Facebook Par Color Text ( Red, Blue, Yellow ) Me Kaise Likhe

24
Facebook par color text red blue yellow me kaise likhe hindi me jane

Hello friends Facebook Par Color text Me Kaise Likhe,  Facebook Par Colorfull Text Me type kaise kare ye main aapko iss post me batane wala hu. Friends fb ek popular social networking site hai jiske bare me aap sabhi log jante hi honge

agar aap facebook par dosto ke sath connected rah sakte hai unke sath me chat kar sakte hai free me voice aur video call bhi kar sakte hai aur kuch bhi likhkar post bhi kar sakte hai.

new friend bana sakte hai, FB  par group aur page bhi create kar sakte hai esse hi aur bhut sare feature facebook apne users ko provide karti hai.

aapne dekha hoga ki facebook par hum jis text me likhte hai ya post karte hai vo black hota hai. Lekin aapko bhut se logo ki post dikhegi jo red blue yello green etc color me hogi.

Aap bhi unki tarah apni facebook post text ko colorfull karna chahate hai to aap sahi jagah hai yaha main aapko issi ki trick batane wala hu.

Facebook Par Color Text Red Blue Yello Etc Me Kaise Likhe

Contents

FB par colorfull text me kaise type kare ya likhe. jaisa ki dosto aapko pata hi hoga ki FB par hum black color ke text me hi post kar sakte hai lekin bhut se log facebook par green, yellow, orange,gray, purple, blue, red, brown etc colour me likhna chhate hai

to essi ki trick me aapko batane wala hu lekin ye trick only facebook lite app me work karti hai. fb app and site me text color ko change kaise karte hai uske bare me bhi pahle se post ki hui hai.

Facebook Par Color Text Me Kaise Likhe

facebook lite app ko bhi bhut se log use karte hai kyoki iss app ka size bhut kam hai aur isse aapke mobile ki storage bhi kam use hoti hai aur mobile slow aur hang bhi nahi hota hai . agar aapke mobile me facebook lite app nahi hai to playstore se download kar sakte hai ya yaha se bhi download kar sakte hai.

Download Facebook Lite App

  • Sabse pahle aap jis color me fb par text ya message likhna chahate hai us color ka code copy karle. Sirf aapko color ka code copy karna hai uske aage color ka naam jaise green likha hai vo copy nahi karna.
 
  • Ab apne FB account me jaye or apni timeline me vo code paste karde jo aapne copy kiya tha or uske aage aap jo likhna chahate hai vo likhe.
fb-timeline-me-kuch-bhi-text-likhe-pcormoney
  • Ab aapne jo text likha hai vo fb par colorfull ho jayega.

ab-aapka-likha-message-red-me-change-ho-jayga-pcormoney

FB Background Ko Colorful kaise kare

Agar aap facebook par apne text ke background ka colorfull karna chahate hai to aapko color code me likhe fg ko hatakar bg likhna hai issse aap jo text likhge uska background colorfull ho jayega ye bhut hi saral tarika hai. 
 
 
Ex-  

PCORMONEY

Facebook Par Text Ko Bold Kaise Kare

Agar aap fb par bold letter me likhna cohahare hai to aapko

   ye code likhkar isske baad text likhna hai isse aap jo text likhege vo bold ho jayega.

Ex-    

PCORMONEY

Important- friends ye code facebook messenger & App me work nahi karege aur fb ki desktop site par bhi sayad ye code work na kare. Lekin aap facebook lite me in codes ko use kar sakte hai ye 100% work karenge. 

Friends facebook colorfull text code, fb par color change kaise kare  wala ye post agar aapko accha lage to isse apne friends ke sath social networking sites par jarur share kare or  iss post me kuch samaz na aaya ho to comment karke jarur bataye.

aur essi aur bhi social networking site and internet se related article read karne ke liye humari site par visit karte rahe,

aur new post ki notification email par received karne ke liye subcribe kare isse latest post update ki information aapko email par mil jayegi.

24 COMMENTS

    • you’re most welcome and jaisa ki maine aapko post me hi bata diya hai ki ye color changing codes only facebook ki lite app me hi work karte hai aur facebook app and desktop fb ki site par ye code work nahi karte hai

    • facebook profile color change ya facebook color id kaise banate hai isski post me jald hi karunga uski notification fb par received karne ke liye humare fb page ko like kare.

    • apne mobile me facebook app ko download kare agar aapne already apne phone me fb app download kar rakhi hai to usse open kare fir apne profile me jaye waha write something here likha dikega uspar click kare aur yaha 2nd number par aapko feeling/activity/sticker wala option dikhega isspar click karde aur fir yaha 2nd number par sticker option uspar click kare yaha par aapko sabhi sticker dikh jayege aur aap jis bhi sticker ko apni post me add karna chahati hai uspar click karke add kar sakti ho.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here