Airtel Free Internet Trick March 2018 – Get Free 3G/4G Data

6
airtel free internet trick get 3g 4g data in airtel sim

Airtel Free Internet Trick 2018, Airtel Me Free Internet Kaise Chalaye In Hindi, Airtel Free Internet Trick Get 2G/3G/4G Data, Airtel Free Internet Chalane Ka Tarika Hindi, How to Use Free Internet in Airtel Sim Working Trick 2018. Friends agar aap airtel sim user hai Aur free internet ka labh utana chahate hai to aaj me aapko issi ke bare me batane wala hu.

Bhut se log google par airtel sim me free internet kaise use kare, airtel free internet trick 2018 ye sabhi keywords likhkar google par search karte hai but agar aapko abhi tak essi koi bhi trick nahi mili hai jisse aap apni sim me 3g 4g speed se net chala paye to don’t worry me aapko jo trick batane wala hu vo 100% working hai.

Airtel Sim Me Free Internet Kaise Chalaye 2G, 3G, 4G Speed Se

Contents

Me aapko jo trick batane wala hu vo puri tarah se tested hai and ye tricks almost sabhi state me work karegi. and apne sim card me free internet ka use karne se pahle apni sim ka main balance jarur check karle kyoki agar aap iss tricks ka use karte hai to aapke sim ka main balance bhi deduct ho sakta hai.

issliye apni sim me 0 balance hi rakhe kyoki isse aap easily iss tricks ko use kar sakte hai Aur aapka koi loss bhi nahi hoga to friends ab me aapko batata ki aap agar Free Net chalana chahate hai to usske liye pass kya kya chije honi jaruri hai.

Free internet Chalane Ke Liye Kya Kya Chahaiye ? Requirements to Use Airtel Free Internet

  1. Airtel Sim With 0 Balance
  2. Android smartphone

Ye 2 chije agar aapke pass hai to aap aap iss trick ko use kar sakte hai.

Airtel Free Internet Trick 2018 – Get Free 3G/ 4G Data

Apne android smartphone me uc mini handler name ka app download kare ye app aap google se download kar sakte hai isske liye google par uc mini handler 10.4.2 download likhkar search kare.

download-and-install-uc-mini-handler

  • Ye uc mini handler pink color ka dikhta hai uc mini handler app ko download karne ke baad apne phone me install kare.

tap-remove-port

  • Ab issme aapko bhut se option dikhege niche scroll kare fir yaha aapko remove port ka option dikhega usske aage wale box par click karke tick karde.

tap-no-proxy-and-select-real-host

  • Remove port ke niche proxy type me no proxy set hoga isspar click kare Aur yaha par real host ya dual real host in dono mese koi bhi ek select karde.

tap-on-proxy-server

  • Ab yaha niche aapko proxy server likha dikhega dikhega isspar click kare aur yaha Buddies.airtelmoey.in ye likhe.

Note – iss trick me proxy server bhut important hai Aur Muft internet bhi issi se chalega issliye agar aapke phone ye iss proxy server ko dalne par net nahi chale to aap niche diye other proxy server ka use kar sakte hai.

one.airtel.in

get.wynk.in

tap-on-ok

  • Real proxy server me bhi vahi likhe  jo aapne proxy server me dala hai. Aur sabhi option sahi se fill karne ke baad ok par click karde.

tap-on-start-now

  • Now friends uc browser mini  star hone lagega. Start now par click karde.

now-you-can-see-your-free-internet-is-working

  • Ab aap kisi bhi site par click karke dekh sakte hai vo site open ho jayegi.

Iss tarah friends aap airtel sim me free internet use kar sakte hai and unlimited browsing kar sakte hai aur browsing ke alawa aap isska use karke downloading bhi kar sakte hai.

To friends ye ye trick aapko kaisi lagi hume comment karke jarur bataye and I m sure ki ye trick uttar pradesh, madhaya pradesh, delhi,  jharkhand, haryana, gujrat, karnataka, punjab etc almost sabhi state means pure india me work karegi.

Agar aapke pass bhi airtel sim hai aur aap usme muft internet chalana chahate hai to iss trick ko try karke dekh sakte hai iss trick ka use karke aapko 3g se lekar 4g internet speed bhi mil sakti hai but isske liye aapke pass 4g sim hona jaruri hai.

Tage- airtel free net kaise chalaye, airtel free internet working trick 2018, new free net trick In hindi, uc mini handler ka use karke Airtel me net kaise chalaye

Ye airtel free internet trick march 2018 wali post aapke liye useful rahi to isse apne friends ke sath share jarur kare, aur agar aapko iss post me bataye instruction ko follow karne me koi problem aa rahi hai ya agar ye trick aapke smartphone me sahi se work nahi kar rahi hai to comment karke jarur bataye.

6 COMMENTS

  1. @Hi Admin

    Thank you for sharing such as useful information with us.
    I also created a blog for my passion, can u visit me.
    And give me suggestions on it.

    • aapka blog bhut accha hai and and abhi usme kuch chije missing hai jaise social followers button , email subscription widget etc to aap unhe add kar sakti ho. isse aapke blog ka aur accha dikhega.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here