Facebook Disabled ID Unblock Kaise Kare – Recover FB Personal Account

6
facebook disabled id unblock kaise kare recover personal fb account

Facebook Disabled Id Unblock Kaise Karte Hai How to Recover  Facebook Disabled Account trick In hindi, FB Disable Account Ko Recover Kaise Kare. Dosto agar aap FB User hai Aur aapka facebook account disabled ho gaya hai yani aap apne fb account me login kar rahe hai aur aapko your account has been disabled ye message dikh raha hai to aap sahi jagah hai yaha aaj me aapko issi ke bare me batane wala hu ki kaise aap apne disable facebook account ko unblock recover kar sakte hai.

Facebook Account Disable Kyo Hota Hai – Main Reason

Contents

Bhut se logo ka question rahta hai ki humara FB account block kyo hota hai ? To isska answer ye hai ki facebook policy ka violation karne par fb team aapke account ko disable kar deti hai. agar aapki fb id disabled ho gayi hai to aapne facebook policy ka violation kiya hoga. Ab agar aapko fb policy ke bare me nahi pata hai to me short me bata deti hai.

Fb ne apne users ke liye kuch security policy and term and conditions banayi hai aur jo log unko follow nahi karte hai unka account ko block ya disable kar diya jata hai. But ab mostly jayadar log ye  sochte hai ki humne to fb policy ka bilkul bhi violation nahi kiya fir humare account ko kyo disable kar diya to isska answer bhi bhut hi simple hai

jaise ki aap jante hi honge ki FB par bhut se logo ki fake id hume dekhne ko milti hai and fb users ki sankhya millions se billions me hai to unko kaise pata chalega ki kon real user hai Aur kon fake user hai issliye facebook team aapki activity ko track karti hai

aur jab unhe lagta hai ki aap kuch galat share kar rahe hai to vo aapki id ko blocked ya disabled kar deti hai yaha me aapko kuch reason bata raha hu jinki wajah se aapki facebook disabled id hoti hai.

Facebook ID Disabled Hone Ke 10 Reasons in Hindi

1.Kisi ki post ya comment me abuse karna Aur bad word ka use karna.

2.Sabhi logo ki post ko like karna yani bhut jayeda posts ko like karna.

3.Sabhi logo ki Comments ko like karna

4.Sabhi logo ki posts and comments par same react ( reaction ) dena.

5.Apne sabhi friends ko ek sath poke karna.

6.Jayeda se jayeda friends request send karna.

7.FB par jo link url blocked hai unko baar baar share karke dekhne ka try karna.

8.facebook pages & groups me jayeda se jayeda links share karna.

9.Agar aapke friend ya kisi ne aapko apne fb page ka admin banaya hai Aur aap usee remove kar rahe ho.

10.FB par aapne real name se ib na banakar fake name se account banaya ho aur aapne usme apna number bhi verify na karaya ho.

Ye the friends kuch reasons jinki wajah se FB Team aapke account ko disabled kar deti hai. Aur bhi bhut se reason rahte hai jinke wajah aapki facebook disabled id ho jati hai. To agar aapki bhi fb id blocked ya disabled ho gayi hai Aur aao usko reactivate ya reopen karna chahate hai to aaj hum issi ke bare me janege.

Facebook Disabled ID Ko Unlonk Kaise Karte Hai Puri Jankari Hindi Me

Friends aapki agar fb id blocked ho gayi hai to aapne google ya youtube par search kiya hoga ki facebook Blocked id ko unblock kaise kare to aapko bhut si tricks mili hogi but unmese kuch hi tricks work karti hai 

but me aapko jo trick ya tarika batane wala hu vo 100% working hai aur usse aap easily apni facebook disabled id ko open kara sakte hai. aapki fb id agar block ho gayi hai to aap usse firse reactivate ya reopen bhi kara sakte hai and isske liye aapko only apna govt proof jaise aadhar card, voter id card etc ka photo dena hota hai.

