Ek Paytm Wallet Se Dusre Paytm Wallet Me Paise Kaise Transfer Kare

0
1-paytm-wallet-se-dusre-paytm-wallet-me-paise-kaise-tranfer-kare-hindi-me-jane

Ek Paytm Wallet Se Dusre Paytm Wallet Me Paise Kaise Transfer Kare, Paytm wallet se paise kaise bheje ye main aapko iss article me batane wala hu. friends aap mese almost sabhi log paytm app ke bare me jante hi honge ye ek bhut hi popular e-wallet app hai

jiska use karke aap online recharge, bus ticket booking, ┬аDTH or electricity bill payment, online shopping, money Transfer ┬аjaise bhut se kaam kar sakte hai.

What Is Paytm Wallet In Hindi

Contents

Ye ek online purse hai jisme aap apni money secure rakh sakte hai and un paiso ko aap online shopping, electricity bill payment, DTH recharge , bus ticket booking, bills payment, movie ticket booking etc bhut se kamo me use kar sakte hai.

agar saral sabdo me kahe to paytm wallet app ka use karke aap almost sabhi online transaction kar sakte hai aur issme bhim upi wala feature bhi add kiya gaya hai jisse aap second me money transfer kar sakte hai.

EK Paytm Wallet Se Dusre Wallet Paise Kaise Bheje

Agar aapko kisi ko money send karna hai or aapko samaz me nahi aa raha ki aap use paise kaise send kare jisse┬а use asani se or easily paise mil jaye to aap paytm wallet ka use kar sakte hai.

Ya aapke paytm wallet me paise nahi hai or aap online recharge karna chahate hai to aap apne friends se apne wallet me money transfer karne ke liye bol sakte hai. paytm se money transfer karne ka ek fayda ye hai ki issme aapko koi bhi extra charge nahi dena hota hai

aur aap without any charges ke issse money transfer kar sakte hai. vaise to aur bhi bhut se e- wallet app internet par available hai jinka use karke aap paise bhej sakte hai aur received bhi kar sakte hai

lekin jaisa ki aap jante hai hi honge ki jayedatar log paytm wallet ka use karte hai kyoki isse use karna bhut aasan hai.

Paytm Se Dusre Paytm Me Paise Kaise Transfer Kare

Sabse pahle aapke pass paytm account hona chahaiye agar aapka issme account nahi hai to isske bare me maine pahle se apni ek post me bataya hai us post ko read karke account bana sakte hai . or aapke pass paytm app bhi hona chahaiye agar aapke mobile me ye app nahi to yaha se download kar sakte hai.

pay-to-send-select-kare
  • Ab aapko pay to send par click karna hai.
mobile-number-option-choose-kare
  • ab mobile no. ke option par click kare
image-me-bataye-instruction-follow-kare

1) Mobile number me aapko uska number dalna hai jisse aap money send karna chahate hai or ek baat dyaan rakhe ki aap jis number me paise send kar rahe vo paytm me pahle se register hona chahaiye matlab uska pahle se isme account bana hona chahaiye.

2) amout me aap jitne paise ya money send karna chahate hai vo dale. Lekin yaad rakhe aap utne hi paise send kar sakte hai jitne paise aapke wallet me available hai.

3) what is it for me aap kuch bhi likh sakte hai issme aapko reason batana hota hi ki aap paise kyo send kar rahe hai.

4) sabhi option sahi se fill karne ke baad send money par click karde.

Ab aapko transaction successful ┬аka message dikhega. Jisska matlab ki aapke paise transfer ho chuke haiRead also:-

Friends agar aapko ye post accha laga to iss post ko apne dosto ke sath social networking site par jarur share kare or aapko iss post me kuch samaz na aaya ho to comment karke jarur bataye or essi or bhi post padhne ke liye abhi iss blog ko subscribe kare or latest post updates ki information apne email par received kare…

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here