Google Adsense Ads Blog Post Ke Center (Bich) Me Kaise Lagaye

21

Hii guys, adsense ads blog post ke bich me kaise lagaye ┬аye aap iss article me janege agar aap blogging field me new hai aur nahi jante ki adsense kya hai to me aapko batana chahunga ye popular advertising network hai jise aap apni website ko monetize karke acchi earning kar sakte hai

Agar aap blogger hai to aap iske ke bare me jante hi honge..Sabhi blog aur website owner apni website par advertisement dikhana chahate hai but adsense se approval pana thoda difficult hota hai kyoki isske rule bhut strict hai.

blog se adsense ke liye apply karne se pahle blog par traffic, pages, domain age etc dekhna hota hai jinke bare me hum next post me janege. iss post me blogger post ke center me adsense ads lagane ke bare me seekhte hai.

Google Adsense Ke Advertisement blog website post Ke center me kyo lagaye ?

Contents

adsense account approved hone ke baad blog par ads lagane ka kaam sabse important hota hai kyoki google adsense se hone wali earning bhi ads placement par hi depend karti hai

aur agar aapne apni website me galat ads placement ki hai to aapki earning nahi hogi, kyoki advertisement aapke blog readers ko dikhege tabhi to vo uspar click karke use view karege

aur advertisement agar show hi nahi honge vo log advertisement dekh hi nahi payege. issliye aapko website me essi jagah adsense ads lagane chahaiye jaha par visitors ko vo easily dikh jaye

jaise blog me post ke bich me, sitebar me, post ke first and last paragraph ke baad etc jagah par adsense ads ko laga sakte hai. adsense par bhut si types ke advertisement jaise text and display, matched content, links ads etc hote hai aur inmese kisi ko bhi apne blog ya website me laga sakte hai.

adsense ki old policy ke hisab se aap ek page me only 3 ads hi laga sakte the lekin adsense ki new policy me essa nahi hai yani ab aap ek page me jitne chahe utne advertisement laga sakte hai

lekin bhut jayeda advertisement bhi use na kare kyoki isse aapko kam cpc ( cost per click) to milegi hi sath me aapki website ki loading speed bhi bhut jayeda slow ho jayegi. aur jin site ki loading speed slow hoti hai to search engine me rank nahi kar pati hai.

adsense ki earning ko badhane ke liye hum 336×280 size ke text and display ads ka use kar sakte hai lekin ye aapke blog post ke left side me show hote hai but in advertisement ko post ke center me lagakar aap aur jayeda earning kar sakte hai.

wordpress me bhut se plugin jaise ads inserter, quick adsense etc hai jinka isetmaal karke aap easily post ke bich me ads laga sakte hai but agar aap blogger platform ka istemaal karte hai to aur blogger post ke bich me adsense ke ads lagana chahate hai to ye post aapke liye hi hai

Blogger Blog Post Ke Center ( Bich ) Me Adsense Ads Kaise Lagaye┬а

  • apne adsene account me login kare aur fir yaha par my ads par click karke new unit par click kaere aur 336×280 size ke text and display ads choose karke save katrde fir aapko ek code milega usko copy karle.

fir iss codebox me diye code me тАШyour code hereтАЩ ko remove karke aapne jo adsense ads code copy kiya tha vo paste karde.

┬а
  • ┬аab apne blogger account me jaye aur posts par click kare aur fir jis bhi post ke center me ads dikhana chahate hai us post ko edit karne ke liye edit option par click kare aur post ke html section me jakar jaha bhi aapko ye advertisement dikana hai waha par ye code paste karde.

google-adsense-ke-ads-blog-post-me-center-me-lagaye

  • confirm karne ke liye┬а post ke beech me advertisement sahi se show kar raha hai ya nahi preview par click karke dekh sakte hai.
Dosto agar aapko Blogger Post ke center me adsense ads kaise lagaye wali ki ye post acchi lagi aur aapke liye useful rahi to iss article ko apne other blogger friends ke ke sath social media site par share jarur kare aur essi or bhi post read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

21 COMMENTS

  1. ye simple code box hai isse aap asasni se apne blog post me add kar sakte hai aap apne blog post me code box add karna chahate hai to yaha click kare or essi bhi post padhne ke liye keep visiting pcormoney.blogspot.com

    • YES but agar ek sath sabhi post me ye code add karna hai to blogger me login karke template me jakar edit html me jakar post.body ke theek niche ye code paste karde.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here