Facebook id blocked ya disabled hone se rokne ke kiye aapka pass 1 working method rahta hai ki aap apna account verify kara le isse fayda ye hoga ki aap jayeda se jayeda post & comments ko like kar payege aur aap agar FB groups me apne page ya koi bhi link share karege to aapko warning milegi.

aapki fb id direct disabled nahi hogi esse hi aur bhi fayde hai jo hume verified facebook account me milte hai to ab aap bhi apni id ko verify karana chahate hai to uske bare me maine already apni post me bataya hua hai jise aap niche link par click kar read kar sakte hai.

Facebook Disabled Account Ko Open Kaise Kare – Recover Personal FB ID

Agar aapka bhi personal facebook account disabled ya blocked ho gaya hai Aur aap usse firse reactivate karna chahate hai to isske liye aapko apna aadhar card, voter id etc govt proof ke dwara fb team ko batana hoga ki aap real person ho. Aap apne aadhar card ya id card ka jo  photo  submit kar rahe hai uska name aur aapke fb account ka name same hona jaruri hai and date of date bhi same honi chahaiye.

Facebook Disabled ID Ko Recover Kaise Kare Working Trick 2018

tap-on-help-centre

  • Sabse pahle aapka jo fb account disabled hai usme login karke dekhe fir aapko your account has been disabled if you have any question and concern., Visit the help center ye message dikhega aapko help center par click karna hai.

tap-on-submit-an-appeal

  • Ab aap jaise hi help center par click karege aapko bataya jayega ki facebook me kin kin chijo ki wajah se aapka account disabled kar diya jata hai yaha niche aapko IF you think your account was disabled by mistake, please submit an appeal likha dikhega yaha submit an appeal par click karde. Ya aap direct facebook disabled appeal form par direct jana chahate hai to niche button par click kar sakte hai.

Appeal

  • Ab aap jaise hi appeal par click karege aapke samne ek form open ho jayega issko fill karne ke liye niche bataye instruction ko follow kare.

enter-your-facebook-email-number-your-full-name-etc

1.Yaha apna vo mobile number ya email address dale jisse aapne apna facebook account banaya hai yani agar aapne email address se fb account create kiya hai to yaha email id dale aur aapne fb account create karte time mobile number ka use kiya hai to yaha mobile number dale.

2.Your full name me apna pura naam dale.

3.Your id ke niche yaha choose file dikh raha hai uspar click karke aapko apne aadhar card ya voter id card ka photo capture karna hai aur choose file par click karke upload karde.

4.Additional information me aapko batana ki aapka facebook account galti se disabled ho gaya hai Aur english me batana hai.

5.Ab apni sabhi details se fill karne ke baad send par click karde.

Now friends ab aap 24 hours se 48 hours yani 1 se 2 days tak wait kare aapka facebook disable account unblock ho jayega. aur aapne agar mobile number se fb id create ki to isska mesaage aapko apne number par mil jayega aur aapne agar fb account create karte time email use kiya hai to your facebook disabled account is reactivate ka message mil jayega.

Iss tarah Dosto aap easily apne facebook disabled id ko recover kar sakte hai.

Important – aap appeal form me  jo govt proof yani aadhar card ya voter id card ka photo upload kar rahe hai vo JPEG format me ho to jayeda accha rahega and aapne jo document submit kiya hai to uska name and aapke facebook account ka name same hona jaruri hai Aur dob bhi aapke id card ki fb account se match honi chahaiye.

Dosto Facebook Disabled ID Ko Open Karne Ka Tarika, Facebook Disabled Account Unblock Trick 2018, Facebook Blocked ID Ko Unblock Kaise Kare In Hindi, Facebook Disabled ID Ko Recover Karna Hai, FB ID Disabled Ho Gayi Recover Kaise Hogi, FB Account Disabled Chalu Kaise Kare, FB ID Recover Kaise Kare ye ab aap jan hi honge agar ye article aapko accha laga aur aapke liye useful raha to isse apne friends ke sath share jarur kare.

6 COMMENTS

  1. Now friends ab aap 24 hours se 48 hours yani 1 se 2 days tak wait kare aapka facebook disable account unblock ho jayega. aur aapne agar mobile number se fb id create ki to isska mesaage aapko apne number par mil jayega aur aapne agar fb account create karte time email use kiya hai to your facebook disabled account is reactivate ka message mil jayega.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here