Facebook Page Par Blue Tick Kaise Lagaye (VERIFY FACEBOOK PAGE)

37
Facebook page par right blue tick mark kaise lagate hai hindi me jane

Hello friends Facebook Page Par Blue Tick Mark Kaise Lagaye, Facebook Page Ko Verify Kaise Kare In Hindi ye main aapko iss post me batane wala hu. FB ek popular social networking site hai jiski bhut si trick internet par aapko mil jayegi.

Isske new features ki baat kare to isme emoticon, sticker add kiye hai, aur ab aap panorama 360 degree ke image ya photo bhi ispar upload kar sakte hai,  or auto play video feature bhi facebook ne add kiya hai.

Ab main aapka jayda time na lete huye topic par aata hu. Friends aapne dekha hoga ki bhut se pages  par aapko blue tick mark ya check mark dikhta hai. Bhut se logo ka question rahta hai ki ye blue tick mark apne facebook page par kaise lagaye ya add kare.

‘Facebook Page Main Name Ke Baad Jo ek sahi ka Nishan Banta hai blue colour  ka Wo kaise banta hai’  ye question mujhse anurag ji ne fb par pucha. Aaj mai unke sath sath aap sabhi ko batata hu ki aap kaise apne Facebook page par right blue check mark add kar sakte hai.

Facebook Page Par Right Blue Check Mark kya hota hai ?

Contents

Friends aapne Facebook par dekha hoga ki bhut se celebrity or business or brand etc ke paj par name ke aage right mark dikhta hai agar aap sochte hai ki ye mark jayda likes ki wagah se dikhta hai or aap galat soch rahe hai kyoki aise bhut se pej hai jinpar 10000 likes hai phir bhi ye blue tick mark nahi dikhta. Ye ek verification ka Nissan hai.
 
Jo show hoga jab aapka facebook page verified hoga. Facebook pege par blue tick mark dekhane ke liye aapko apna facebook page verify karana hota hai bina pej verification ke aap ye Nissan apne pej par nahi laga sakte hai. Agar aap nahi jante ki ki ye blue right tick mark kaise dikhta hai to niche screenshot dekhe.
facebook-page-verified-kaise-kare

Facebook Page Par Blue Tick Kaise Lagaye ?

facebook page par right (sahi) blue (nila) check(tick) mark(Nisaan) kaise add kare(lagate hai) Agar aap bhi apne facebook page par right tick mark lagana chahate hai to asani se iss post ko padkar laga sakte hai. Main yaha aapko ek best trick bata raha hu jisse aap asani se apne fb pej ko verify kara sakte hai.

Lekin usse pahle main aapko iss mark ke bare me thoda or batata hu. Iss right mark ka sabse bada  fayda ye hai ki issse aapka pege professional dekhta hai or bhut se log isske karan usse likes bhi kar dete hai.

or ye dekhne me bhi accha lagta hai and verified  dikhta hai iss right blue check mark ko lagana jaruri to nahi hai lekin isse add karke aap apne pej ko shandar dekha sakte hai.

Facebook Page Ko Verify Kaise Karate Kai

Facebook page par right blue tick mark lagane ke yaha main aapko 2 method bata raha hu 1 tarika android mobile se or dusra computer wala hai

1.  Android mobile

  • Jaisa ki aap Niche screenshot me dekh sakte hai ki page verification india me uplabdh nahi hai issliye sabse pahle aapko united states ya other country jaise itly japan etc par apni id banani hai ya aap fir kisi VPN ka use kar sakte hai.

facebook-not-accept-gray-verification-in-india

  • Ab aapko google play store se next plus sms text+ call app download karna isse direct download karne ke liye niche get it on google play par click kare.

Download NextPlus App

  • Ab iss app install hone ke baad ko open kare.

install-next-plus-app

  • Ab aapko issme ek form dikhega jisse aapko fill karna hai

fill-form-first-last-name-email-password-etc

  1. Apna first name dalna jai.
  2. Apna last name dalna hai.
  3. Apna birth date dale.
  4. Gender select kare.
  5. Apna email id dale.
  6. Password dalna hai
  7. I agree term and condition  wale par box par click kare
  8. Finally text+ par click karde

copy-the-number

  • Ab aap next plus free sms app ke dashboard home par puch jayege yaha aapko ek Number dekhega usse. Copy kar le.

now-click-on-3-dots

  • Ab apne Facebook id me jaker apna page open kare  Or right side me 3 dots par click kare.

tap-on-edit-setting

  • Ab Edit  Setting par click kare.

choose-General-option

  • General par click kare. fir aapko verify your page par click karna hai.

paste-the-number-and-tap-call-me-now

1. Ab aapne jo number copy kiya tha use yaha paste kade.
2. Call me Now par click karde.
enter-verficiation-code-and-continue
  • Aapko facebook ki taraf se ek call aayega. jisame verification code bataya jayega usse aapko verification code wale box me dalna hai. Or Continue par click karna hai iss tarah aapka pege verify ho jayega

follow-the-image-instruction

  • Ab aap dekh sakte hai ki aapke page par blue badge ho gaya hai.

2. Computer ya pc

  • Sabse pahle aapko apne pc me ek VPN download karna hai jiska naam hai hai hola VPN hai isse internet se downlaod kar sakte hai.
  • Ab iss vpn me united state ka server select karna hai. Or fir niche go to the link par click kare
 
 
  • Link par click karne ke baad aapke samne blue badge ka form hoga jisame aapko apne asli ya nakli document upload karna hai

tap-on-choose-file-and-send

  1. Choose file par click kare or apne original ya fake document upload kare
  2. Or send par click karde.

Iss tarah 24-48 hours me aapka facebook page verify ho jayega or usparpar blue badge yani right blue tick mark create ho jayega.

