Mobile Phone Me Windows 8 Kaise Install kare ( Without Root )

6
kisi bhi android mobile phone-me windows 8 kaise install kare without root

Hello friends, Aaj me aapko Apne Android Mobile phone me Windows kaise install kare ye batunga. Main aapko ek esse apk ke bare me batate wala hu jise download karke aap apne phone par windows 8 ka maza Le sakte hai

or wo bhi premium feature ke sath matlab aapne windows phone  to dekhe hi honge and unko chalaya bhi hoga or aapko main aapko jo tarika batunga vo thik waise hi work karega . apne mobile ka old interface dekhkar agar bore ho chuke haiaur mobile ko computer jaisa look dena chahate to sahi jagah par hai. 

mobile me windows 8 chalane ke liye vaise to tarike hai lekin isske liye aapko mobile ko root karna hota jisse windows operating system aapke mobile me completely install ho jata hai but agar phone ko root nahi karna chahate hai

aur windows bhi mobile me run karna hai to isske liye launcher ka use kar sakte hai. kyoki agar aap mobile me launcher ka istemaal karke windows ka use karege to baad me aap use hata bhi sakte hai

aur isse aapke phone me koi problem bhi nahi hogi. iss method se kisi bhi windows xp, windows 8.1 aur 10 ko mobile me install kar sakte hai.

Mobile Ko Computer Kaise Banaye ?

Contents

Google play store par bahut sare apps jayege jinse aap apne mobile par windows use kar sakte hai lekin unmese bhut se apps me feature kam hote hai or jin apps me properly feature hai wo app free nahi hote matlab unka use karne ke liye aapko paise dene padenge.

Aagar aap essi app find kar rahe hai jo free ho and properly work kare to yaha main aapko Jo apk  batane wala hu vo free hai or usme totally feature hai or vo puri tarah  windows phone ki tarah work karega.

What is Windows ? in hindi  Windows kya hai ?

Windows 8 ko Microsoft company ne banaya hai. Jo iss duniya ki top 10┬а company mese ek hai. aur windows computer par work karta hai iske bina computer on nahi kiya ja sakta issliye computer ko isski jarrut padhti hai. Jaisa ki aapne dekha hoga aajkal har kisi ke pass phone hai bhale unke pas computer ya laptop na ho matlab ki logo ko mobile jayda pasand hai isliye

Microsoft company ne windows 8 phone banaya hai jisse log phone me bhi windows ka use kar sake aur agar aap bhi apne android mobile par windows ka use karna chahate hai to me apko simple si trick batana wala hu Jo bahut hi asan hai and┬а Jo apko bahut asani se samaj aa jaygi.

Windows 8 app features in hindi-

  1. Aap kisi app ya folder ko  hide kar sakte hai usme lock bhi  laga sakte hai
  2. Different tarah ki theme laga sakte hai.
  3. Lock aur home screen par wallpaper laga sakte hai.
  4. Aap theme k size change karke apne hisab se kar sakte hai.

Android Mobile Phone Me Windows 8 Kaise Install Kare (Without Root)

1.Sabse pahle aap playstore me jaye aur Launcher 8 wp style search kare and agar aap isse direct download karna chahate hai to yaha se kar sakte hai.

open-windows-launcher

2.Ab isse install karne ke baad open kare

try-it-now-par-tap-kare

3.jaise hi aap isse open karenge  aapke samne page kulega abapko Try it now par click karna hai

tap-on-set-done

4.Ab set done par click karna hai.

tap-on-now

5.Ab apke samne ek new page open hoga jissme set launcher 8 default launcher ka option dikhga issme aapko Next time ya now 2 option dikhege.

agar aap next time par click karte hai to aapke phone me launcher ko sath me use kar sakte hai. jisse aap home screen  ke  button par click karte to aapko 2 launcher ke option dikhta hai

ek jo aapke mobile ka default launcher hai vo dusra jo aapne new wp launcher install kiya hai vo dikhega.

  • Main aapko now par click karne ke liye suggest karunga kyoki aap now par click karte hai to aap iss wp wale launcher ka apna default launcher bana sakte hai jisse aap home key par press karege to aapko baar baar launcher ka option nahi dikhega.
tap-launcher-8-and-select-always

Now par click karne ke baad aapko yaha apne launcher dikhege jo pahle se aapke mobile me honge aapko Launcher 8 par click karna hai or Always par click karde.

select-theme-option

6.ab aapne apne phone me windows 8 install kardi hai and agar apko theme change karni hai to apne mobile me menu button jo left me hota hai vo dabaye ab kuch option dikhege unmese theme par click kare.

choose-windows
  1. yaha aapko bhut si theme dikhegi. apni pasand ki theme choose kare or uspar click kare.
download-choose-kare

8.ab aapko theme ko download hoga isske liye download par click karde. theme download hone lagegi or jab 100% ho jayegi tab ncihe bataye instruction follow kare.

apply-save-and-ok
  1. aapko apply ka option dikhega uspar click karde.
  2. Apply theme par click karne ke baad aapke samne pop up ek new page open hoga jissme aap save current theme wale box par click karke tick karde
  3. and OK par click karde.
now-you-can-setup-windows

Now aapki theme puri tarah install ho jayegi and aake mobile ekdum computer jaisa show hone lagega jaisa ki aap upper screenshot me dekh skater hai.

I hope friends aapko mobile me windows 8 kaise chalaye, phone ko computer kaise banaye wali ye post accha laga isse apne dosto ke sath social networking site par jarur share kare or aapko iss post me kuch smajh na aayaho comment karke jarur bataye.

Thank you for read this postтАж.Plz Share this article to your friends on social media

6 COMMENTS

    • thanks aapko kisi bhi mobile phone me windows install karne wala ye article laga bhut acchi baat hai isse apne friends ke sath social media par share jarur kare.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here