Admob Se Paise Kaise Kamate Hai – Make Money Admob

40
admob se paise kaise kamaye puri jankari hindi me

Hii friends admob se paise kaise kamaye how to earn money admob mobile advertising network in hindi isske bare me main aaj aapko iss article me batunga. friends agar aap nahi jante ki admob kya to niche link par click karke post read kar sakte hai.

admob Google AdSense ka product hai jiske advertisement only mobile tablet par show hote hai. isske ads sabhi operating system jaise android iOS etc me dikhte hai.

Admob Se Paise Kaise Kamaye? in hindi

Contents

Admob se paise kamane ke bhut se tarike hai lekin usse pahle main aapko ye batata hu ki ye work jaise karta hai. admob se paise kamane ke liye sabse pahle aapko apna ek app ya game banana hoga android application ko banane ke liye aapko programming language yani coding aana jaruri hai lekin agar aapko coding nahi bhi aati hai or aap without coding ke apps banana chahate hai to issske liye bhi internet par bhut si sites hai jaha se aap apni kudhki application Jana sakte hai.

  • mostly aap mese sabhi log blogger honge and aapki koi na koi site bhi hogi. to aap isske liye android app banana chahate hai to niche di gayi site par jakar application create kar sakte hai.

Ab aapne app bana liya hai to aap admob se paise kamane ke liye ready ho gaye.

How To Earn Money Admob Mobile Advertising In Hindi

admob se paise aap 2 tarike se kama sakte hai 1st paid method yani paise dekar isse paise kama sakte hai or free me bhi isse paise kama sakte hai main aapko dono method ke bare me batunga. Jo aapko best lage usse choose kare.

admob me aapko 2 mese 1 user banna hota hai Pahla publisher or dusra advertiser in dono mese aapko 1 user banna hoga tabhi aap isse paise kama sakte hai.

Publisher – isska use aap free me kar sakte hai yani aapko koi change nahi dena hota hai.

advertisers ye paid method hai matlab advertiser bankar aapko apne product ya application ka advertisement karna hoga yani paise dene honge or iss ka charge lagta hai.

Publisher Bankar Admob se  paise kaise kamaye ?

App Banakar Aur Ads Lagakar Paise Kamaye – ye bhut badiya tarika hai aap apni koi app bana sakte hai or Jab usse 50-100 log download karle to aap usme admob ke ads lagakar money earn kar sakte hai isske liye sabse best hai ki pahle aap apni koi app banaye or usska link social media site par share kar logo ko vo app download karaye.

Advertiser Bankar Admob Se Paise Kaise kamaye ?

App Ka Advertisement Karke Paise Kamaye– ye paid method hai agar aapne apni app banali hai ya kisi app developer se banwali hai or bina mahnat ke usse paise kamana chahate hai to uska admob se advertisement kare jisse bhut se log aapke app ko download karege

or jab jayda log aapki application download karle to usme admob ke ads lagade jisse aap asani se money earn kar sakte hai. lekin advertisement karne ke liye aapko charge pay karna hoga..

App Buy And Sell Karke Paise Kamaye ?

friends jaisa ki Maine aapko bataya ki aap asani se ads ke jariye apne dwara create ki gayi mobile app se paise kama sakte hai. or uska advertisement karke bhi paise kama sakte hai. lekin aap app kharid or bechkar bhi paise kama sakte hai.

sabse pahle aap jis app ko sell karna chahate hai usse popular kare or logo se usse jayda download karate jisse liye aap uss app ki advertisement kara sakte hai or bhi admob se fir jab vo app bhut popular ho jayegi.

yani uske 2-4 millions download ho jaye to aap usse social media par share karde ki aap  ye app sell karna chahate hai  koi na koi buyer usse buy kar lega or app buy karke aap paise kama na chahate hai to isske liye aapko essi app ko buy karna hoga Jo popular ho future me uske jayda popular hone ke bhut chances ho.

jaise example ke liye Facebook ne WhatsApp ko buy kiya tab ye popular tha lekin jayda nahi tha par ab aapko har smartphone me WhatsApp mil jayega.

Admob me kis types ke ads dikha sakte hai ya dikhte hai

admob me bhi AdSense ki tarah 2 type ke ads rahte hai lekin issme AdSense ki tarah link ads nahi rahte hai. isske aapko text or display yani Image wale advertisement milte hai..

