Google Map Me Apna Ghar Or Office Address Kaise Add Kare

1
google map me apna ghar ya office address kaise add ya submit kare

Google map me office or ghar ka address kaise add kare ya google map me address submit kaise kare to dosto aaj humara topic hai google map ke bare me aaj hum aise post ke bare me bat kar rahe hai Jo sabke liye bahut jarruri hai jaise aapne apne Mobile me ya PC me google map me dekha hoga ki apke local area me bahut se popular address dale hue hai

means jaise apke ghar ke pas koi famous shop ya mall hai to WO apko google map me dikhega but apka ghar ka address nahi dikhega to dosto aap pareshan mat ho aaj hum aisi tricks bata rahe hai jisse aap Google map me apna address ya location jod sakte hai WO bhi free.

Aap jante hai jab aap kahi anjan jagah mean kahi dur ja rahe ho to aap maps ka use karte ho but aap maps ka use karke sirf city me pauch sakte ho lekin ghar par nahi ja sakte aur apko pauchne me bahut dikkat hoti hai aur waise bi aaj kal kisi se koi address pucho to WO bol dete hai pata nahi chaye usko pata ho fir bi WO nahi batate ya fir galat address bata dete hai.

aur aisi situation Hume zelni padhti hai but agar aap apna address add kar dete ho to apka guest aram se apke ghar ya office par pauch jayga means apka koi relatives  apke ghar par pehli bar aara hai to WO jarrur google maps ka use karege aur agar apka address usme hoga to usko koi dikkat nahi hogi aur WO asani se apke office ya ghar tak pauch jayga agar nahi hai to bahut dikkat hogi.

friends ab aap jan chuke honge ki google maps me office ya ghar ka address add karna kyo jaruri hai agar ab aap bhi google maps me location kaise add kare ya jode issi ke bare me janna chahate hai to iss post me aapko issi ke bare me batane wala hu,

Google Map Me Office Or Ghar Ka Address Kaise Add Kare ? Full detail

Contents

Apke Mann me ek questions jarur aara hai me address kyu add karu yeh to google team karegi to me apko batata du google team sirf city, state aur country ke name hi add karti hai aur apko khud hi apne Ghar ka address add karna hoga aur apke Mann me ek aur sawal hai

Jo apke area me famous shop ya mall hai unke address kaise add hue jab aap apne area me famous ho jate ho to apke Man me yeh aata hai me Facebook par page bana lu jisse mujhe world me bi log jane same wahi process Jo location famous hone par log google maps par add kar dete hai aur wo apko map me dikhne lagta hai.

google maps me aapne apni local area ke bhut se shop, hotel etc ki location dekhi hogi. to bhut se log sochte hai ki kya me bhi google map par apne  ghar ya dukan ( shop ) ka address ya location jod sakta hu to aapke question ka answer hai ki yes aap esssa kar sakte hai aur isske liye aapko me jo tarika bata raha hu usko step by step follow kare.

Google Map Me location Kaise Add kare Or Submit Kare

  • Sabse pahle aap google map site par jana hai jispar direct jane ke liye niche go to maps par click kare.

GO TO MAPS

google map me location kaise jode

  • ab yaha right side me 3 line dekhegi inhe menu bolte hai inpar click kare. or share location par click karde

your-location-and-tap-menu

  • ab aapko apni location dikh jayegi yaha kuch likha hai to isska matlab hai ki aapka address already add hai agar kuch nahi likha hai to aap add kar sakte hai isske liye dubara menu par click kare.

tapon-your-place

  • Menu par click karne ke baad your places par click kare ab apke samne labeled aa jayenge.

choose-home-and-work

  • Ab aapko home and work do option dikhge agar aap apna ghar add karna chaiyte hai to home select kare agar office add karna chahate  hai to work select kare.

tap-on-get-started

  • ab aapke samne ek new page open hoga issme add label ka option dikhega get started par click karde.

google map me ghar ka address add kare

  • now ek page open hoga issme yes I”M IN par click karde.

enter-your-address-and-save

  • ab right side me ek box open ho jayega yaha aapko apko apna correct address dalna hai aur dhyan rakhe galat na dale bilkul thik dale aur save par click kar de.

Ab aap check kar sakte hai google maps me aapka address dikhna laga hai

Conclusion – 

iss tarah friends aap asani se google map me apne ghar ka address add kar sakte hai ya jod sakte haio agar aapko ye post achi lagti hai to family aur friends ka sath social media site share kare aur humari site par daily visit karna na bhule.

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here