Important– ye sabhi tips aap apne risk par hi follow kare kyoki isse aapki id disable bhi ho sakti hai. Agar aapko in tricks se koi nuksaan hoga to uske jimmedari aapki hai issme Allhindihelp site jimmedar nahi hogi.

Friends agar aapko ye post accha laga to isse apne dosto ke sath social networking site par jarur share kare or aapko iss post me kuch samaz na aaya ho to comment karke jarur bataye or essi or bhi post read karne ke liye abhi iss site ko subscribe kare or latest post ki information apne email par paye.

37 COMMENTS

  1. Mene id create kari fir mene page create kia uspe 10,000 likes he or ab page pe genrel me verified page ka option hi nai aa rha he sir help me ya to fir aap muje esa koi 1 page create karke do na ….

  2. Aapne ye post sahi nahi read ki hai. maine ye nahi kaha ki page verification ke liye 10000 ya ussse jayda like hona jarurri hai. india me page verification Available nahi hai. issliye aapko page verify karane ke liye vpn ka use karna hoga. sabse pahle google play store se koi bhi vpn downlaod kare fir usme united states ka server select kare fir post me bataye instuctions ko follow kare or essi or bhi post read karne ke liye keep visiting allhindihelp.com

    • Sir Maine Hola Vpn Open Kiya Uske Baad Japan Country Select Kiya Hu Fir Facebook open Karke Ke Baad Page par Gaya setting Par Bhi gaya Waha par Verify Your Page Ka Opetion Nahi Aa raha Kya Karna Padega

      • aap kuch time wait kar sakte hai agar fir bhi facebook page verify ka option nahi aaya to aap uk ka server select kare and apne page par like badhaye jisse blue tick mark add karne ke chances jayeda rahte hai and maine facebook page verify karane ki or bhi post ki hai jinhe aap facebook category me jaker read kar sakte hai..

    • agar aapne Next plus app me account create kiya hoga to aapko number bhi mila hoga. agar number nahi mila hai to aapne kuch steps follow nahi kiye honge aap dubara account create kare or apni real detail fill kare. or facebook account verify karane ka aap dusra tarika use karna chahate hai yaha click karke post read kare.

    • nahi bro india me facebook page verification available nahi hai. or india me celebrities ki id verify hai jinpar blue badge hai. or agar aap india me facebook id verify karane ke liye aapko uk ka server ya vpn hi use karna hoga..

  3. Sir Maine Uk Ka Bhi Karke dekha but Nahi Aa raha Kya aap Mujhe Karke de sakte Ho Mere paas do page hai 1 page me 6000 Like Hai dusree 4000 Like Hai Aap agar karke de donge to bahut Meharbani Hongi

    • mamun ji aapka facebook page aapko hi verified karana hoga. main use verify nahi kara sakta kyoki agar main aapka facebook page verify karunga to sabhi log mujhese apna page verify karane ke liye bolne lagege. main sirf facebook page verify karane ka tarika bata sakta hu use follow aapko hi karna hoga..

    • agar sabhi option sahi se follow karne par bhi number ka option nahi aa raha hai to aap other method se bhi facebook page verify karake apne facebook page par blue tick mark add kar sakte hai isske liye aap humari site ki facebook category se related post read kare. waha aapko facebook page verification ki sabhi post mil jayegi..

  4. Bhai mene next plus vpn kra leken mere page me genral me jaker page verification ka option nhi aa rah me kya kru plzz help me.?

    • Nitin ji next plus koi vpn nahi hai ye ek call and massaging ki app hai jisme aapko US ka number milta hai. aapne post sahi se read nahi ki hai issme maine bataya ki aapko sabse pahle vpn ka use karke yani hola vpn hai turnal vpn kisi ka bhi use karke us ip par apni facebook id create karni hai id create karne ke liye aap iss next plus app me jo number rahta hai usse id bana sakte hai lekin vpn ka use karke us server par id banani hogi or vpn or next plus se dono app alag alag hai issliye aap pahle facebook page verification ki ye post sahi se read kare and aap facebook category me jakar dekh sakte hai waha aapko page verification ki or bhi post mil jayegi.

    • facebook page verify karane ka option india me available nahi hai issliye aapko other country ki ip se page verify karana hoga jisske liye aapko vpn use karna hai isski full detail post me already hai aap facebook category me jaye waha fb page verification ki sari post mil jayegi.

    • aap khud bhi apne facebook page blue badge add kar sakte hai and isska tarika maine pahle hi share kiya hua hai. jisse aap facebook category me jakar read kar sakte hai.

  5. Bhai Verify ka option kahi nhi ara hai.. Or jo Tumhre screen shot me pta nhi kaise ara.
    Ye jo bolre hai inka page kardo fir verify agr tumne jo is post me likh hai wo sab bilkul sahi sahi hai. ye to fees bhi dere hai…..
    Tumne jo post me likh hai.. mene Waise hi ache se read karke kiya..But kahi verify ka option show nhi hu..
    Tabhi preshan hoke msg kiya..

    • sameer bro facebook apni policy update karte rahta hai and old feature ko hatakar new feature add kiye jate hai and maine ye post 4 se 5 month pahle ki hai and ye screenshot bhi pahle ka hai me iss post ko jald hi update karunga and maine facebook page verification ki aur bhi post ki hui hai aap unhe read kar sakte hai.

  6. рднрд╛рдИ рдкреЗрдЬ рдкрд░ рд╡реЗрд░реАрдлрд╛рдИ рдорд╛рд░реНрдХ рдирд╣реА рдЖ рдкрд╛ рд░рд╣рд╛

  7. Manish ji correct boliye only mujhe aapse koi problem nahin hai but mujhe janana hai blue mark kya hum aam insan ke fb account me lagta hai yea only celebrity account me please tell me

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here