Mobile Me Unfortunately Camera Has Stopped Error Ko Kaise Fix Kare

6
unfortunately camera has stopped-error-ko kaise solve kare android phone me 5 method in hindi

Hello friends Unfortunately, Camera Has Stopped Error Ko Fix Kaise Kare Android Phone me┬аye main aapko iss post me batunga. Friends sabhi log apne phone se photo capture karne ya selfie lene ke liye camera ka use karte hai lekin agar aap aap mobile ke camera ko open kare

or usme likha aaye unfortunately camera has stopped hai to fir aap kya karege agar aapko bhi yani problem aa rahi hai to iss post ko pura padkar iss problem ka solution jarur mil jayega. Internet ki iss dunia me sabhi logo ko gadget se related problem to rahti hi hai lekin unka solution bhi aapko internet par hi mil jata hai.

Mobile Me Unfortunately camera has stopped error┬а kyo aata hai ?

Contents

  1. Ye ek software error hai jisse aapke phone ka camera kam karna band kar deta hai or camera has stopped ye message aapko dikhta hai.
  1. Ye message yani error aane ka reason kisi important ya system app ko delete karna bhi hai.
  1. Ye error phone me jayda app install karne se bhi aa sakta hai.
  1. phone ki jayda storage use karne se bhi ye problem ho sakti hai.

Unfortunately Camera Has Stopped Error Ko Kaise Fix Kare – 5 Method

Friends agar agar apne ┬аphone ke camera ko open karne par ┬аunfortunately camera has stopped ye message dikhta hai to aap sahi jagah hai iss error ko kaise fix karte hai ye main aapko aaj iss article me batunga lekin agar aap nahi janteki ye error kya hai or kaisa dikhta hai to niche screenshot dekhe.

mobile-camera-has-stopped-errormain aapko yaha main aapko 5 method batunga unmese kisi bhi ek method ka use karke aap iss error ko solve kar sakte hai..

Android Mobile Me Unfortunately Camera┬а Has Stopped Error Ko fix Ya Solve Stop┬а Kaise Kare

1.First method- phone restart kare

Agar aapke phone me unfortunately ┬аcamera has stopped┬а error aa raha hai to aap apne phone ko switch off kar restart kare.

2.Second method тАУ data clean kare

tap-on-apps-and-all

Agar first method se bhi error fix nahi hua hai to aap apne mobile ki setting me jaye or apps par click kare or all par click karde.yaha aapko apne phone ka default camera dekhna or uspar click karde

force-stop-clear-data-clean-cache

ab aapko yaha force stop ┬аclean cache and clean data par click kar dena hai isse aapke camera ka all data clean ho jayega or vo work karne lagega.

Third method тАУ Update camera app

Agar first or second method ka use karke aapki problem solve nahi hui hai to aap iss third method ka use kar sakte hai

tap-on-my-apps-games-and-update

Sabse pahle aapko google play store par jana hai or my apps and games┬а par click karde. Ab yaha aapko phone ka default camera dekha use update karde. Kyoki bhut baar apps update na karne par bhi apps kam karna band kar dete hai.

Forth method- mobile hard reset kare

Agar first second or third method se bhi aapki problem solve nahi hui hai to ye forth tarika aapki samsya jarur sulja dega.

  • Sabse pahle apne phone ki setting me jaye.
  • Backup and restore par click karde.
  • Ab yaha reset button dikhega uspar click karde.
  • Ab aapke phone me agar koi lock laga rakhna hai to vo manga jayega ab vo lock dalne ke baad reset process start ho jayegi. And kuch time me aapka mobile reset ho jayega. Phone reset hone ke baad vo pahle new jaisa kaam karne lagega and sabhi bekar app delete ho jayege..

Fift method- use third party application

  • Agar in sabhi medthod ka use karne par bhi abhi bhi aapka mobile ka camra band hai or error aa raha hai to aap in step ko follow kare-

google-play-search-app

  1. Sabse pahle google play store me jaye or camra app search kare
  2. Ab yaha aapko bhut si app dikhegi unmese kisi bhi cemra app search karke usko download kar install karle
  3. Ab us app ko open karke aap apne photo capture kar sakte hai

Iss tarah aap asani se apne Phone me unfortunately camera has stopped problem ko solve kar sakte hai ye post agar accha lage to apne friends ke sath isse social media par share jarur kare or essi or bhi post read karne ke liye humari site par aate rahe .

6 COMMENTS

    • thanks mukesh bro Android mobile me camera has stopped Error fix karne ka ye article aapko acha laga essi or bhi tech se related article read karne ke liye humari site par visit karte rahe..

    • aap Koi duara Camera app google play store se download kar sakte hai. agar download karne par vo app bhi open nahi ho raha hai to phone ko reset karde. and phone reset karne par bhi problem solve nahi ho rahi ho rahi hai to fir aapko mobile me software dalna hoga. phone me software kaise dalte hai isski post main jald hi yaha par karne wala hu jisse aap read kar sakte hai and post ki information apne email par pane ke liye aap humari site ko subscribe karle..

  1. рдордиреАрд╖ рд╕рд░ рдЖрдкрдиреЗ рдЗрд╕ рдЖрд░реНрдЯрд┐рдХрд▓ рдореЗрдВ рдмрд╣реБрдд рдЕрдЪреНрдЫреА рдЬрд╛рдирдХрд╛рд░реА рд╕реЗрдпрд░ рдХреА рд╣реИред рдореИрдиреЗ рдореЛрдмрд╛рдЗрд▓ рдореЗрдВ рдХреБрдЫ рд╕рдордп рд╕реЗ рдХреИрдорд░реЗ рдХреА рдкреНрд░реЙрдмреНрд▓рдо рдЪрд▓ рд░рд╣реА рдереА, рдореИрдиреЗ рдЖрдкрдХреЗ рдЗрд╕ рдкреЛрд╕реНрдЯ рдореЗрдВ рдмрддрд╛рдпреЗ рддрд░реАрдХреЛ рдХреЛ рдХрд░рдХреЗ рджреЗрдЦрд╛ рдЕрдм рдореЗрд░реЗ рдлреЛрди рдореЗрдВ рдХреИрдорд░рд╛ рдкреНрд░реЙрдмреНрд▓рдо рдареАрдХ рд╣реЛ рдЧрдИ рд╣реИ рдзрдиреНрдпрд╡рд╛рдж рдЖрдк рдЖрдЧреЗ рднреА рдРрд╕реЗ рдХреА рдкреЛрд╕реНрдЯ рд╕реЗрдпрд░ рдХрд░рддреЗ рд░рд╣реЗрдВред

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here