Car Insurance Kya Hai ? Car Bima Ke Bare Me Jane Hindi Me

1
car insurance kya hai car insurance ki puri jankari hindi me

Hello, dosto aaj me aapko car insurance kya hai iske bare me share kar raha hu agar aap car insurance karwane ja rahe hai ya uske bare me pata karna chaiyte hai to me apko iss topic me yahi batane wala hu Bahut se aise log hote hai jinko iske bare me nahi pata hota aur wo dusre ke bahkave me aa jate hai aur apna nukshan kar lete hai

to sabse pahle apko iske bare knowledge honi chaiye agar aapko nahi pata hai ki car insurance kya hai to pahle iske bare me sirf aas-pass logo se pata karte rahe and aap soch rahe hai me apko insurance company me kyu nahi jane de raha hu  kyuki aaj kal company ke agent apne fayde wali scheme batati hai

Matlab sabko alag-2 scheme deti hai usme apna fayda dekhti hai to aap pahle all company me jakar sari scheme dekh le aur apne aas-pass logo se jarrur puche. aur jo company me aapko accha offer de rahi ho ussi se insurance karaye.

Car Insurance Kya Hai ? Car Bima In Hindi

Contents

Apko bima ke bare me to jarrur pata hoga ki bima karane se kiya fayda hota hai to apko fayda nahi pata to me apko batata hu bima ko aap warranty bhi bol sakte ho jaise ki aap iss duniya me aaye ho to aapki warranty koi nahi de sakta

kyuki yeah natural hai Jo god ne banaya hai uski warranty bhi god hi dega but hum baat kar rahe hai car insurance ki aapko pata hi hai car human (inSan) ne baniye fir warranty apko company hi degi

agar aap bima karate hai company ko paise ke hisab se fayda degi agar nahi karate hai to apko normal warranty milegi

Jo new car buy karne par sabko milti hai. saral sabdo me bola jaye to agar aapki car ka insurance hai to car ka accident ho jata hai to insurance company uski repairs ke liye pay kaegi,

Car Insurance Karane Se Pahle Kin baaton ka Dhayan Rakhe ? in hindi

1. Jab aap bima karwane jate hai aap sabse pahle jitni bi company apke location par local me hai un company ki sari details ( fayda aur package jarrur dekhe ) pata kare Jo company apko fayda deti hai usme hi bima kare aur agar apne new car li hai ya lene ja raha hai

wo apko bima karwane ke liye bolege aap  waha insurance mat karwaye means aap unko kuch din ka time de aur company me pata kare agar wo apko acha aur fayda wala insurance de rahe hai to le le aur dursi company me aapko usse accha offer mil raha hai to waha se bima karaye.

2.aur last baat yeah hai bima apki car ki conditions aur older per depend karta hai agar apki car old (purani) hai apke paise kam lagnge aur shyad validity bi kam mil sakti  hai isliye jayda old car ka bima na karaye.

Car Insurance Ke fayde (Benefits) –

Jab aap bima kara lete hai to insurance company se aapko 1 year tak validity milti hai  matalb aapki car agar tut-fut jati hai ya aapko  apko chot lag jati hai to isska Sara kharcha company hi uthati hai aur apki car kahi par chori ho jati hai to company apko 1 month ke ander apki car dhundi hai

ya fir apko new deti hai ( ye sirf unke liye hota hai Jo mehnga bima karate hai aur complete hone par khud company apko new car deti hai ) car insurance me bhi bhut si tarah ke plan hote hai

aur unme aapko alag alag offfer milte hai ye aapko select karna hota hai ki aapke liye konsa plan best rahega aur us hisab se aap bima kara sakte hai,

Conclusion – 

Friends apko Maine full details ke sath apko ache se samjaya hai agar apko post me koi kami ho to ya kuch samaj na aaya ho ya fir apka koi question to pleze comment jarur kare aur apka answer apko 2-4 hour me mil jayga. or esse or bhi post padhne ke liye humari site ko subscribe karle jisse aapko new post ki notification aapke email par mil jayega or iss post ko apne dosto ke social media site par share jarur kare.

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here