EK Mobile Phone ko Dusre Mobile Phone Se Compare Kaise kare

6
ek mobile phone ko dusre phone se compare kaise kare full detail in hindi

Hii friends Ek mobile phone ko dusre phone se compare kaise kare how to compare one mobile to other mobile in hindi ye me aapko iss article me batane wala hu. friends agar aap new mobile buy karne ke bare me soch rahe hai to ye post aapke liye bhut helpful hoga issme me jo tarika aapko batane wala hu vo aap mese bhut se log nahi jante honge.

aaj kal market me daily new smartphone launch ho rahe hai or unme tarah tarah ke features add rahte hai. internet user ki sankhya days by days badhti ja rahi hai or issi ke chalte unme smartphone ka craze badhta ja raha hai.  ye rahi technology ki baat ab me main point par aata hu.

Mobile Phone ko Compare karna kya hai ?

Contents

friends compare ka hindi meaning hai tulna(рддреБрд▓рдирд╛ рдХрд░рдирд╛) matlab hum jab ek chij ki dusri chij se tulna karte hai to usse compare bolte hai. smartphone me bhi aap ek phone ko dusre phone se compare karne ka matlab hota hai ki unke features ko dekhna ki kis ess ek phone ke kitne features dusre se same hai ya usme kitne jayda features hai

or issme kitne kam features hai ye sabhi mobile compare me pata hai issme aap phone ki ram, internal memory,  real camera pixel , front camera pixel  processor, color etc sabhi chije compare kar sakte hai.

Ek  Android Mobile Phone ko Dusre Phone se Compare kaise kare – Full detail

yaha me aapko 2 method batane wala hu pahle method android user ke liye or dusra method pc user ke liye hai in dono me kisi bhi method ka use karke aap aasni se apne ek mobile ko dusre mobile se compare kar sakte hai. vaise to isske bare me sabhi log jante hi hai lekin agar aapko nahi pata hai to iss post ko read karke aapko pata chal jayega.

1 Mobile phone ko dusre Mobile se Compare kaise kare – Using android

  • sabse pahle aapko ek app download karna hoga jisska name hai Mr phone search and compare  iss app ko aap google play store se download kar sakte hai ya isse direct download karne ke liye niche download  Mr Phon par click kare.

Download MR Phone

tap-on-skip

  • ab iss app ko open kare aapko yaha iss app ke bare me bataya jayega ki ye kaise work karta hai skip par click karde.

tap-on-finish

  • ab ek or page open hoga issme finish par click karde.

tap-on-right-icon

  • aapko ab ek new window dikhegi jissme tap on make a search and go likha hoga issme right wali icon par click karde.

tap-on-later

  • ab aapse country choose karne ke liye bola jayega. agar aap apni country choose karna yani chunaa chaahte hai to choose par click karde nahi to later par click karke aap baad me bhi apni country choose kar sakte hai.

tap-on -1st-compare-option

  • ab aap isske dashboard par punch jayege yaha aapko 2 campare ke option dikege pahle wale option par click kare.

search-any-phone

  • ab ek search box jaisa option open ho jayega yaha aap jis bhi phone ko dusre se compare karna chahate hai uska name dale vo mobile aapko niche dikhne lagega fir uspar click karde jaisa ki aap uper screenshot me dekh sakte ho.

tap-on-socond-option

  • ab ek phone ho jayega ab dusre wale compare option par click kare

search-samsung-galaxy-j-7

  •  yaha us mobile ka name dale jissko aap pahle wale se compare karna chahate hai fir uska niche image dikhne lagega uspar click karde.

compare-phone-features-xiomi-mi-6-plus-samsung-galaxy-j-max

  • Now dono mobile aapke samne honge yaha unke features jaise operating system, screen size, dimensions, resolution, pixel destiny, real camera, battery storage, ram, rom etc sab kuch dikh jayega.

Android Smartphone ko Dusre Android Smartphone se compare kaise kare using Compute / PC / laptop

  • sabse pahle aapko apne computer me ek site open karni hai jis ko direct open karne ke aap niche go to gedgetsnow par click kare

Go to Gadgetsnow

select-add-device

  • ab yaha aapko campare mobile phones wala option dikhega jissme aap ek sath 4 mobile ko compare kar sakte hai. yaha add device ke 4 option hai. aap in add device par 1-1 karke sabhi me un mobiles ko select karle jinko aap compare karna chahate hai.

tap-on-compare

  • ab device select karne ke baad blue color me compare wale option par click karde.

now-you-see-all-mobile-features

ab aap dekh sakte hai ki aapke sabhi phone ki specifications Performance Display Storage Camera Battery ram etc sab features aapke samne hai.

Important

friends ab aap jan gaye honge ki EK Mobile Phone ko dusre mobile phone se kaise compare karte hai ye gadget and tech se related post aapko accha laga to isse apne dosto ke sath social media par share jarur kare or aapko iss post me kuch smajh me na aaya ho to comment karke jarur bataye

or essi or bhi android tricks se related post ki notification apne email par received karne ke liye humari site ko abhi subscribe kare.

6 COMMENTS

  1. hi bro ek phone ko maine hard reset kardiya ab o Gmail id mang raha hai obhi jis Gmail se o pahle add tha kisi aur
    Gmail se nahi khul raha hai kya karu fast
    mere Gmail pe batai ye ya isi pe please fast ya imo no. 9807206479 fast mere imo pe batai ji

    • agar aapne phone hard reset kar diya hai or gmail id mang raha hai or gmail ko skip karne ka option nahi aa raha hai to aapka phone locked ho gaya hai ab vo vahi gmail se open hoga jo usme pahle login tha thanks.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here