Google AdSense Account Ko Multiple Gmail ID Par Kaise Use Kare

5
Google-adsense-account-ko-multiple-gmail-ya-email-id-par-kaise-use-kare

Google adsense ek best ad-network hai jo sabhi blogger apni site me use karte hai google adsense ko multiple gmail or email id par kaise use kar sakte hai ye main aapko iss post me batunga. Adsense policy ke anusar aap ek se jayda adsense account nahi bana sakte hai agar aap essa karte hai to aur iski policy ko follow nahi karte hai to aapka account ban ya blocked ho jata hai.

Google adsense hume apni sabhi site or youtube channel┬а or apni app par ads lagane ki permission deta hai isske liye hum jis site ya app par ad use karna chahate hai use site management me add karna hota hai lekin agar aap different different email id se adsense account banate hai to aap iski policy ko todte hai.

Iss post me aapko apni multiple gmail ya email id ko adsense me add karne ke bare me batane wala hu. Jisse aap apni 1,2,3,4,5 ya jitni chahe utni gmail id se isme add kar sakte hai. Isska fayda ye hai ki agar aapki site dusri email id se hai to aap us id ko add karke usme ads laga sakte hai

isske or bhi fayde hai jaise aapko jayda username or passwords yaad rakne ki jarurat nahi hai aapka account safe and secure rahta hai.

Agar aapke pass 2 adsense account hai to aapki earning 1 account me 40 $ hai or dusre me 60$ to fir bhi aap apni payment nahi prapt kar sakte hai kyoki adsense ka minimum payout 100$ hai. Issliye agar aap apni 2 gmail ko 1 hi account me use karte hai to isse aapko fayda hota hai.

kyoki isse aapki sabhi sites ki earning ek hi account me add hoti hai aur jab account me 100$ ho jate hai to payment received kar sakte hai.

Google AdSense Account Ko Multiple Gmail Or Email ID Par Kaise Use Kare

Sabse pahle aapke pass 1 adsense approved account hona chahaiye or aapke pass 2 site ya youtube channel┬а hona chahaiye jo different gmail id┬аpar ho ab aap un par ads show karna chahate hai fir aap niche bataye instruction follow kare.

  • Sabse pahle apne adsense account login kare. yaha par aapko bhut sare option dikhege inmese sabse pahle setting wale option par click karna hai.
fill-the-detail

1.Ab aapko right side me setting icon par click karna hai. ┬а

2.Setting par click kare ┬а

3. Ab Access and authorization par click kare. ┬а

4. User management par click kare. ┬а

5. Ab aap dusri email id jo aap adsense me add karna chahate hai iss box me dale ┬а 6. Last me invite par click karde.

Adsense ko multiple gmail par kaise use kare
  • Ab aapne jo gmail add ki hai uspar ek mail ayega us gmail id me login kare or us mail ko open kare  usme ek invitation link hoga jispar aapko click karna hai.
Invitation-access-link
  • Invitation link par click karne ke baad ek page open hoga jisme aapko youremail@sign in access adsense account par click karde
thank-you-joining-message-select-google
  • Ab aapko  тАЬThank you to joining adsenseтАЭ ka message dikhega jisme niche google adsnse par click kare.
  • Ab aap google adsense account me punch jayege vo bhi apni dusri email id se iss tatah aap apni dusri id se bhi isme login kar sakte hai.

Iss tarah friends aap apni gmail id ko asani se adsense account me add kar sakte hai lekin dyan rakhe ki aap kisi or ki email id isme add na kare kyoki agar aap jiski bhi id add karte hai

vo aapke account ka admin ban jata hai or vo asani se aapke account me login kar sakta hai or vo aapki email id remove karke akela adsense account ka adminban jayega.

Issliye security or apne account koi safety ke liye Aap kisi bhi unknown person ki id apne account me add na kare.

Friends adsense me new email id kaise add kare ye aap seekh hi gaye honge ye post accha lage to isse apne friends ke sath social networking site par jarur share kare or aapko iss post me kuch samaz na aaya ho to comment karke jarur bataye. or esse or bhi article padhne ke liye humari site par aate rahe. ┬а

5 COMMENTS

  1. Sir Please Reply,
    Mere Adsense Account Ko Kisi Ne Dusre G-mail me Transfer Kar Liya hai ,
    Kya mai use Wapas pa Sakti Hu , Agar Ha To Kaise , Kaha par Complain Kare

    • agar aapka email abhi us adsense account me login hai to aap apne email se adsense account me login karke setting me jakar dusre email ko removed kar sakti hai or agar kisi ne aapke email ko email kar diya adsense account se to ab vo recover nahi hoga.

  2. Agar hum ek Adsense Se do gmail ID Jode ek Harare Bhai K name par ek hum apane name par ek hi mobile se YouTube channel chalaye to kya ek channel par koyi copyright huva to dono channel ko nukasan hoga ya ek hi channel ko
    Please reply

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here