Hii friends Facebook Follow button kaise hide kare ya chupaye ye main aapko iss article me batane wala hu. FB ek popular social networking site hai jispar par aapko bhut se feature milte hai ispar aap apne friends ke sath online chatting group ya page creating, video image sharing jaise bhut se kaam kar sakte hai.
sabhi log fb use karte hai lekin unhe fb ki full information nahi hoti hai facebook par aapko bhut se option milte hai jinke bare me aapko pata nahi hota hai fb par aapko poke ka option milta hai jisske bare me bhut se logo ko pata nahi hota hai agar aap bhi nahi jante hai ki facebook poke kya hai to yaha click karke post read kare.
Aaj main aapko fb ke ek option hide karne ke bare me batane wala hu. Following button ko chupane ka reason ye ho sakta hai ki aap nahi chahate hai ki koi aapko follow kare ya aap apne followers banana nahi chahate. Ya apni id private rakhna chahate hai .
- Facebook Account Name 60 Din Se Pahle Kaise Badle ? Change Kare
- इंटरनेट से पैसे कमाने के बारे में 5 झूठी बाते हिंदी में
- Kisi Bhi Software ka Serial Key Ya Crack Kaise Download kare
- 7 Best Useful and Helpful Android Apps in हिंदी
Facebook Par Follow Button Kaise Hide Kare Puri Jankari Hindi Me (फेसबुक फोल्लो बटन को कैसे छुपाये)
- sabse pahle facebook ki site par jaye.
- Ab aapko right side me down arrow par click karna hai or setting par click karna hai mobileme aapko Account setting par click karna hai
hum kisey follow kar rhe hai kaise chhipaye bhai
facebook following ko hide karne ke liye facebook account me jaker find friend wale option par click karde or waha niche drop down me edit privacy wala option dikhega usme only me select kare. iss tarah jinhe aap follow kar rahe hai vo hide ho jayege jinhe dusre log nahi dekh payege agar kuch smajh na aaya ho to dubara comment kare or facebook following ko hide karne ya chupane ki post main aal ya kal hi apni site allhindihelp karunga jise aap read kar sakte hai iske liye aap humari site ko subscribe karle fir aapko post ka notification apne email par mil jayega.
Add frind ka option hta kr follow ka option Lgana hai kese lgega
facebook par add friends ka option hatakar follow button lagana bhut simple hai isske liye aapko apni facbook id par 5000 friends add karne honge kyoki 5000 ke baad aap or friend add nahi kar sakte hai or fir aapki id se add friend hat jayega and uski jagah par follow option dikhne lagega….
bhai hua ni yr ese option nhi lg rha follow ka mere 5000 full h
ye post facebook follow button hide karne ki hai and aapko follow button show karna hai to facebook setting me jakar follow ke aage public select karde