Computer Folder Me Apna Photo Kaise Lagaye Or Add Kare

0
computer folder me apna photo kaise lagaye or add kare

Hii friends computer folder me apna photo kaise lagaye, computer folder icon change kaise kare ye aap iss article me janege, dosto jaisa ki aap jante hi honge computer me kisi bhi file jaise image, video, document ko store karne ke liye folder ka use hota hai issme aap koi bhi file store kar sakte hai,

aapke computer me aapne bhut se folders banaye honge aur unko alag alag name bhi diya hoga, or unme aapka alag alag prakar ka data jaise image, video, documents etc bhi hoga

or bhut se log apna data jaise songs, movies, games etc alag alag folder me store karke rakhte hai, lekin jaisa hi aap jante hi honge ki aapke computer ke sabhi folder ek jaise hi show hote hai to ek hi color ke show hote hai jo ki bhut boring lagta hai

maine apni ek post me computer ke folder ka color change karne ke bare me bataya tha lekin iss post me aapko ek bhut hi kamal ki information share karne wala hu jisme computer folder icon change karne ka tarika bata raha hu. computer folder me apna photo lagane ke bare me sunkar aapko thoda ajeeb lag raha hoga lekin essa possible hai,

isse aapke computer folder pahle se jayeda acche aur attractive show hote hai aur koi bhi aapki hard drive open karta hai to usse aapke folder pasand aa jate hai kyoki vo sabhi pc ke jaise ek hi color ke nahi hote hai balki waha par folder par aapko apna ya jiska bhi pic aap lagte hai uska picture show hota hai.

Computer Folder Me Apna Photo Kaise Lagaye Traika Hindi Me

Contents

computer ke kisi bhi folder me aap apna photo lagana chahte hai to easily essa kar sakte hai aur isske liye aapko kisi bhi site se koi software download nahi karna hoga

aapko sirf apni photo ko icon me convert karna hoga essa aap photoshop ka use karke kar skate hai agar aapke computer me photoshop bhi nahi hai to bhi aap online site ka use karke essa kar sakte hai bhut se computer me windows 7, 8, 10 etc install rahti hai

lekin agar aapke computer ki storage yani yani hard disk 500gb ya isse kam yani 250gb ki hai aur ram 1gb hai to aap jayeda software apne pc me download karte hai to issse aapka pc hang hota hoga,

issliye aapko sirf unhi software ka use karna chahaiye jo aapke pc ke liye jaruri hai aur esse software jinko aap bhut kam use karte hai ya aapke pc me esse hi pade rahte hai unko uninstall kar dena chahiye, to me aapko yaha par computer folder me aap apna ya kisi ka bhi photo kaise laga sakte hai

iske bare me jankari share kar raha hu, aapke computer me koi bhi windows jaise windows 7, 8, windows 10 etc ho aap sabhi windows me iss method ka use kar sakte hai

aur lagbhag sabhi windows me hume jo pahle se folder milte hai vo same color aur ek jaise hi rahte hai jo ki sabko acche nahi lagte hai to unki jagah par aap apna photo laga sakte hai.

Computer Folder Icon Change Kaise Kare ?

  • sabse pahle aap jis photo ko apne pc folder pe lagana chahte hai usko aapko iCO me convert karna hoga jaise ki maine bataya ki aap photoshop, pixaby ya koi bhi photo editing app ka use karke essa kar sakte hai
  • lekin aapke computer me koi photo editing app nahi hai to aap online site ka use kar sakte hai isske liye aapko iCOconvert ki site par jana hoga, jispar yaha se ja sakte hai
  • ico convert ki site par jane ke baad yaha par sabse pahle aapko upload an image wala option show hoga yaha par browse par click karke aapko apne us photo ko apne pc se select karni hai jisko folder par lagana chhate hai or fir photo select karne ke baad upload option par click karde.
  • fir aapki photo successfully upload ho jayegi agar aap apni photo ko crop karna chahte hai to crop option ka use karke essa kar kar sakte hai. or fir apply style wala option show hoga yaha par aapko tarah tarah ke style jaise heart, circle shapes etc show honge aapko inmese kisi ko select nahi karna hai.
  • or fir select tha ico format wala option show hoga yaha par ico for windows 7. windows 8, vista and XP Pahle se select hoga or kuch option jaise png, favicon icon for your website etc show honge inmese aapko customize size wale option par click karna hai aur 128×128 select kar dena hai.
  • or fir convert ICO Wale option par click karde, now aapki photo successfully ICO Me convert ho jayegi aur fir use download ICO par click karke download karle.
  • ab apne computer ko open kare aur desktop par this pc wale option par click kare aur jis bhi drive ke folder par photo lagana chahte hai us drive me jaye.
  • fir aap jis bhi photo me photo lagana chahate hai uspar mouse se right click kare aur fir aap kuch opption show honge unmese properties wale option par click karde aur fir aap folder ki setting me paunch jayege yaha par general, sharing, security etc option show honge inmese customize wale option par click kare.
  • now aapko yaha par change icon wala ek option show hoga uspar click karde.
  • than change icon for new folder wali window open jayegi yaha par aapko bhut sari icon show hogi inmese kisi ko bhi select nahi karna hai aapko yaha par Browse wala ek option show hoga uspar click karna hai aur fir us photo ICo Ko select karna hai
  • jo aap folder par lagana chahte hai dyan rakhe yaha par aapko ussi ICo ko select karna hai jise aapne photo se ICO me convert kiya hai or fir ok par click kar dena hai.

Now fir setting save karne ke baad aap refresh button par click karke dekhe aapke folder par photo add ho jayega agar aapke folder par abhi bhi photo show nahi karta hai to ek bar apne computer ko log off, ya restart karke dekhe , aapke folder me aapka photo show hoga.

Important –

Dosto PC Folder Me Khud Ke Photo Kaise Lagaye, Computer Folder Me Apna Photo Kaise Lagaye ye aap seekh hi gaye honge ye jankari agar aapke liye useful rahi to isse dusre dosto ke sath me social media site par share jarur kare aur essi or bhi computer tricks se related post read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here