Facebook Dangerous Code jo aapki Facebook ID crash block kar sakta hai

10
facebook dangerous code jo aapki facebook id 2 secound me crash block kar sakta hai

Hii friends aaj main aapko Facebook Dangerous Code ke bare me batane wala hu ye facebook ka sab se dangerous code aapki facebook id ko crash tak kar sakta hai. Aaj kal sabhi log fb ki new tricks ke bare me search karte rahte hai maine apni site par already FB se related bhut si post ki hui un sabhi ko direct ek sath read karne ke liye aap yaha click kar sakte hai. Aaj hum baat karne wale hai facebook dangerous code ke bare me ┬аjo aapki facebook id ko 1 ya 2 second me crash destroy kar sakta hai.

Facebook Dangerous Code kya hota hai ?

Contents

Ye ek 6-8 digit ka code hai jo aapki id ke liye bhut hi dangerous yani khatarnaak( рдЦрддрд░рдирд╛рдХ) hai aapne internet par dekha hoga ki facebook hack ki bhut hi post internet par pahle ki hui hai. Lekin unse aapko koi fayda nahi hoga. Matlab ye un sabhi ae jayda helpful hai matlab ye aapki id hack block kara sakta hai. Yani isse kisi ki bhi facebook id hack block kar sakte hai.

┬аWhat is Facebook Dangerous Code in hindi

Issko aap niche dekh sakte hai-

http://34255353309

Jaise ki aapne uper dekha ki ye 10-11 ┬аdigit ka code hai apko abhi yakin nahi hoga lekin ye sach me bhut hi kharnak hai issliye iss code ko use karke na dekhe nahi to aapki id blocked ho sakti hai or fir recover hogi ya nahi ye pata nahi hai.

Facebook Dangerous Code ka use kaise kare ( kisi ka bhi Facebook account blocked kaise kare)

  • Sabse pahle dangerous code ko copy karna hai jisse aap niche codebox┬аmese copy kar sakte hai.

  • Ab issme aapko http:// ye hatakar ke jiska facebook account blocked karana chahate hai use ye message karna hai ya usse comment me ye number type karana hai.

Note – main ye aapko clear kar du ki agar aapne jaisa ka vaisa jaise humne aapko jo dangerous code bataya hai vo kisi ko message dwara ya comment karke send kiya to aapki id 2 second me blocked ho jayegi. Issliye apne jis friend ya kisi ko bhi ye send kar rahe hai to http:// ye hatakar send kare.

  • Ab aapne only number apne friends ko send kar diya hai. Ab aapko ussko number send karke ye bolna hai ki iss code ke aage http:// essa likhne par magic ( рдЬрд╛рджреВ ) hoga.
  • Matlab aapko kisi tarah se jisska account hack karana hai use ye pura code enter karwana hoga. Viase hacker ye kaam bhut hi asani se kar lete hai vo aapko ek image dete hai jisspar likhte hai ki aap iss number ko HTTP ke sath use karege to magic hoga issi tarah aap bhi apne friends se ye code pura enter karke commnet karne ke liye bol sakte hai ya kisi ko message karne ke liye bhi bol sakte hai.
  • jab koi ye facebook dangerous code ka use karke kisi post par comment ┬аkarega uska account 2-3 secound me hi block ya crash ho jayega.

Important-┬аYE trick sirf issliye share ki gayi ki isse logo ki help ho matlab ab aapko ye Dangerous code koi send karta hai or aapse isse enter karne ke liye bole to kabhi bhi usski baat na maane nahi to fir aapka account humesa ke liye destroy ho jayega. issko bhut se hacker use karte hai issliye users isse kaise bach sakte hai ye batane ke liye ye article likha gaya hai ye trick sirf or sirf knowledge ke liye share ki gayi hai isska misuse na kare and agar aap iss dangerous code se kisi ki id blocked kara dete hai to baad main aapko koi problem hogi to usske jimmedar aap khudh honge issme hum or humari site allhindihelp ki koi bhi jimmedari nahi hogi.

friends aapko facebook dangerous code wala ye post kaisa laga accha lage to share jarur kare jisse aapke friends ki bhi help hogi. or esse or bhi fb se related post read karne ke liye or tricks sikhne ke liye humari site ko visit karte rahe..

10 COMMENTS

  1. Bhai ye tricks kam work nahi ho raha hai. koi working tricks batao mera account block karna hai verification karne k liye.

  2. Sir assalam o Alaikum!
    Sir muJhy aik aadmi ki id block krni hai q k wo har roz meri id ko block kr raha hai and wo muJhy bht tang kr chuka hai mai chahta hon k mai bhe oski id hamesha k leay band krdu thanks

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here