Facebook Page Verification – facebook page ko verified kaise banate hai ?

31
facebook page verification - facebook page veriify kaise kare- full detail

Hii friends Facebook Page Ko Verify Kaise Kare ya Apne Facebook Page Ko Verified Kaise Banate hai ye main aapko iss article me batunga. Friends jaisa ki maine aapko pahle bhi kaha hai ki india me facebook page verification available nahi hai.

or agar aap india se hai or apne page ko verify karana chahate hai to uska tarika aapko iss post pura padhkar mil jayega issliye puri post read kare.

facebook ki agar baat kare to ye bhut hi popular social networking site hai jaha par aapko bhut sare feature milte hai. isspar aap new friend bana salte hai aur apne friends ke sath connected rah sakte hai, followers bana sakte hai, page aur group bhi create kar sakte hai.

Facebook Page VerificationFacebook Page Verify Kaise Kare

Contents

Bhut se logo ka ye question rahta hai ki me apna facebook┬аpage verify kaise karu┬а kyoki india me to page verification available nahi hai and isska main reason ye hai sabhi log apne account par blue badge yani right blue tick mark dikhana chahate hai.

And aapne Facebook par dekha hoga ki bhut se account par blue color me right tick mark show hota hai and jaydatar ye blue right mark celebrity ke account par hi show hota hai. lekin agar aap koi celebrity nahi hai to bhi apne page par blue badge add kar sakte hai. aapne isse related bhut se video dekhege honge

aurarticle bhi read kiye honge lekin fir bhi aap facebook page verification nahi kar paye to ye trick aapke liye hai. yaha par me aapko jo method batane wala hu vo working method hai aur bhut hi easy hai

And agar aap bhi apne page par blue tick mark add karna chahate hai to ushi ke bare me main aapko yaha batunga.

Facebook Page Verification Ke Fayde-

  1. blue badge add karne ke baad aapka facbook page professional dikhega.
  2. isse uspar likes bhi increase honge or jo log pahle aapke page ko like nahi karna chahate the vo bhi blue badge dekhkar use like karege.
  3. aapka fbpage celebrity ki tarah dikhega or dusre logo ko lagega ki ye brand hai issliye bhut se log or celebrity bhi usse like karege.
  4. ┬аisse un logo ko bhut fayda hoga ko facebook page se paise kamana chahate hai.

FB Page Ko Verified Kaise Banate hai

  • Sabse pahle aapko new facebook id create karni hogi aap ye id india ke server par nahi united state ya japan ya kisi other country ke server par banaye me aapko united state suggest karunga.
  • United states ke server par id banane ke liye aap android mobile phone me hola VPN ka use kar sakte hai and computer me google chrome browser me zenmate extension ka use kar sakte hai. Or inhe aap yaha se download kar sakte hai.
  • ┬аab vpn download and install karne ke baad ussme aap japan ya united state ka server select karle. and aapko issi server par fb id banani hai

Fb account banane ke liye email ya number ki jarurat hoti hai and uk ka number use karne ke liye aap primo app ka use kar sakte hai primo app ke bare me main pahle hi apni ek whatsapp wali post me bata chuka hu

jiski 2nd step me maine primo ke bare me bataya us post ko aap yaha click karke read karle and primo account create karke usme aapko ek united states ka ek number milega uska use karke fb account create karle

Fir aapko us id par apna page create karna hai agar nahi jante hai kaise kare to aap ye post read kar sakte hai.

facebook page kaise banaye

  • Apne facebook page me uk se related detail use kare jaise aap kisi shop ki detail use kar sakte hai kisi famous brand ki detail ya kuch bhi use kar sakte hai ye aap google par search kare.
  • And jab aap apna facebook page bana lenge to aapko uspar kuch Like bhi received karne honge kyoki bina like ke use verify karana thoda muskil hai.
  • Ab aap kuch days yani 3-5 days tak wait kare fir aapko facebook page verification ka option show hone lagega jisse aap facebook setting me general me jaker dekh sakte hai.
tap-call-me-now
  • Ab aapse yaha number manga jayega aapne jo primo app ka number tha vo dale or call me now par click karde.
enter-code-and-continue
  • ab┬аaapko primo app par call aayega or usme 4 digit ka code bataya jayega vo yaha dalna hai or continue par click karde.
  • Ab aapko message milega ki aapne facebook page verify hone ki request send kardi hai and ye 24 hours tak verify ho jayega.

Iss tarah friends aap asani se apne facebook page verification kara sakte or usme blue tick mark add kar sakte hai. ye method aap mobile aur computer sabhi device me work karega.

I hope friends aapko how to verify facebook page in hindi wala ye article aacha laga isse apne dosto ke sath share karna na bhule or aapko iss post me kuch samajh na aaya ho to comment karke jarur bataye or essi or bhi social networking site se related post read karne ke liye abhi humari site ko subscribe kare. or nayi trick ki information apne email par paye.

31 COMMENTS

    • pahle se bane facebook page ko verify karane ka tarika bhi same hai aap humari facebook se related category ki post read kare wha aapko facebook page verification ki all post mil jayegi..

