iss post ko apne friends ke sath social media site par share jarur share kare aur iss post me kuch samaj na aaya ho to comment karke jarur bataye

aur essi aur bhi social networking sites se related read karne ke liye humari site par visit karte rahe, and new post update ki nofication email par received karne ke liye humari site ko subscribe kare.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here