WhatsApp Kya Hai ? WhatsApp Par Account ID Kaise Banaye Tarika

17
whatsapp par account id kaise banaye step by step jane

Hello friends agar aap bhi WhatsApp Ki ID Kaise Banate Hain yahi search kar rahe the to bilkul sahi hai main aapko iss post me whatsapp account banane ka tarika hi batane wala hu.pahle hum text message┬аke drawa chat kiya karte the jisme hume nahi pata chalata hai ki humse jis person ko message sent kiya hai usne humara message seen kiya hai ya nahi

but┬аabhi essi bhut si social media apps hai jinka use karke hum internet se apne dosto ke chat kar sakte hai. aur easily jan sakte hai ki aapne jis friend ya person ko message kiya hai usne aapka message kiya ya nahi kiya .

Ye┬аsocial networking apps hume voice calling aur video calling feature bhi provide karti hai. WhatsApp Messenger bhi ek free social messaging app hai jo sabhi smartphone ke┬аliye available hai.

agar aapko whatsapp ki id bannai hai┬аhai to┬аliye apne mobile me whatsapp ka app download aur install hona aur sim card hona jaruri hai.┬аsim aapke mobile me hi ho ye jaruri nahi dusre mobile me bhi sim hai to┬аapni WhatsApp id us sim ke number par bana sakte hai. kyoki aap jis number se account banate hai uspar ek verification code aayega.

aapne abhi tak kisi bhi social networking site me account nahi banaya hai to main batana chaunga WhatsApp account banana bhut asan hai. agar aap facebook par account banana chahate ya facebook ke bare me janna chahate hai to yaha click kare or post read kare.

WhatsApp Kya Hai ? Full Information In Hindi

Contents

Almost sabhi logo ko whatsapp ke bare me pata hota hai lekin agar aap iske bare me nahi jante hai to me aapko batana chahunga ki whatsapp ek social messaging android app hai jo┬аinternet ki popular social media apps mese ek hai

jiska use karke hum apne friends ke sath connected rah sakte hai.┬аissme hum┬аtext message, voice calling, photo and video sharing jaise kai kam kar sakte hai isme┬аaap apna group bhi bana sakte hai.

Internet par aur bhi bhut se social messaging apps jaise messenger, hike, jio chat etc hai lekin jayadatar log whatsapp ka use karte hai kyoki isme account banana bhut aasan hai aur koi bhi easily register kar sakta hai.

Whatsapp par apne kisi bhi mobile jaise android, iphone, java etc se account banakar use kar sakte hai. isme┬аonly number verify karana hota hai aur koi bhi easily ispar register kar sakta hai.

WhatsApp me┬аapne friends ke sath online chatting┬аkar sakte hai or ye sabhi network jaise 2G, 3G, 4G par work karta hai. Aapko har smartphone me messenger install kiya mil jayga. Android mobile hi nahi balki bhut se log apne java mobile me isse use karte hai. Ye duniya ka sabse popular social app hai.

WhatsApp ID┬аKaise Banaye Step By Step Jane

  • Sabse pahle agar aapke mobile me WhatsApp Messenger app nahi hai to isse google play store se download kar sakte hai aur iphone user to itunes se┬аdownload kar sakte hai.

tap-on-agree-and-continue-option-in-whatsapp

  • Ab whatsapp Download and Install karne ke baad open Kare┬аfir yaha par┬аagree and continue wala option dikhega ispar click karde.

verify-your-phone-number-in-whatsapp

  • fir country and phone number select karne ka option dikhega┬аAgar aap india se hai to country me aapko india choose karna hai country code me +91 or Phone number me┬а apna 10 digit ka mobile number enter kare. or ok par click kar de.

enter-verification-code-in-whatsapp

  • ┬аAb kuch der loading hogi fir Aapke number par┬а6 digit ka ek verification code aayega, agar aapne jo number dala hai vo sim aapke hi phone me hai to automatic verify ho jayega aur dusre mobile me hai to message me jo code aaya hai wo verification wale option me enter kare.

tap-on-call-me-option

  • Agar kisi karan se aapke mobile number par message nahi aaya┬а to aap call me button par click kare isse aapke number par call aayga jisme verification code bataya jayga.

enter-your-name-and-upload-your-profile-picture-in-whatsapp

  • Mobile number verify hone ke baad aapko ‘type your name here’ ┬аme apna ┬аnaam jaise first and last naam enter karna hai aur apni profile picture upload karni hai & Next par click karde.

whatsapp-account-banaye

  • Ab aapko looking for backup wala option dikhega agar aap apne whatsapp data jaise photo, video, messages ka backup Google drive me Lena Chahate hai to continue par click karde aur nahi Lena Chahate hai to not now par Ko choose kare.

Congrats ab aapka WhatsApp account successfully create ho jayega.

WhatsApp Ko Kaise Use Kare ? in Hindi

WhatsApp account banane ke Baad aap Apne un sabhi friends yani contacts┬аjo WhatsApp me registered hai unke sath chat kar sakte hai aur unhe voice aur video call bhi kar sakte hai isme┬аstatus wala┬аfeature bhi milta hai jiska istemaal karke video image, text me status daal sakte hai.

Dosto┬аWhatsApp Account Kaise Banate hai In Hindi ye ab aap seekh hi Gaye honge agar ye information aapke liye useful Rahi to isse Apne friends ke sath social media sites par share jarur kare. aur essi aur bhi social media app se related post read karne ke liye humari site ko visit karte hai aur new post ki information email par prapt karne ke liye subscribe bhi kar sakte hai.

17 COMMENTS

  1. hI Rishav ji :-bd aapki site acchi hai lekin aapne apni site me kuch jayda chieje add kar rakhi hai unhe remove kar de jaise blogger blog ka navbar remove kare, or aapke blog me 2 menubar show ho rahe unme se ek ko hata de and apne blog me favicon add kare. favicon kya hai or blogger me kaise add karte hai ye janne ke liye kare and aapko kuch samaz na aaya ho to dubara comment kare.

  2. Hii aapko whatsapp account banane me kya problem aa rahi hai vo batye fir main aapki help kar sakta hu and aap iss post ko read karke asani se apna whatsapp account account create kar sakte hai…

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here