Paytm Se 10Rs Recharge Par 5Rs Cashback Paye – 5 Bar Valid Hoga

0
paytm se 10rs recharge par 5rs cashback kaise paye valid 5 times

Paytm Se 10Rs Recharge Par Cashback Kaise Milega, Paytm Se 10Rs Ke Recharge Par 50% Cashback Kaise Paye, Paytm New Promo Code March 2018 Dosto agar aap paytm user hai to aap jante hi honge ki ye popular E-wallet hai jise aap online mobile recharge, bill payment, dth, broadband recharge, gas bil payment, bus train ticket booking etc bhut se kaam kar sakte hai.

Aur sabse acchi baat ki hum isse agar mobile recharges, bill payment etc karte time promo code ka use karte hai to hume jayeda se jayeda cashback bhi milta hai.

Paytm Se 10rs Ka Recharge Kaise Kare Aur 5Rs Cashback kaise Paye

Contents

Dosto bhut se logo ke phone me dual sim card rahta hai Aur jayedatar log apne phone ki ek sim me hi balance rakhte hai Aur dusri sim vo issliye rakhte hai kyoki unke jayedatar friends ke pass unki dusri sim ka number rahta hai.

Lekin jab unki first sim jisme balance hai uska balance cut jaye Aur unhe koi important call karna ho to but vo sirf kam amount se hi recharges karate hai jaise 10rs recharge ya 20rs ka ye issliye kyoki 1 se 2 minute ke liye call karne ke liye itna balance theek rahta hai. Aur bhi bhut se reason hote hai

jinki wajah se jayedatar log apne mobile me 10rs ka recharges hi karate hai but jaisa ki aap jante hi honge ki agar aapko recharge par cashback prapt karna hai to aapko kam se kam 50rs ka recharges karna hota tha.

But ab esaa nahi hai ab aap 10rs ke recharge par bhi cashback prapt kar sakte hai Aur vo 50% yani aapko 10rs recharge karne par 5rs cashback apne paytm wallet me mil jayega.

Paytm Se 10rs Recharge Karne Par 5Rs Cashback Kaise Paye – Valid 5 Times

Dosto jaisa ki maine aapko bataya ki jayedatar log apne phone number ya sim card jaise idea, airtel, vodafone, tata docomo, Uninor etc me 10rs recharge hi karte hai issliye issi ko dekhte huye paytm ne apna new promo code diya hai jo abhi bhi chal raha hai aur isska use karke aap 1 baar nahi balki 5 baar apne 10rs recharge par 5rs cashback prapt kar sakte hai.

Matlab aap apne ek paytm account se 5 baar 10rs ka recharges karte time iss promo code ka use kar sakte hai. Issi ki tarah freecharge me bhi aapko 10 rupee ka rc karne par 100%  cashback mil raha hai jiske bare me jayeda jankari ke liye aap niche link par click karke post read kar sakte hai.

Paytm Offer – 10Rs Ke Recharge Par 5rs Cashback Paye

select-prepaid-and-postpaid

  • Sabse pahle paytm app ko open kare Aur Yaha aapko mobile prepaid Aur mobile postpaid ka option dikhega agar aapka sim prepaid hai to mobile prepaid option par click kare Aur postpaid hai to mobile postpaid option par click karde.

enter-your-mobile-number-operator-amount-and-proceed

  • Mobile number me apna number enter dale Aur current operator me aapka sim card konsa hai vo select kare Aur total amount me 10rs daalkar proceed to recharge par click karde.

untick-fast-forward-option

Important – Friends yaha aapko jo fast forward option dikh raha hai usse untick hi rahne de isse tick na kare. Agar aap iss fast forward option ko tick karke enable kar denge to fir aapko promo code dalne ka option nahi dikhega issliye isse untick rahne de jaisa screenshot me dikh raha hai.

tap-on-have-a-promo-code

  • Ab aapko have a promo code ka option dikhega isspar click kare Aur yaha aapko Get5 wala promo code sabse uper hi dikhega isske aage apply par click karde agar aapko promo code na bhi dikhe to bhi Have a code ? Enter Here Wale Box me GET5 ye code enter kar apply par click karde. Aur done par click karde.

tap-on-proceed-to-pay

  • Ab aapka promo code successfully apply ho jayega. Ab aapko proceed to pay par click karna hai.
  • Ab agar aapke paytm wallet me balance hai to aapke wallet se 10rs deduct ho jayege Aur aapke mobile number par 10rs ka recharge ho jayega. and aapke wallet me balance nahi hai to aap debit card yani atm se bhi payment kar sakte hai.

Now aapko 24 hours tak wait karna hai aapke paytm wallet me 5rs cashback add ho jayega.

Dosto Paytm Se Free Mobile Recharge Kaise Kare In Hindi, Paytm Se Recharge par cashback kaise paye, Paytm Se 10Rs Recharge Par 5 Cashback Paye New Offer wali ye information aapko acchi lagi to isse apne friends ke sath social media site par share jarur kare.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here