Ghar baithe Paytm Atm Card kaise Mangaye- Apply For physical debit card

0
paytm atm card ke liye apply kaise kare get paytm physical debit card

Paytm ATM Card Kaise Milega, Paytm Physical Debit Card Ke liye Apply Kaise Kare, Paytm Payment Bank Physical Debit Card Ke Liye Online Apply Kaise Kare. Dosto agar aap paytm user hai to aaj hi post aapke liye hi hai. jaisa ki aap jante hi honge ki paytm ek bhut hi popular mobile wallet hai

jisska use karke aap online mobile recharge, electricity, gas bill payment,┬а dth recharge etc bhut se kaam kar sakte hai. Aur ab issme aapko Bhim UPI feature bhi milta hai jisska use karke aap kisi ki UPI ID┬а par second me money transfer kar sakte hai Aur kisi se money received bhi kar sakte hai.

Paytm Payment Bank Physical Debit Card Kya Hota Hai ?

Contents

Dosto physical debit cards matlab aap usko touch kar sake ya hath me pakad sake. Yani ye paytm physical debit card bhi aapke other bank ke debit cards ki tarah hi hai. Agar aap debit card kya hai nahi jante hai to me aapko short me bilkul clearly bata deta hu Aur aap ek line me hi jan jaoge.

Debit Card Bank Ke ATM Card Ko Hi Bolte Hai.

Ab friends agar agar aapne paytm payment bank me account open kiya hoga to aapko waha par virtual ya digital debit cards mila hoga. Aur issko aap online india me kahi par bhi payment karne me use kar sakte hai

Aur agar aapko offline isska use karna hai to aap fir iss atm card ke liye apply bhi kar sakte hai isse ye paytm payment bank debit card aapko apne ghar par hi mil jayega Aur fir issko offline kahi par bhi use kar sakte hai.

Paytm Payment Bank Debit Card Ke Liye Apply Kaise Karte Hai ?

Ab agar aap bhi paytm atm card mangwana chahate hai to isske liye aapke pass payment bank me account hona jaruri hai Aur ye free nahi hai iske liye aapko 120 rs payment karne honge tabhi ye aapko milega.

Paytm atm card bhi sabhi banks ke atm cards jaisa ki hai issme aage ki taraf card number, month and year likha rahta hai Aur piche CVV number rahta hai. aur Ye Rupay debit card hai issliye aap issko only india me hi use kar sakte hai.

Paytm ATM Card Kaise Mangaye Ghar Baithe Puri Jankari Hindi Me

Agar aap payment bank physical debit card mangwana chahate hai to aapke pass pahle payment bank me account hona jaruri hai agar account nahi hai aur aap nahi jante hai ki paytm payment bank me account open kaise karte hai to isske bare me maine already apni ek post me bataya hua hai jisse aap link par click kar read kar sakte hai.

tap-debit-and-atm-card-option

  • payment bank me account open karne ke baad isme ab yaha bank option me click kare ab yaha niche aapko debit & atm cards option dikhega uspar click karde.

tap-on-request-card

  • Ab aapko yaha niche request card option dikhega isspar click karde

tap-on-add-new

  • Ab aapse 120 rs payment karne ke liye bola jayega. Lekin usse aapko yaha par apna address add karna hai isske select delivery address ke aage add new par click karde.

enter-your-address-details

  1. Name me apna pura naam dale.
  2. Home no. / Building / apartment me apne home ya house no dale.
  3. Area/ sector/ village me aap jaha pae rahte hai yani jo aapka address hai vo address yaha dale.
  4. Pin code me apni city ka pin code dale.
  5. City me apni city ka name dale.
  6. State me apni state ka name dale.
  7. Alternative contact number me apna mobile number dale
  8. Sabhi details sahi se fill karne ke baad save address par click karde

confirm-your-address

  • Now friends ab aapko yaha apna address show hone lagega Aur uske aage ek box dikhega us box par par click karke adress confirm karde.

tap-proceed-to-pay-120rs

  • Ab aapne apna address successfully add kar diya hai ab only 120 rs payment karna hai isske liye proceed to pay 120RS par click karde.

select-payment-option-and-pay-now

jaise hi proceed to pay par click karege aapke wallet me and payment bank me jitne paise sabhi show hone lagege agar aap chahe to net banking bhim upi se bhi payment kar sakte hai ab payment method select karne ke baad aapse passcode enter karne ke liye bola jayega ye passcode 4 digit ka rahta hai Aur aapne jab payment bank me account banaya hoga tab passcode set kiya hoga vohi passcode yaha enter your passcode me dale Aur pay now par click karde.

Congrats ab aapki payment successfully ho jayegi. Ab aap 6 se 7 days tak wait kare aapko apna paytm debit card aapke diye huye address yani aapke ghar par 1 week me jayega. Aur aap chahe to isse track bhi kar sakte hai ki jisse aapko pata chal jayega ki

Iss tarah friends aap aasani se paytm physical debit card ke liye apply kar sakte hai.

Dosto Paytm ATM Card Ke Liye Apply Kaise Karte Hai, How to Apply For Paytm Payment Bank Debit Card in Hindi, Paytm Debit Card Ke Liye Online Apply Karne Ka Tarika Hindi Me wala ye article aapko kaisa laga comment me jarur bataye aur ye article aapke liye useful raha to isse apne dosto ke sath social media par share jarur kare.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here