Whatsapp Fake Spam Messages Ko Kaise Pehchane Or Identify Kare

0
Whatsapp fake spam messages ko kaise pehchane ya identify kare in hindi

Hello friends Whatsapp Fake Spam Messages ko kaise Pehchane or unpar click karne se kaise bache ye main aapko iss post me batane wala hu. Friends whatsapp ek popular instant messaging app hai. Jispar aap apne friends ke sath chat kar sakte hai apna group create kar sakte hai. Voice call kar sakte hai.

or isse new update beta version me aap video call kar sakte hai video streaming kar sakte hai. or two step verification or end to end encryption feature bhi aapko whatsapp me milta hai.

jisse aap apne chat┬а secure kar sakte hai. ┬а Lekin whatsapp me itne feature hone ke babjood bhi abhi bhi ye puri tarah se safe nahi hua hai kyoki bhut se hacker essa koi na koi tarika khoj hi lete hai

jisse ki vo aapki whatsapp account ko hack kar sake or aapki personal information chura sake. whatsapp par hacker message dwara aapki jankari chura sakte hai kyoki ye sabse saral tarika hai.

Issliye aapko pata hona chahaiye ki konsa message spam ya fake hai or uspar click karne se kaise bacha jaye jo aap asani se iss post ko read karke pata kar sakte hai.

whatsapp par bhut se log kisi bhi message ko jane ki vo sahi ya nahi apne friends ko forward kar dete hai aur aapke friends bhi us message ko share karte hai to iss tarah easily koi bhi fake messages viral ho jata hai issliye iss article me aapko batane la hu ki kaise aap whatsapp fake message ki pahchan kar sakte hai.

WhatsApp Fake Spam Messages Ko Kaise Pehchane Or Identify Kare In Hindi

Contents

Whatsapp par sabhi message easily viral ho jate hai or unme se jayda tak fack hote hai lekin logo ko pata nahi ki jo sms vo aage share kar rahe hai vo spam hai issliye agar aap bhi pata lagana chahate hai ki konse messages real ya konsa fake to asani se pata kar sakte hai.

Fake message me hoti hai spelling mistake-

Bhut se fake masage me spelling galat hoti hai or jo real ya network wake sms┬а hote hai unme spelling mistake nahi hoti issliye jis sms me spelling galat hai use aage forward na kare kyoki vo spam hota hai.

Link wale Message Hote Hai Spam-

Jaydatar link wale sms spam hote hai whatsapp par aane┬а wale bhut se masseage me link rahta hai or uspar click karne ke liye bola jata hai lekin link wale sms par kabhi click na kare kyoki isse aapka acount ho sakta hai usi link par click kare or jo aapka pahle se pata ho ki real hai. ┬а

Free unlimited wale message bhi fake hote hai-

Agar aapko essa sms aata hai jissme aapko free me talktime, free unlimited internet free gift etc muft mr diya jata hai or aapse kaha jata hai ki isse aage forward kare ya link par click kare or ye fake sms rahta hai jisko aage forward na kare or turant delete karde.

Promise wale message se rahe saabdhaan-

Bhut┬а se sms me ye vada kiya jata ki issko aage send kare or aapko free recharge diya jayega esse sabhi sms fake hote hai or inhe aage forward karne se ye viral ho jate hai or isse bhut se logo ko problem hoti hai issliye ese sms milne par instant delete karde. ┬а

Oficial source se confirm kare-

Agar aapko kisi company ki taraf se massege aata hai to usme aapko bataya jata hai ki aap prize jite hai ya ise age share kare to ese oficial source se confirm kare or┬а iss tarah ke spam message par galti se bhi click na kare. ┬а

Iss tarah friends aap asani se whatsapp fake spam messages ko identify kar sakte hai.

I hope friends aapko ye post accha laga isse apne dosto ke sath social networking site par jarur share kare or aapko iss article me kuch samajh na aaya ho to comment karke jarur bataye or essi or bhi post read karne ke liye abhi iss site ko subscribe kare or latest post ki information apne email par received kare.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here