Admob क्या है ? What is Google Admob Mobile Advertising Network

6
Admob kya hai what is google admob mobile advertising network

Hello friends admob kya hai what is admob in hindi ye main aaj aapko use post me batunga. agar aap blogger hai to aapne bhut see ad network or bare me suna hoga jaise Google Adsense bid vertiser, info link, uc union etc Lakin aaj main aapko esse ad network or bare me batane was hu jiska name aap mess bhut se logo nahi jante honge hai.

Admob Kya hai ? What is Admob Mobile Advertising Network in hindi

Contents

ye Google Adsense ka hi ek part hai aap Google Adsense ka bare me to jante hi honge ye ek best ad network hai jaise sabhi blogger apne blog se money earn Karne ke liye use Karte hai. Google AdSense ke bare me jayda jankari me liye aap yaha click karke post read kar sakte hai. Pahle admob Google ka product nahi tha isse omar hamoui ne mobile par ad dikhane ke liye banaya tha jisse fir baad me google ne buy kar liya yani ye Google ka product nahi hai google ne isse buy kiya hai. lekin ab ye puri tarah se Google platform  ka part hai.

Google AdMob Ke Bare Me Puri Jankari Hindi Me

ye ek  mobile advertising network hai MATLAB isske ads aap only mobile par dikha sakte ho. main aapko confused nahi karunga saral sabdo me batata hu. jaise friends aap jab apne mobile me google play store se koi bhi app download karte hai to mobile ka internet ya data on karte hai to aapko us app ke niche or full screen par ads dikhte honge ye kisi other ad network ke ads nahi hote balki ye sabhi advertising admob ki hoti hai.

Admob Kaam Kaise Karta hai ?

jaisa ki maine aapko bataya ki Ye mobile advertising site hai jisske ads only mobile me hi show hote hai to ab aap soch rahe honge ye kaam kaise karta hai. or issme ads mobile phone me kaha par show hote hai. to main aapko batana chaunga ki admob ke ads apps and games par show hote hai. MATLAB jaisa ki aapko pata hai ki AdSense me hum apne blog me ads lagakar usse paise kama sakte hai same vaise hi aap game and apps me ads lagakar admob se paise kama sakte hai.

Admob short info – ye ek mobile advertising site hai Jo ki AdSense ka hi ek part hai. isske ads ko aap only apps and games par use kar sakte hai yani admob me ads android and iPhone app store dono ke apps me laga sakte hai. issko or AdSense ko aap ek sath connect bhi kar sakte hai. kyoki ye dono Google ke product hai.

friends aaj ki post me main aapko admob kya hai or isska use kaise karte hai ya ye work kaise karta hai ye bataya hai ye 1st post aapko isski information dene ke likhi gayi hai Next post me main aapko admob se paise kaise kamaye ya issse money kaise earn Kare go batunga. jisski notification aap apne email par pane ke liye humari site ko subscribe Karle. and essi or bhi post read karne ke liye humari site par daily visit karte rahe..

6 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here