Facebook Par Aap Daily Kitna Time Spend Karte Hai Kaise Jane

0
facebook par aap daily kitna time spend karte hai kaise jane

Hi friends facebook par aap daily kitne time spend karte hai, me kitni der facebook use karta hu kaise pata karu agar aap bhi yahi janna chahate hai to ye post aapke liye hi hai, jaisa ki aap sabhi ko pata hi hoga ki facebook ek bhut hi popular social media site hai

jispar hum apne friends ke sath me online connected rah sakte hai, isska use karke apne friends ko voice or video call bhi kar sakte hai, or bhi bhut sare feature hai

jo hume fb app me milte hai, isskke inhi feature ki wajah isske user ki sankhya millions se billions me hai aur labhag sabhi logo isspar account hai, agar aap bhi facebook user hai to aap isspar jarur thoda ya bhut time spend karte honge

lekin kya aap janna chahate hai ki aap daily ya week me kitne der tak facebook app ka use karte hai to easily pata kar sakte hai.

Me Daily Facebook Par Kitne Der Online Rahta Hu Kaise Pata Karu ?

Contents

bhut se logo ka ye question hoga ki aap FB par kitni der online rahte hai ya kitne der tak facebook chalate hai pahle aap ye check nahi kar sakte the but abhi aap essa kar sakte hai, jaisa ki friends maine aapko apni ek post me bataya hai ki

aap agar bhut jayeda der facebook use karte to aap isske addict bhi ban sakte hai jo ki accha nahi hai issliye iss post ko read karke aap jan sakte hai ki aapne kitne der tak facebook chalaya aur kitni der tak isspe online rahe,

yaha par aap daily ke sath sath weekly bhi statics dekh sakte hai, aap mese bhut se logo ko pata hoga ki kisi bhi chij ka jayeda use karne se problem hoti hi hai chahe vo koi bhi chij ho jaise koi game, app etc agar aap usme apna jayeda bhut jayda time spend karte hai to aap uske ek tarah se addict ban jate hai jisse aapko bad me problem aati hai,

or only facebook hi nahi balki agar aap koi bhi dusri social media site or app par bhut jayeda time spend karte hai to vo bhi aapke liye nuksandayak ho sakti hai.

aap agar bhut jayeda der fb par online rahte hai to aapke friends bhi aapse kahte honge ki aap har time fb par online show hote hai, lekin agar aapko ye sahi se nahi pata ki aap kitne hours daily facebook par dete hai or online rahte hai to iss article ko read karke aapko ye pata chal jayege.

Aap Facebook Par Kitna Time Spend Karte Hai Kaise Jane Or Pata Kare

facebook par aap apna activity status to dekh hi sakte hai ki aapne apne kis friends ki post ko like kiya, or kiski post par comment kiya ya kiska reply kiya aur kisko friend banaya, kisko follow kiya etc lekin kya aap ye bhi pata kar sakte hai hai ki aapne facebook par kitne time spend kiya yani aap kitni der tak facebook use kiya to ye sunne me ajeeb jarur lagta hai

but essa possible hai, or isske liye aapko kisi bhi third party app ka use nahi karna hoga ye feature aapko fb app me hi mil jata hai,

facebook par aap daily kitna time spend karte hai ye jannne ke liye aapko apne mobile or computer me kisi bhi application ko download or install nahi karna hoga, pahle fb me ye feature nahi milta tha but abhi aapko ye your time on facebook wala feature mil jata hai jisse aap daily fb par kitna time online rahte hai ye check kar sakte hai

aur aap daily reminder bhi set kar sakte jisme aap ye set kar sakte ki aapko daily kitni der tak facebook ka use karna hai aur jitne minute ya hours aapne reminder me set kiye utni time limit hone ke baad aapko bata diya jayega. yani notification mil jayega, ye ek bhut hi accha feature hai.

Daily Kitni Der Facebook Chalaya Kaise Check Kare

  • agar aap bhi ye jannna chahate hai ki aapne kitni der tak fb chalaya hai to isske liye aapko sabse pahle apne mobile me fb app download karna hoga isse aap play store se download kar sakte hai,
  • or agar aapke mobile me pahle se isska app hai to uske liye update available hai to use play store se update karle.
  • facebook app ko download or update karne ke baad open kare fir isme aapka email or password enter karke login kare aur fir aapko yaha par 3 line yani menu option milega uspar click karde aur fir aapko kuch option show honge inmese niche scroll kare,
  • fir aapko yaha niche setting & privacy wala ek option show hoga uspar click karde or fir your time on facebook wala ek option dikhega isspar click kare.
  • Now yaha par aapko timer per day me dikhega ki aapne kitna average time last wee me facebook par spend kiya hai yaha par aap daily time bhi dekh sakte hai aap aapne daily kine minuter or hours fb par spend kiye ye bhi yaha se check kar sakte hai.
  • or issme niche aapko set daily time reminder wala ek option milega jisme aap ye set kar sakte hai ki aapko kitne der tak facebook chalana hai aap yaha par utne minute or hours select kar sakte hai
  • jab aapne jitna time yaha pe select kiya tha utne time ho jayega tab aapko notification mil jayega.

iss tarah friends aap fb par aap daily kitna time spend karte hai ye check kar sakte hai.

Dosto me kitni der facebook chalata hu kaise pata karu, facebook par daily kitni tak online raha kaise jane, aap daily facebook par kitna time spend karte hai kaise pata kare ye ab aap seekh hi gaye honge agar aapko iss post me kuch jankari samjh na aayi ho to comment karke jarur bataye or aapko ye article accha lage to isse apne friends ke sath me social media site par share jarur kare aur essi or bhi fb se related post ke liye humari site par visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here