Android Apps Games Ko Computer Me Kaise Chalaye Ya Install Kare, How To Install Use Android Apps In PC In Hindi. Aaj kal Android mobile sabhi logo ke pass hota hai kyoki in mobile ka price aapki price range me hota hai. and aap asani se apne pasand ka smartphone buy kar sakte hai. Android mobile ke popular hone ka sabse badha karan android application and games hai.
Kyoki agar aapke smartphone me Android apps games nahi honge to aap mese bhut hi kam log smartphone buy karege. Google play store par millions ki sankya me apps hai. or in mese se bhut si application aapke kam ki hogi. Jaise picsart, whatsapp, facebook, twitter, instagram, snapchat etc
Kya Mobile Apps Games Ko Computer Me Chalaya Ja Sakta Hai ?
Contents
Mobile me esse bhut se apps and games hote hai jinhe hum apne computer me chalana chahate hai jaise picsart photo editor, Candy crush game etc. Agar aap Android ke appsko pc me chalana chahate hai to aap asani se apne pc me in apps ko install kar sakte hai. Isske liye aapko Android emulatorka use karna hota hai. Agar aap nahi jante ki emulator kya hai to main aapko batana chaunga ki emulator ek pc ka software rahta hai jisse aap pc me Android Apps Games ko run kara sakte hai
Emulator ek PC Software rahta hai jisme aapko android mobile jaise sabhi system dikhte hai lekin fark sirf itna rahta hai ki aap mobile par touch karke mobile ko use kar sakte hai or pc me aap mouse se click kar sakte hai.
Read also –
- Facebook Games Kya Hai ? Kaise Khele – Online Game Play With Friends
- Gogle par 5 minutes me apni photo upload kaise kare
- Anroid Mobile ya Smartphone me Screenshot kaise lete hai hindi me jane
- Prepaid Postpaid network kya hai & in dono sim me Difference kya hota hai
Computer Me Android Apps Games Ko Kaise Chalaye Ya Install Kare ? In Hindi
Android Apps games ko pcme chalane ke 2 best emulator hai jinhe aap asani se use karke apne Android apps ko computer me chala sakte hai.
Computer Me Apps Kaise Install Kare – 2 Best Android Emulator
1. BlueStacks
and issme aap google account connect karke play store bhi use kar sakte hai and play store se kisi bhi android application ko computer me run kara sakte hai. issme kuch games ko Aap keyboard se bhi chala sakte hai. Ye software free hai isse yaha se direct download kar sakte hai.
BluStacks Me App Ko Download And Install Kaise Kare
1. BlueStacks download hone ke baad usse open kare waha aapko home par bhut si bhut si application dikhegi kisi bhi app par click kare.
3. Ab aapko apni gmail id se blustacks me sign in karna hai fir thodhe time ke liye loading process chalegi.
Offline BlueStacks Se Computer Me Apps Install Kaise Kare ?
2. Genymotion
Genymotion bhi ek popular emulator software hai.BlueStacks ki tarah Isme bhi aapko bhut se features milte hai. BlueStacks ki wajah se kabhi kabhi aapka pc slow ho jata hai agar aapke computer ki ram kam hai to Genymotion emulator ka use kar sakte hai. Isse aapka pc slow nahi hota and fast kaam karta hai. Ye baki emulator se fast kam karta hai. Aapki computer ki speed bhi slow nahi hoti. iss yaha se download kar sakte hai.
Read also-
- Computer क्या है ? What is Computer & Types Of Computer In Hindi
- Aapka computer male hai ya female kaise pata kare
- Captcha code kya hai, what is captcha ? in hindi
- Voter Id card kya hai ? Voter Id card ki Awashyakta kyo hoti hai
Friends agar aapko Android Apps Games Ko Computer Me Kaise Run Kare wala ye article accha lage to iss post ko apne friends ke sath jarur share kare or aapko iss post me kuch samaz na aaya ho to comment karke jarur bataye
file is corrupt
help me sir blue stacks installition me problem aa raha hai
bluestacks ko insall karte time file is corrupted bata raha hai to aapne jo bluestacks software donwload liya kiya hai vo corrupt hai issliye aap iss post me jo link diya usse bluestackes android emulator download kare.
iss post me link diya hua hai usse download karange to blue stack install ho jayega maine file hippo se download kiya hai
yes iss post me jo link diya hai vo BlueStacks ki official site ka hai issliye aap waha se isse download kar sakte hai.
install karte samay batata hai
install karne par file corrupt bata raha hai yani software hi corrupt hai issliye aap iss post me jo link diya gaya hai usse bluestacks download kar install kare and agar fir bhi install nahi hota hai to aake computer ki windows me problem ho sakti hai ya winodows me virus aa jane ki wajah se problem ho sakti hai.
maine apne pc me window 10 install kiya hua hai aur andy ko bhi download karte hai to file is corrupt likhata hai
aapki windows ke kuch software corrupt ho chuke hai issliye ye problem aa rahi hai dubara window dalwaye aap..
Nice post