1 Text advertisement

issme likhe huye word me ads dikhte hai matlab aapko issme only likhe sabd wala banner dikhega aap bhut se log soch rage honge. jo text ad me advertusement karna chahate honhe ki Text Add Kis ya kitni Size me hona Chahiye, ya Text Ad Ka Heading 1, Heading 2, Heading 3 etc kaisa rakhe to aap niche dekhe sakte hai..

Destination URL (yaha par aapko apni app ka link dena hai jisski aap advertisement karana chahate hai. )

Headline (issme aapko apni app ka title ya name dena Jo 25 character se jayda ka no ho.)

Ad text line 1 (yaha par aapko apni app se bare me batana hai maximam 35 character me hi bats sakte hai.)

Ad text line 2 (yaha par bhi aapko apni app ki description dalni hai Jo ki jayda se jayda 35 character me honi chahaiye.)

Admob Me Display Image Ad Kis Size Ka Aur Kis Type Ka hota hai ?

admob me image ads JPEG PNG or gif formate me hote hote hai yani in 3 types ke hote hai. or aap Jo bhi image admob ads me use karna chahate hai usska size maximum size 150 KB ka hai matlab ki jayda se jayda 150 KB ki image hi ads Me use kar sakte hai or aap 150 KB se jayda badi size ki image use karte hai vo support nahi karegi. admob ke image ads kuch iss tarah dikhte hai.

ab aap samajh gaye honge ki admob ke ads kaise dikhte hai or unpar ads par koi click karta hai to humari earning hoti hai ab aap isse kamama chahate hai to niche bataye step ko follow kare

  • sabse pahle aapko admob ki site par Jana hoga jispar direct aap niche click here button par click kare

Google Admob

  • ab aapko yaha par sign up ka option dikhega uspar click karde. yaha par aap create new account par click karke  apna naya account bana sakte hai or google acount par click karke direct sign in bhi kar sakte hai.
  • fir aapko isspar ads banane honge. or apni app ko add karna hoga..

fir admob app ka review kar lega ka to aapko ek mail milega jissme aapka admob account approved hua hai vo likha hoga.

iss tarah friends aap asani se Admob mobile advertising se paise kama sakte hai.

iss post me Maine aapko admob se paise kamane ki puri info share ki hai lekin aapko issme register karne me ya ads banane me koi problem aaye to comment karke jarur bataye fir hum aapke liye issue related ek or post bhi jarur likhege. or isss post ko apne dosto ke sath social media par share jarur kare…

40 COMMENTS

    • thanks aapko admob se paise kaise kamaye wali ye post acchi lagi esse or bhi ad- network site ke bare me bare me janne ke liye humari site par visit karte rahe.

  1. admob kya hai admob se paise kaise kamaye app kaise banaye app bina codding ke kaise banaye App buy and sell karkr paise kaise kamaye admob ke ads kaise hote hai Wow ammazing iski kich bhi jankari mujhe nhi thi thank you so much apps gyser se koi app bannakar ham use paise kamaskte hai kya

    • thanks altaf bro for your valuable comment. admob kya hai or admob se paise kaise kamate hai wali ye post aapko acchi lagi bhut acchi baat hai. essi or bhi make money se related article read karne ke liye humari site par visit karte rahe..

  2. Sir jaise maine app banaya or admob se jod diya or mai us app ko playstore me publish na kru ..to kya Earning.Hogi…??

    • yes agar aapne app banakar admob se connect kardi hai to uspar ads aane lagege and jitne jayda log aapki app ko install karege and un ads par click karege to aapki earning hogi.

  3. Nice Info admob se paise kamane wala ye post mere liye bhut helpful raha ab me bhi apni android app me ads laga sakta hu.

    • thanks make money admob wali ye post aapke liye helpful rahi bhut acchi baat hai essi or bhi post read karne ke liye daily humari site par visit karte rahe.

  4. Sir mujhe ek baat puchni hai,,, application banane se pehle kya website bhi banani hogi or website kaise banaun sir,,, or sirf application ke liye addmob account hi kafi h ya AdSense account bhi banana hoga???? Plz help me

    • nahi aapko website banane ki jarurat nahi hai aap bina website ke hi programming language ka use kar face change, sweet selfie camera, beauty camera etc jaise app bana sakte hai. and admob ka use kar aap apni app me ads dikha sakte hai but payment received karne ke liye aapko adsense account banana hoga lekin chinta na kare admob account se hi aap adsense account banakar approved kara sakte hai.

