Mobile Phone Se Facebook Connected Apps & Games Remove Kare

4
facebook connected apps and games remove kare

Hi friends Mobile Phone Se Facebook Connected Apps And Games Ko Removed Kaise kare  ye aaj me aapko iss post me batane wala hu.  Dosto Facebook par hume apps and games bhi milte hai. Ye aap mess bhut Se log nahi jante honge. jaisa ki aapko pata hai ki Facebook ek bhut hi popular social media platforms hai  jisme hume bhut Se features milte hai. Jaise Autoplay video feature, stickers,  Live video Streaming Features, etc.

but inke alawa bhi me bhut Se esse features hai Jo sabhi log nahi jante jaise ki apps and games hai Facebook  par aap game bhi play kar sakte hai. Facebook par hume Ludo, Super Bowing, 8 ball Pool, Solitaire, pack man etc games milte hai.  And face changer, Instagram etc jaise apps bhi milte hai

in apps and games ko run karne ke liye aapke phone me messenger  hona jaruri hai agar aapke mobile me messenger nahi hai to play store se isse download kar sakte hai.

Facebook Connected Apps And Games Kya Hai Aur Kyo Remove Kare ?

Contents

Facebook par Hume bhut Se online apps and game milte hai jaise 8 ball pool, solitaire, super bowing, pack man etc. In game ko aap apne Facebook friends me sath bhi play kar sakte hai and esse hi bhut si apps bhi aapko iss me milte hai

jab aap in games ko apne Facebook account Se play karte hai to ye aapke account Se connect ho jate hai and bhut si apps essi rahti hai jinme aapko sign up karna hota hai aur unme facebook se login karne ka bhi option hota hai to almost sabhi log un apps me apne fb account se login kar lete hai aur vo apps bhi aapke account se connect ho jati hai.

Esse hi aap agar koi apps ya games Google play store Se download karte hai or ussme aap apne Facebook account register karte hai to vo bhi apps and games aapke account Se connect ho jata hai.

Facebook Se linked Apk & Games Ko Kaise Delete Kare 

Friends aap Jo bhi apps and game facebook Se use Karke hai ya kisi games me issse register ya sign up karte hai to vo aapke Account Se connect ho jati hai isse us apps ya games  ko aapke  account ko access Karke ki permission bhi mil jati hai.

Yani agar aap kisi essi apps me Facebook Se register ya connect kar lete hai. Jo trusted nahi hai to vo aapke fb account ko bhi hack kar Sakti hai issliye apne account ki security ke liye aapko essi apps and games Jo aapke Facebook account Se Connected hai or jaruri nahi hai unhe disconnect ya delete kar Dena chahaiye.

Facebook Connected Apps Games Remove Delete Kaise Kare – Full Detail

Friends agar aap bhi ab aapne FB account Se Connected app ko remove karna chahate hai or aapke pass computer nahi hai ya aap apne phone ka use karke fb Connected apps and game ko disconnect karna chahate hai

to aaj me mobile user ke liye ye method share kar raha jisska use karke aap asani Se apne Android mobile Se Facebook Connected apps games ko remove ya uninstall kar sakte hai.

Mobile Phone Se Facebook Connected Apps & Games Ko Kaise Hataye ? Delete Kare

  • Ssbse pahle apne mobile me FB app open kare or agar aap apne account me login nahi hai to apna number ya email and password enter kar apne fb account me login kare.

3-line-and-account-setting

 

  • Ab yaha aapko right side 3 line dekhegi unpar click kare or niche last me aapko account setting ka option dikhega uspar click karde.

facebook connected apps ko hatane ka tarika

  • Account setting me jane ke baad aapko niche apps ka option dikhega uspar click karde.

logged-in-with-facebook

  • Ab yaha aapko 1st option Logged in with facebook dikhega iss option par click karde.

Note – yaha ab aapko apni sabhi apps and games dikhne lagege jo aapke FB account se connect hai yaha par 2 option dikhege 1st sharing with friends and 2nd sharing with only me 1st option sharing with friends ka matlab hai ki aapne jo application apne account se connect kar rakhi hai

vo aapke account se aapke fb friends ko kuch bhi share kar sakti hai and sharing with only me ka matlab hai ki iss apps and games ko aapke facebook account ko access karne ke permission hai aap in dono option me jitni bhi apps hai sabhi ko remove kar sakte hai.

click-any-apps-and-games

  • ab aap jis bhi app ya game ko remove karna chahate hai uspar click karde.

facebook connected apps ko delete kare

  • fir yaha aapko niche remove app ka button dikhega uspar click karde.

confirm app

  • Remove app button par click karne ke baad ab aapne dubara confirm karne ke liye bola jayega ki aap such iss app ko remove karna chahate hai dubara remove par click karke confirm karde.

isss tarah friends Now aapne apne facebook account se connected app ko remove kar diya hai.

Dosto smartphone ka use karke Facebook Se Connected Apps & Games  Delete Kaise Karte Hai wali ye information agar aapko acchi lage to isse apne other friends ke sath social media site par share jarur kare or aapko iss post me kuch samjh na aaya ho to comment karke jarur baatye or essi or bhi FB tricks ke liye humari site par visit karte rahe.

4 COMMENTS

    • aap mobile ya computer kisi se bhi blog bana sakte hai blogger par free blog banane ki post maine already share ki hui hai jisse aap blogging category me jakar read kar sakte ho.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here