Blog Ki Traffic Kaise Badhaye – 5 Most Important SEO Tips

6
blog-ki-traffic-kaise-badhaye-5-best-seo-tips-in-hindi

Blog ki traffic kaise badhaye┬а – 5 Best SEO Tips in hindi, apne Blog Par Traffic Kaise Laye ya increase kare ye main aapko iss post me batane wala hu. Agar aap blogger hai or apne blog ki traffic badhana ya increase karna chahate hai to ye article aapke liye hi hai.

internet se paise kamane ka ek popular way blogging bhi hai lekin blogging field me aane se pahle aapko isske bare me puri knowledge honi chahaiye. agar aap sochte hai ki ek din me hi blogging se hi money earn karne lagege to essa bilkul nahi hai. issme bhut patience rakna hota hai.

Agar aapne apna blog bana liya hai or usme post bhi kardi hai fir bhi aapki site par traffic kam hai to aapko apne blog ko SEO friendly banana hoga. Sabhi log blogging money earn karne ke liye karte hai

lekin aap jab tak paise nahi kama sakte tab tak aapki site par 500-1000 daily pageviews ya 100-200 daily visitors na ho matlab paise kamane ke liye hume apne blog par traffic lana hota hai.

Kyoki bina traffic ya visitors ke aap koi bhi ad-network apne blog par use karle lekin aap usse paise nahi earn kar sakte hai. example ke kiye traffic blog ki jaan hai bina traffic ke blog kuch bhi nahi hai.  

Hindi Blog Ki Traffic Kaise Badhaye тАУ 5 Best SEO Tips In Hindi┬а

Contents

Friends agar aap apne blog par traffic badhana chahate hai to aapko apne Blog ko SEO optimized karna hoga. Matlab aapko apni site me kuch changes karne honge. Jisse aapki site SEO friendly ban sake. bina seo kiye blog par search engine se traffic received karna impossible hi hai.

agar aap new blogger hai to aapko seo ke bare me jayeda information nahi hogi. seo ka matlab search engine optimization hota hai. Ye aapki aapki site ko search engine me rank karane me help karta hai. jayedatar new blogger blog to bana lete hai aur usme 10 se 20 post bhi kar dete hai

fir bhi unki site par traffic nahi aata hai essa issliye hota hai kyoki vo seo ko follow nahi karte hai to iss post me aapko kucc important tips batane wala hu jinka use karke aap apne new blog par bhi traffic badha payege.

Blog Par Traffic Kaise Badhaye 5 Tarike

Agar bhi apni site ki traffic badhane ya increase karne ke liye niche bataye SEO tips follow kare

1.High Quality Content 

Agar aapke blog par traffic kam hai to iska reason hai ki aap low quality content me post likh rahe hai. High Quality content likhne ke liye aapko post me SEO friendly ┬аkeywords ka use karna hota hai.

SEO Friendly Keywords ese words hote hai jo aapke Aapke blog ki search ranking increase karne me help karte hai.

SEO friendly Keywords find karne ke liye Aap google keyword Planner tool ka use kar sakte hai ya internet par bhut se esse toolhai jinse aap apni website ke liye SEO Friendly high quality keyword search kar sakte hai.

or un high qulity keywords ko apne blog post me use kar sakte hai. isse aapki post SEO Friendly ho jati hai vo jab koi kuch word likhkar google me search karta hai to use aapki post bhi dikhti hai.

2. Post Title & description

Google, Bing, yahoo ya other search engine par jab koi kuch lilkhar search karta hai to ye search engine internet par uplabdh sabhi website ke post ka title dekhte hai or kisi ne kuch essa search kiya hai or title se match nahi ho raha to vo description dekhte hai.

┬аAgar aap apne blog ki traffic badhana chahate hai to aapko apne blog me seo friendly title and description use karne honge isse jo bhi google ya other search engine par kuch likhega to use 1st page par aapka blog dikhega.

Title ko seo friendly banane ke liye aap esa title apni post me use kare jo ki kisi bhi website par pahle se na ho agar aap kisi site se milta julta title apni blog post me use karege to aapki post google me show nahi hogi.┬а

Description ko SEO Friendly banana ke liye aap apni post ke jo main keywords hai matlab jo aapki post title se match hote hai vo likhe ya esse word use kare jo log jayda search karte hai.

3. WordPress Blog/website Par Comment Kare

Aapne dekha hoga jo site wordpress par hoti hai uspar jayda comment aate hai. Kyoki wordpress site me comment karne se comment karne wale ka hi fayda hota hai. kyoki Wordspress ke comment box me Name, email, website, Leave a reply ye 4 option rahte hai

aap jab wordpress me comment karte hai 4 option fill karte hai to aapka jo name hota hai vo link me change ho jata hai or jab bhi koi aapke name par click karta hai to vo aapki site par punch jata hai.

Seddhe sabdo me agar aapka koi blog hai or aap kisi wordpress site ke comment box me website ki jagah apna blog ka link dalte hai to vo link aapke name ke sath add ho jata hai

or koi bhi aapke name par click karega to vo aapki site par punch jayega. aur isse aapki site ko backlink bhi milta hai. backlink seo ka ek important factor hai.

search engine me blog ko rank karna ke liye backlink banana bhut jaruri hai. Ye SEO ke liye best or blog ki traffic badhane ke sabse easy tarka hai. jisse aap asani se use kar sakte hai.

4. Interview or Guest Post Se Traffic Badhaye

Bhut se website jo new hoti hai fir bhi unpar jayda traffic hota hai ye issliye hota kyoki vo apni site ┬аpar kisi success blogger ka interview lete hai. interview lekar aap bhi apni website ka traffc increase kar sakte hai.

Kyoki agar aap kisi successful blogger ka interview lete hai to vo aapki site ┬аka link share karega. or agar vo aapki site ka link share karega to aap andaza laga sakte hai ki aapki site par visitors bhi increase honge.

Issi tarah aap guest post ke dwara bhi traffic increase kar sakte hai. ye SEO ke liye bhut accha way hai.

5. Facebook or Google+ Par Post Share Kare

Facebook or google+ social networking sites hai jinpar millions ki sankhya me log rahte hai issliye agar aap apne blog ki traffic badhna chahate hai to aap google+ or facebook par apne post ka link share kar sakte hai. In sites se bhut se log aapki post ki image dekhkar aapki post read karte hai

issliye agar aap essi image apni post me use karte hai jisse dekhkar logo ko aapki post ke bare me pata chal jaye or vo image ko seo friendly ho to aap asani se facebook or google+ se traffic increase kar sakte hai.

Friends I hope aapko ye post accha laga agar aapko ye post accha lage to issko social networking site par jarur share kare or aapko iss post me kuch samz na aaya ho to comment karke jarur bataye. aur essi or bhi blogging and seo se related post read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

6 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here