Apna Facebook Pages Manage Kaise Kare – FB Pages Manager

0
facebook pages manage kaise kare in hindi

Hii friends facebook pages manage kaise kare, apne sabhi facebook pages ko ek sath manage kaise karte hai isske bare me aap iss article me janege, dosto jaisa ki aapko pata hi hoga ki facebook ek bhut hi popular social media site site hai

jispar hum apne friends ke sath me online connected rah sakte hai, apne thoughts ko post ke madhayam se share kar sakte hai, voice aur video call kar sakte hai, apna page or group bana sakte hai etc or b hi bhut se feature hai jo hume fb app me milte hai,

facebook page aap mese bhut se logo ne page banaye hi honge aur kuch logo ke to bhut sare facebook pages hote hai jinko ek sath manage karne me unko problem rahti hai aur agar aapki bhi yahi problem hai to isska solution iss post me aapko mil jayega.

Facebook Pages Ko Manage Kaise Kare ? in Hindi

Contents

facebook page baanne ke baad uspar jayeda se jayeda likes or followers increase karne ke liye ussko sahi tarah se manage karna bhut important hota hai, kyoki aap agar apne page ko sahi tarah se manage nahi karte hai to uspar like aur follow nahi aate hai,

bhut se log facebook par jayeda pages bana lete hai aur fir unko manage karne me unko problem aati hai

aur sabhi pages par continuously post bhi nahi kar pate jispar unpar likes aur follows bhi nahi aate hai issliye iss post me aapko ek esse app ke bare me batane wala hu jiska use karke aap easily apne sabhi facebook pages ko ek sath manage kar sakte hai,

Facebook pages manage karna jayeda muskil to nahi hai lekin kuch log jab pahle pahle apna page banate hai to uspar bhut mahnat karte hai matlab uspar daily post share karte hai

aur apne friends ko bhi uspar like karne ke liye invite karte hai lekin jaise jaise unke page par like aane lagte hai vo fir bad me uspar work karna band kar dete hai

matlab ki post share nahi karte hai new page banakar uspar like or follow lane ka try karte hai lekin aap chahe to aap apne sabhi pages ko sath me bhi manage kar sakte hai aur unpar likes or follows bhi ek sath badha sakte hai. agara aapke pass pc nahi hai

aur aap apne mobile se hi apne sabhi pages par post share karna chahate hai or aapke page views kitne hai aur usko kon like kar raha hai ya kon unlike kar raha hai ye check karna chahate hai to easily essa kar sakte hai.

Facebook Pages Manage Kaise Kare Step By Step Jane

  • apne sabhi facebook pages ko ek sath maange karne ke liye aapko sabse pahle apne phone me facebook page manager name ka app download karna hoga isse aap play store se download kar sakte hai ya yaha se bhi kar sakte hai.
  • fb page manager ko apne phone me download or install karne ke baad open kare fir yaha par aapko email or phone aur password dalne ke liye kaha jayega yaha par aapko apna facebook email or phone number or password enter karna hai aur fir log into facebook par click karde.
  • fir aap successfully fb page manager app me login ho jayege yaha par aapko apne facebook account ke sabhi pages show karege yaha par aapke jitne bhi pages show sabhi ko dekh sakte hai.
  • aapko sabse uper page ke aage ek icon show hoga isspar click karne ke baad aapko apne sabhi pages show honge unmese kisi bhi page par click karke usko select kar sakte hai. fir us page se ki puri information jaise insights, messages, notification, and other setting aap yaha par dekh sakege.
  • Insights me aap dekh sakte hai aapke page ki kon konsi post reach hui hai aur post engagement aur new page likes bhi yaha par show hogi. yani aapke kis post ki wajah se aapke page par like aaye hai vo bhi aap yaha par dekh sakte hai.
  • or yaha par aap ye bhi dekhs sakte hai ki aapne week me ya month me kittni post ki hai aur aapke page par koi event host hua hai ya nahi ye bhi par show karega.
  • sabse last me yaha par aapko tool wala option show hoga yaha par apne page ki sabhi phots dekh sakte hai, jo post draft me yani publish nahi hui hai unko dekh sakte hai aur in post ko aapne scheduled kiya tha vo bhi yaha par show karegi. aur setting option me jakar aap logout bhi kar sakte hai .
  • Iss tarah friends aap apne sabhi facebook pages ko iss app ka use karke easily manage kar sakte hai or unpar new post bhi kar sakte hai.
  • iss tarah aapke facebook pages par like aur folllow aane ke chances badh jate hai.

Important

facebook pages manage kaise karte hai ye aapko pata chal hi gaya hoga aur iss app ka use karna bhi bhut easy hai jise koi bhi person aasani se use kar sakta hai.

Dosto apne sabhi facebook pages manage kaise kare in hindi, facebook pages ko manage karne ka tarika wala ye post aapko kaisa laga comment karke jarur bataye aur ye post agar aapke liye useful raha to isse apne friends ke sath me social media site par share jarur kare.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here