Blog Kaise Banaye ? Free Me Website Banane Ka Tarika Hindi Me

0
blogger-blog-kaise-banaye-free-me-full-detail-in-hindi

Hii friends Blogger Blog kaise banaye, free me website kaise banate hai ye main aapko iss article me batunga. Friends blogger ek free platform hai jispar koi bhi apni site banakar use online la sakta hai. aapne dekha hoga ki aap jab Google par kuch search karte hai to aapko Blogspot wale site bhi dikhte hai ye subdomain rahta hai

jo blogger dwara add kiya jata hai agar aap isse remove karna chahate hai to aapko apni site me domain add karna hota hai. bhut se logo ka ye question rahta hai ki kya hum free me apni website bana sakte hai to yes ye possible hai.

lekin jaisa ki aapko pata hi hoga ki kisi bhi site ko host karne ke liye hume web hosting ki jarurat hoti hai. to blogger ek essa platform hai jaha par aap text, video images etc share kar sakte hai.

saral sabdo me kaha jaye to blogger platform ka use karke aap free me apni website bana sakte hai lekin usme blogspot subdomain add rahega aur agar blogspot subdomain ko remove karna chahate hai to uske liye aapko domain purchase karna hoga.

Blog Kya Hota Hai ?

Contents

Isse aap ek free online book kah sakte hai or ye internet par dikhta hai jab aap Google par kuch search karte hai to┬а Google search result me aapko bhut se site dikata hai saral sabdo me online site ko hi blog kahte hai.old time me bhut se log diary likhte hai or aaj bhi likhte hai lekin bhut se log aaj dairy ke vajaye apna experience knowledge etc

Blog par share karte hai ye free hota hai or isse internet par koi bhi read kar sakta hai. or agar aap acche article apni site par dalte hai to usse bhut se log read karte hai fir aap ad-network ke ads apni site par lagakar paise bhi kama sakte hai. ┬аinternet par millions se billions ki sankhaya me blog hai aur daily new blog create hote hai.

blog banana free hai aur koi bhi bana sakta hai. lekin agar aap isse paise kamana chahate hai to pahle aapko blogging ke bare me puri jankari honi jaruri hai. blogging ki janakari ke liye aap humari site par internet aur seo se category me jakar post read kar sakte hai.

Blog Kaise Banaye ? Blogger Par Step By Step Jankari Hindi Me

Internet par aapko bhut se platform dikh jayege jaha se aap apni site free me create karke use online la sakte hai. Lekin Blogger ek best platform hai apni site banane ke liye issme aap free me apni site bana sakte hai without hosting ke or issme aapko Blogspot subdomain add kiya milta hai jisse aap domain buy karke hata sakte hai.

Ye best issliye hai kyoki ye Google ki hi service hai or agar aap iska use karte hai to aapko Google search engine se bhi accha traffic milta hai.

Agar aap apni site┬а bana lete hai or uspar 500-600 Pageviews aate hai to apni site ko adsense se connect karke asani se paise kama sakte hai. ┬а Apna free Blog banane ke liye niche bataye instuction follow kare-

  • Sabse pahle blogger.com par jane ke liye go to link par click kare.

Go to the link

  • Apni gmail id or Password dalkar login kare
new-slelect-kare
  • ab niche bataye image and instruction ko follow kare
image-me-bataye-option-follow-kare

1. Title– issme aap kuch bhi daal sakte hai jisse related aapki site┬а hai jaise agar aapki site internet se related hai to aap internet se related title daal sakte hai Example- internet tips and tricks hindi ┬а

2. Address– issme aapko apne blog ka URL ya Address┬а dalna hai jo pahle se register na ho agar aap essa url add karte hai jo pahle se register hai to error show hoga. Aapko bina www ke or bina space ke apna url dalna hai jo pahle se register na ho. ┬а

3. Ab create blog par click karde. ┬а

now aapko blog dashboard show hoga jaisa ki screenshot me dikh raha hai.isska matlab hai ki aapka blog create ho chuka hai ab aap issme post kar sakte hai.

Blogger Me Post Kaise Kare ?

blog me post kaise kare
  • Sabse pahle create a new post button par click kare
post kaise kare blogger par
  • fir aapko post ka tittle aur description likhna hai jaisa image me show kar raha hai.
free website blog me post kaise karte hai puri jankari hindi me
  • now aapko post ki font, font size, color aur background change karna hai. isske liye image me bataye instruction ko follow kare.
internet par free website kaise bana sakte hai
  • now aapki post kuch iss tarah show hogi.
  • fir aap preview par click karke check kar sakte hai ki aapki post me sab sahi se hai ya nahi.
now your blog post is ready

agar post me sab sahi hai to publish par click karke use publish karde.

Friends blogger par blog kaise banaye, intrenet par free webiste kaise banaye wala ye article accha lage to isse apne dosto ke sath social networking site par jarur share or kare or aapko iss article me kuch samaz na aaya ho to comment karke jarur bataye.. aur essi aur blogging se related post read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here