Facebook Post Me Sticker Kaise Add Ya Use Kare Step By Step Jane

0
facebook post me sticker kaise add ya use kare

Hii Friends Facebook Post Me Sticker Kaise Add Kare, Facebook Timeline Post Me Sticker Use Karte Hai ye aaj me aapko iss article me batane wala hu dosto agar aap facebook User hai to aap jante hi honge fb ek bhut hi popular social networking site hai jisspar aap aap friend bana sakte hai, apna group bana sakte hai, page create kar sakte hai Aur bhi bhut se features issme aapko mil jate hai.

Facebook apni app Aur site me update karta rahta hai jisme bhut se new new feature hume milte hai. Jaise live video streaming, group conversation etc and aaj bhi me aapko FB ke new feature ke bare me hi batane wala hu jiske bare me aap mese bhut se logo ko nahi pata hoga.

Facebook Sticker Kya Hai ? Aur FB Post Me Sticker Kaise Add Kare

Contents

Facebook par bhi Hike ki tarah hume bhut se sticker dekhne ko milte hai in sticker ko aap pahle message ya chat karte time hi send kar sakte the aur comment me send kar sakte hai but ab aap apni facebook post me bhi in stickers ko use kar sakte hai.

And essa aap apne mobile and computer dono me kar sakte hai ye fb ka new feature hai. In stickers ka use karke aap apni posts ko aur bhi attractive bana sakte hai. Aur isse aapke friend ko aapki feeling ka bhi easily pata chal jata hai Aur stickers ke sath me aapke posts pahle se jayeda accha lagta hai.

Facebook Post Me Sticker Kaise Use Karte Hai ? in Hindi

Ab aap bhi agar apni FB timeline me koi post karna chahate hai Aur usme sticker ko insert karna chahate hai to isske liye aapko me 2 Method Batane wala hu 1st method mobile user ke liye hai aur 2nd method pc user ke liye hai aap agar mobile user hai to 1st method follow kare aur computer user hai to 2nd method ko follow kare.

Facebook Timeline Post Me Sticker Kaise Add Kare Using Mobile

  • Sabse pahle aapko apne mobile me facebook app ko download karna hoga agar aap android user hai to play store se isse download kar sakte hai aur apple user itunes se isse download kar sakte hai.

tap-on-3-lines-and-your-name

  • Ab FB app ko download and install karne ke baad open kare ab yaha aapko 3 line dekhegi inpar Click kare Aur fir Apne name par click karde.

tap-write-something-here

  • Ab aap apni profile me punch jayege yaha niche aapko write something here likha dikhega isspar click karde.

tap-on-emoji-icon

  • aap jo bhi likhkar post karna chahate hai vo yaha par likhe aur post likhne ke baad fir yaha emoji icon dikhega uspar click karde.

tap-on-feeling-sticker-activity-option

  • Ab yaha par aapko 2nd number par feeling/sticker/activity wala option dikhega isspar click karde.

tap-on-stickers

  • Ab yaha 2nd number par sticker option dikhega isspar click karde.

select-sticker-to-use-in-your-facebook-post

  • ab aapko sabhi category ke stickers dikhege Inmese jis bhi category wala stickers aapki post se related hai us category par click kare ab yaha aapko bhut se sticker dikhege Inmese jisko bhi aap apni post me use karna chahate hai uspar click karde..

now-sticker-successfully-added-in-your-facebook-post

  • Now friends ab aapki post ke sath sticker bhi dikhne lagega. Ab share par click karde.

Congrats ab aapne successfully sticker ke sath me facebook par post kar diya hai.

Computer Se FB Post Me Sticker Kaise Lagaye ?

  • Apne computer me kisi bhi browser jaise google chrome, mozila Firefox etc ko open kare Aur fir fb ki site par Jaye jis par direct Jane ke liye niche button par click Kare.

Facebook

  • Ab yaha par apna Facebook email ya number aur password enter kar login kare. Ab aapko apni profile me jana hai jispar jane ke liye apne name and photo icon par click karde.

whats-on-your-mind

  • Ab yaha par aapko what’s on your mind likha dikgega isspar click kare.

tap-on-sticker-option

  • Ab yaha apna post likhe Aur uske baad niche scroll kare yaha aapko stickers option dikhega isspar click karde.

select-which-sticker-you-want-to-add-in-facebook-post

  • Now ab aapko yaha par bhut se stickers category dikhne lagege Inmese jo bhi aapki posts related hai uspar click karde aur jis bhi sticker ko post me add karna chahte hai uspar click karde.

tap-on-post-option

  • Ab stickers aapki posts ke sath dikhne lagega ab post button par click karde..

Now friends aapne successfully sticker ke sath apna status share kar diya hai.

Dosto How to Insert Sticker In Facebook Post, Facebook Post Me Sticker Kaise Jode, Facebook Status Me Status Kaise Share kare, FB post Me Sticker Add Karne Ka Tarika in Hindi ye ab seekh hi ye honge agar aapko ye article accha laga to isse apne friends ke sath share jarur kare.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here