Voter Id Card क्या है ? वोटर आईडी कार्ड की आवश्यकता क्यों होती है

4
voter id-card kya hai aur voter id card-ki avashyakta kyo hoti hai

Hello friends voter id card kya hai or voter id card ki Avashyakta (आवश्यकता) Kyo hoti hai ye main aapko iss post me batane wala hu.

Voter ID Card क्या है ? What Is Voter ID Card In Hindi 

Contents

sabhi countries me aapke khudki pehachan batane ke liye kuch document banaye gaye hote hai. Jiski help se ye pata chal jata hai ki aap us country ke rahane wale hai ya aap us country me rahte hai. India me Aadhaar card, aur voter id card, ye 2 sabse important document hai, jiska use har kahi par hota hai. voter id card kisi bhi election me vote dene ke liye use kiya jata hai, isske liye aapki age 18 years ya 18 saal se jayda honi chaiye.

 Voter ID Card Ki Avashyakta Kyo Hoti Hai (वोटर आईडी कार्ड की आवश्यकता क्यों होती है )

Jaisa ki friends maine aapse kaha voter-id card ka use country ya district ke  election me candidate ko vote dene ke liye kjya jata hai. Lekin isse sirf vote dene ke liye hi use nahi kiya jayta balki isska use anek  kamo me hota hai. Jaise sim buy karne ke liye isska use hota hai, kisi bhi prakar ki vehicle ke liye, kisi bhi me bank me account open karwane ke liye, job ke liye, identification etc me वोटर आईडी कार्ड use hota hai.

Voter ID Card Ke Liye Kon Apply Kar Sakta Hai Ya Isse Banbane Ke Liye Kon-Kon Si Condition Follow Karni Hongi

1. aap india(bharat) ke rahne wala hone chaiye-

2. aapki age(umr) 18 saal ya 18 saal se jayda hona chaiye.

3. aapko koi mansik rog nahi hona chaiye.( aap pagal nahi hone chaiye)

Agar aap in tino condition  ko follow karte hai to aap asani se apne वोटर आईडी कार्ड ke liye  apply kar sakte hai , aap offline ya online kisi bhi tarah apply kar sakte hai..

Important- friends voter id card ek free(नि:शुल्क) document hai jiske liye koi charge ya fees nahi lagti.

Friends agar aapko ye post accha lage to comment karke jarur bataye or  iss post ko apne friends ke sath share karna na bhule. aur essi aur bhi new information ke liye humari site par visit karte rahe.

4 COMMENTS

  1. thanks naresh ji for your valuable comment aapne sahi kaha ki sabhi indian ko voter id card ki jankari honi chaiye essi or bhi post padhne ke liye keep vising

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here