WhatsApp Profile Picture Invisible Kaise Kare – Hide WhatsApp DP

1
whatsapp profile picture invisible kaise kare hide whatsapp dp

Whatsapp Profile Picture Kaise Chupaye Ya Hide Kare, Whatsapp DP Hide Kaise Kare, Whatsapp Profile Picture Ko Invisible Kaise Karte Hai. Dosto aaj me aapko ek bhut hi interesting trick batane wala hu agar aap WhatsApp use karte hai to jante hi honge ki Iss par aap kisi bhi photo Ko apni ┬аprofile picture me daal sakte hai.

But bhut se log apni profile picture kisi Ko dekhana nahi chahate to esse me vo WhatsApp profile picture dusro se hide kaise kare ye likhkar internet par search karte rahte hai agar aap apni DP Ko kisi Ko dekhana nahi chahate hai ya chupana chahate hai to sahi jagah yaha me aapko ek nahi Balki 2 best method Batane wala hu jinmese kisi ka bhi use karke aap apni DP hide kar sakte hai.

Apni WhatsApp Profile Picture Kyo Chupaye ? Ya Invisible Kare

Contents

Agar aap apni Whatsapp DP Ko invisible karna chahate hai to isske bhut se reason ho sakte hai jaise ki aap Apne friends Ko apni DP nahi dekhana chahate hai. Mostly girls hi apni DP Ke bare me jayeda care karti hai.

Aur bhut si ladkiyan nahi chahati hai ki unki DP kisi bhi unknown person Ko dikhe to esse me aapke pass 2 option rahte Hai aap apni DP Ko remove kar sakti hai ya usko hide kar sakti hai to yaha me aapko dono hi tariko ke bare me Batane wala hu.

Whatsapp ka use boys ke saath saath girls bhi karti hai aur vo apni privacy Ko lekar bhut serious hoti hai but bhut si girls nahi janti hai ki whats app me unko bhut se esse features milte hai

jinka use karke vo Apne account Ko private bana sakti hai jaise end to end encryption feature, read receipt hide, last seen hide etc bhut se feature issme Hume milte hai.

WhatsApp Profile Picture Ko Hide Kaise Kare- 2 Tarike

Apni DP Ko hide and remove karne ke yaha aapko 2 method Batane wala hu jo bhi method aapko accha Lage vo aap use kar sakte hai.

Method – ┬а1 WhatsApp DP Hide Kaise Karte Hai ?

  • Sabse pahle apne mobile me WhatApp app Ko open kar ab yaha par aapko right side me 3 dot dikhegi inpar click karde aur setting wale option par click karde.

tap-on-account-and-privacy-option

  • Ab yaha par account wale option par click karde Aur kuch option dikhega inmese 1st privacy option par click karde.

tap-on-profile-picture-option

  • Ab Profile photo wale option par click karde.

tap-on-nobody-option

yaha par pahle se everyone select hoga ab aapke pass 2 option hai aap to apni dp sabhi logo se hide kar sakte hai. Ya fir Jin logo ka number aapke phone me save hai unhe apni DP show Kara sakte hai aur baaki logo se apni WhatsApp profile picture Ko Chula sakte hai.

To agar aap apni dp sirf un logo Ko dikhna chahate hai jinka number aapke mobile me save hai to my contact wale option par click karde. Aur aap agar sabhi logo se apni profile picture Ko hide karna chahate hai to nobody par click karde.

Congrats ab aapki Whats App profile picture successfully hide ho jayegi.

WhatsApp Profile Picture Remove Kaise Kare┬а

  • Apne mobile me WhatsApp Ko open kare aur yaha par 3 line dekhengi inpar click kare aur setting par click karde.

tap-on-your-profile-photo

  • Ab aap apni account setting me punch jayege yaha par apni profile photo par click kare.

tap-on-remove-photo

  • Ab yaha camera icon par click kare aur camera icon par click karne ke baad remove photo wala option dikhega isspar click karde.

tap-on-remove-option

  • Ab aapse ek aur confirm karne ke liye bola jayega ki aap such me apni whatsapp profile picture Ko remove karna yes par click karde.

Now aapki photo successfully remove ho jayegi aur kisi Ko nahi dekhengi..

Iss tarah friends in dono mese kisi bhi tarike ka use karke aap apni WhatsApp profile picture Ko hide ya remove kar sakte hai.

Dosto WhatsApp Profile Picture Ko Hide Kaise Karte Hai ye ab aap seekh hi Gaye honge agar ye article aapke liye useful Raha to isse Apne friends ke sath share jarur kare.

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here