Facebook Par Follow Button Kaise Hide Kare Ya Chupaye In Hindi

6
Facebook follow button ko hide kaise kare hindi me jane

Hii friends Facebook Follow button kaise hide kare ya chupaye ye main aapko iss article me batane wala hu. FB ek popular social networking site hai jispar par aapko bhut se feature milte hai ispar aap apne friends ke sath online chatting group ya page creating, video image sharing jaise bhut se kaam kar sakte hai.

sabhi log fb use karte hai lekin unhe fb ki full information nahi hoti hai facebook par aapko bhut se option milte hai jinke bare me aapko pata nahi hota hai fb par aapko poke ka option milta hai jisske bare me bhut se logo ko pata nahi hota hai agar aap┬а bhi nahi jante hai ki facebook poke kya hai to yaha click karke post read kare.

Aaj main aapko fb ke ek option hide karne ke bare me batane wala hu. Following button ko chupane ka reason ye ho sakta hai ki aap nahi chahate hai ki koi aapko follow kare ya aap apne followers banana nahi chahate. Ya apni id private rakhna chahate hai .

Read also:-

Facebook Par Follow Button Kaise Hide Kare Puri Jankari Hindi Me (рдлреЗрд╕рдмреБрдХ рдлреЛрд▓реНрд▓реЛ рдмрдЯрди рдХреЛ рдХреИрд╕реЗ рдЫреБрдкрд╛рдпреЗ)

  • sabse pahle facebook ki site par jaye.
  • Sabse pahle apne facebook account me login karedown-arrow-and-setting
  • Ab aapko right side me down arrow par click karna hai or setting par click karna hai mobileme aapko Account setting par click karna hai
pubilc-post-select-and-friend-computer-and-mobile
Ab Public post par click kare, or who can follow me par Public┬аpar click karke Public┬а┬аki jagah friends select karde

Ab aapka follow button hide ho jayega yani chup jayega ab kisi ko ┬аbhi aapki facebook profile par follow button nahi dikhega. Ab apni id par jaker check kar sakte hai.
┬а
Read also:-
Friends agar aapko ye post accha lage to isse apne dosto ke sath social networking site par jarur share kare or aapko iss post me kuch samaz na aaya ho to comment karke jarur bataye.

6 COMMENTS

    • facebook following ko hide karne ke liye facebook account me jaker find friend wale option par click karde or waha niche drop down me edit privacy wala option dikhega usme only me select kare. iss tarah jinhe aap follow kar rahe hai vo hide ho jayege jinhe dusre log nahi dekh payege agar kuch smajh na aaya ho to dubara comment kare or facebook following ko hide karne ya chupane ki post main aal ya kal hi apni site allhindihelp karunga jise aap read kar sakte hai iske liye aap humari site ko subscribe karle fir aapko post ka notification apne email par mil jayega.

    • facebook par add friends ka option hatakar follow button lagana bhut simple hai isske liye aapko apni facbook id par 5000 friends add karne honge kyoki 5000 ke baad aap or friend add nahi kar sakte hai or fir aapki id se add friend hat jayega and uski jagah par follow option dikhne lagega….

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here