  5. Sir ek baat or puchni h,, jis app me add lagate hain ,, us app ko mobile me rakhna jaruri h ya uninstall bhi ke sakte hn mobile se,,

  6. Or sir agr jaise maine kisi application pe add unit I’d lagai or agr mai dubara add unit I’d lga rha hun to us add unit I’d ka no. Change kyu ho rha h kya ye dubara lagane PR no. Change ho jata hai,, or jinhone meri application install ki hui h unko kya dubara install karani hogi,, sir mai addmob PR abhi new hun isliye thoda samjhne me time lag RHA h bas isliye aapse kuch jankari chahta hun sir…….help me

    • ads unit id ads par depend karti hai yani aap jo ads banate hai unki alag alag id rahti hai. adsense me aapko ads banane ka option milta hai but admob ka pata nahi. agar aapke admob account me ads crate karne ka option aa raha hai to aapko ads banane honge or agar nahi aa raha hai to fir chinta na kare ads automatically aapki dubara ad ki gayi app par show honge or aap apni app me jo change karte hai vo dusro yani jinhone aapki app install ki hui hai usme nahi hoga aapko us app ko update kar use dubara install karana hoga.

    • aap jabhi bhi koi comment kare niche notify me follow-comments by email ke samne wale box par click karke tick karde fir jab bhi Main aapke comment ka reply karunga aapko notification apne email par mil jayega..

  7. OK sir,, or impression or clik me sir kis hisaab se earning hoti hai sir,,, ????

    Acha sir hm dusre mobile se to add pr clik kr sakte hain ya iska bhi koi niyam hai ??????

    • brother aap essa na kare to hi accha hai kyoki issme aapka fayda nahi ulta nuksan hoga. aap apne friends ya kisi ke bhi mobile se ads par click karte hai to isse bhi aapka account blocked ho sakta hai isse accha hai ki aap apni app ko promote kare aap google adword ke dwara apni app ko promote kar sakte hai but ye paid method hai jisme aapko kuch paise spend karne honge but aap free me apni app ko promote karna chahate hai to aap facebook twitter google+ ya other social media site ka use kar sakte hai. jitne jayda log aapki app install karege utni hi jayeda aapki earning hogi.

  8. Thank you sir,,, ab aese clik nhi krunga,,

    Sir,, Jo Maine kuch nasamjhi me click kr diye uski wajhe se mera account block to nhi ho jayega na,,, 19 click kiye thhe BA’s,, kyunki mujhko pta nhi thha,,

    • aapko itne click nahi karne chahaiye the agar galti se kar diye to ye invalid click me count ho sakte hai aapka account blocked ho bhi sakta hai or nahi bhi and chinta na kare 1st time me aapka account agar blocked hota hai to 30 days ke liye hoga. but abse apne ads par click na kare. nahi to aapka account permanently blocked ho jayega.

    • android app me ads lagane ke liye aapko admob ad ki pub id app me add karni hogi or issme coding use karni hai issliye isske bare me full detail me new post me batunga or ye post jald hi publish karunga post ki notification apne email par received karne ke liye aap site ko subscribe kar sakte hai.

  9. Bhai mane ek aap banke admob se add lagya hai usme par meri earning low hai usko kaise badi bhai admob ka data niche hai batna

    Turn off ad blockers

    AdMob can’t work when you’re using an ad blocker.
    To use AdMob, please turn off any ad blockers for now.

    home
    apps

    NEW BROWSER
    Android
    App overview
    Ad units
    Blocking controls
    App settings
    assessment
    Reports
    Mediation
    Campaigns
    Payments
    settings
    feedback
    App overview
    help

    • aapko apne admob add ko sahi jagah place karna chahaiye ya esse ads use karne chahaiye jo sabhi apps me hote hai yani banner ad ko sahi jagah par place kare.

  10. bhai ajkal bohot sunne ko mil raha hai k agar khud ka app na v ho to dusre k app me banner ya others type ka ad lagakar v paisa kamaya ja sakta hai, kya aap iske bareme thora bohot detail me bolenge…..

  11. hello sir…me ye janna chati thi k..app ko 100 logo ko install krwana jaruri hai
    agr mere pass 50 mobail hai..to kya me usse ernnig kar skti hu ya nahi..

    • aap khud ke mobile me apne banaye app ko install karege aur khud hi advertisement par click karege to isse aapka account blocked bhi ho sakta hai, isse accha aap apne app ka promotion kare isse us app ko jayeda se jayeda log download karege aur fir earning bhi kar sakti hai

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here