  1. Sir Maine Ek facebook I’d baanye hai
    Woh bhi India ki bhaar ki Uned state ki
    Mujhe I’d aur Banye hoye 10 din ho gai
    Leken mare facebook page Mai verified ka option nahi Aarha hai Ab Mai kya kro ser mere help kijye ??

    • aapne agar united state se ek id banali hai to ussi id se apna page banaye or ussme us ki detail ka hi use kare or agar aapne pahle se page bana rakha hai to apne facebook page ki sari profile complete kare fir aapke facebook page me verify ka option aane lagega.

  2. Okkk Sir
    Sir Main agr Indonesia country ke Phone number se Ek I’d Baanyo to kya I’s id se Mai facebook page Baanyo to
    Kam kre ga..??

    Ya fer Thilend Country se

  3. Sir apka koi verify page hai to bataye hm dekhna chahte hai ke aap khud ke liye bhi aisa kr skte hai ya nahi

    • YES maine facebook page verification ka jo method share kiya hai usse maine bhi apna facebook page verify karaya hai and me aapko abhi us page ka link nahi de sakta kyoki vo page jayda link share karne ki wajah se unpublisted ho gaya or badge bhi hat gaya hai issliye abhi me kuch days me apne new verify karakar aapko uska link email kar dunga and aap iss post me bataye instruction ko follow kar apne par bhi blue badge laga sakte ho.

  4. Sir verification Fb page ko Banane ke Lyle kun se vpn ka us kro Uar kunse country Mai sat kro Mujhe Indonesia country se fb page Baana h Sir koi Achi sa Vpn link sand kr do..?

    • hola vpn ka use kar sakte ho aap. ye vpn play store me nahi hai issliye aap google par direct hola vpn likhkar search kare waha aapko hola.org name se site dikh jayegi. or us site se aap hola vpn ko download karke apne facebook page ko verify bana sakte hai.

  5. Sir Main jis Fron country se I’d baanyo
    US I’d se Main apne fb profile account ko veriy kr wha ke apne fb profile Mai blue tick mark Laga sakta ho woh (Mark Zuckerberg) jisa blue tick Mark??

    • Haa facebook id par bhi veified blue badge aap add kar sakte ho usski trick me kuch hi days me post karne wala aap us post facebook id me blue tick kaise add kare wali post ki notication apne email par pane ke liye humari site ko subscribe kar sakte hai.

  6. Bhai ye trick maine bahut baar use ki page verification ke douran jab mein verify karta hoon code likhta hoon to likha aata hai k listed phone number se verify karen.
    Bhai kya aap bata sakte hain k kaise phone number ko add kiya jaata hai website mein through the Facebook debbuger?

    • Aap apna number verify karaye ya agar aapka phone number add nahi hai to apne phone number ko facebook me add kare. jisske liye facebook me login kare or right side me down arrow par click kar setting par click kare ab aapko yaha mobile ka option dikhega uspar click kare or add mobile number par click karke apna number add karde fir aapke number par ek otp code aayega vo enter kare. than aapka number verify ho jayega and facebook me add ho jayega.

  7. kisi ko page verify karnaa hai to mujhe contact karo india me page verify ho jaaega wah bhi binaa ip change kie bager || main aapko page verify link open karwaa saktaa hu or page verify ki guranty nahi de saktaa kyoki page verify facebook par depend kartaa hai wah aapke page ko verify karneg yaa nahi ||

    • Yes Nadeem ji agar aapko facebook page verification ka koi tarika pata hai to yaha share kar sakte hai isse bhut se logo ki help hogi. thanks ЁЯЩВ

  8. Hey Bro ?
    Kiya aap muje ek page verify bana ke de sakte ho ?
    Plaese
    contact me Facebook: AfrasyabKhan.SA (Yeh user name hai mera iss ko facebook pe search karen meri id ajae gi)
    Please help karen meri

    • sorry bro me aapko facebook verified page banakar nahi de sakta. apna page aapko hi verify karana hoga me only aapko method bata sakta hu usse follow aapko hi karna hoga.

  9. Comment: mere fb page me to verified krne ka option hi nhi hai kya kru . kai likes v hai page me next+app me +1 Wala number mil gya hai ab kya kre

  10. Mere page pr 1 lakh 22hajar public he aur me chahta hu ki mera page verify ho jaye me bahut sare trick check kiye koi fayda nhi he

  11. BHAI JISNE PHLE SE HI INDIAN SERVER SE BANA RAKHA HO USKA LIE VERIFY NI HOGA KYA MAI EK MUSICIAN HU TOH MENE PHLE SE HI PAGE BANA RAKHA H TO WO VERIFY NI HOGA KYA AGAR AB BHI MAI US KI PROXY LAGAU TO

    • aap try kar sakte ho But i don’t sure ki verify hoga. maine facebook page verification ki aur bhi post ki hui hai aap unhe facebook category me jakar read kar sakte ho

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here