Facebook QR Code Scan Kaise Kare, Facebook Friend Ka QR Code Scan Kaise Kare. Dosto FB ek bhut hi popular social media sites hai. And issme hume bhut se features milte hai and facebook apni app ke update me new new features add karte rahta hai aur aaj bhi me aapko FB ke ek new features ke bare me hi batane wala hu.
Jiska name hai QR Code iska name aapne suna hi hoga isska full form Quick Response Code hota hai. ye black and white squares shaped me rahta hai Aur issme aap apna data files store kar sakte hai
aur jab bhi koi issko scan karta hai to vo aapne jo data file ya url jo bhi issme store kiya tha vo us url par punch jata hai. QRCode hume bhut se product and sites par dekhne ko milte hai and isska use bhut se kaamo me kiya jata hai and kisi ko payment karne ke liye bhi isska use kiya jata hai.
- Facebook ID Verification Trick With Blue Badge
- Tik Tok App Kya Hai Aur Kaise Use Kare – Create Musically Account
Facebook QR Code Kya Hai Puri Jankari Hindi Me
Contents
Facebook ne apni app me Qr Code wala features add kiya hai jiska use karke FB par apne friends ko iski help Se find kar sakte hai. Yani aapko Apne jis bhi friend ko facebook par find karna hai uska qr Code aapko pata hona jaruri hai and fir usse easily dhund sakte hai.
And iska ek fayda ye bhi hai ki agar aap chahate hai ki aapke friends aapko FB par easily Search ya find kar paye to unhe apna qr Code de sakte hai aur usko scan kar vo easily aapki profile par punch jayege.
Pahle facebook par humko jisko search karna hota tha uska name search box me likhkar hi usse find karte the lekin ab hum hum fb friend ya kisi ko bhi fb par qr Code ki help se bhi find kar sakte hai.
Facebook Qr Code Ko Use Kaise Kare ?
Agar aap bhi facebook Qr code ka use karna chahate hai to isska istemaal karna bhut asan hai. Aapko apne kisi bhi friend ko FB par search karna hai aur uska QrCode scan kar sakte hai aur apna qr Code apne dosto ko share kar sakte hai aur jab bhi koi usse scan karega vo aapki profile par punch jayega. issko scan karne ke liye koi scanner hona jaruri nahi hai hum apne android mobile camera se Issko scan kar sakte hai.
Facebook QR Code Ko Scan Kaise Karte Hai ?
- Sabse pahle apne mobile me facebook app ko open kare yaha par search bar me aapko Qrcode ka icon dikhega isspar click kare.
- Ab yaha My code par click kare yaha par aapko apna Qrcode Dikhega ab aap isse apne phone me save karna chahate hai to save to phone wale option par click kare aur isse apne friends ke sath share karna chahate hai to share par click karke kar sakte hai. Iss Qrcode ke dwara Aapka friend easily aapki profile par punch jayega.
Ab yaha scanner wale option par click kare ab aapka mobile camera open ho jayega ab aap apne jis bhi friend ki profile par jana chahate hai uske qr Code ko apne mobile camera se scan kar sakte hai agar aapke friend ka QRcode aapki mobile gallery me save hai to Import From gallery wale option par click karde. Ab aap apni phone gallery me punch jayege yaha par Qrcode wali pic par click karke select kare.
Congrats ab aap aapke friend ki profile me punch jayege.
- Kisi Bhi Facebook Photo Par Auto Like Comment Kaise Badhaye ? In Hindi
- Facebook Games Kya Hai ? Kaise Khele – Online Game Play With Friends
Dosto Facebook Qr Code Kya Hai, How To Use & Scan Facebook Qr Code In Hindi wali ye information agar aapke liye useful rahi to isse apne dosto ke sath social media site par share jarur kare. and essi or bhi fb se related post daily read karne ke liye humari site par visit karte rahe and new post ki notification apne email par received karne ke liye humari site ko abhi subscribe kare.