Facebook Par Song Name ID Kaise Banaye ( Symbol Name ID )

20
facebook par gaane wali song name id kaise banaye hindi me jane

Facebook Par Song Name ID Kaise Banaye ye main aapko iss post me batane wala hu. Facebook ek popular social networking site hai jisme aapko bhut se feature milte hai

issme aap apne friends ke sath chat kar sakte hai. apna group ya page bana sakte hai or ispar kuch bhi photo video ya text share kar sakte hai. agar aap facebook user hai to aapne dekha hoga ki aapke bhut se friend ka name facebook par color text, stylish font ya invisible hota hai

to agar aap bhi chahte hai ki aapke friends ki tarah aapka name bhi facebook par dusre logo se alag aur jayeda accha dikhe to ye post aapke liye hi hai.

iss post me aapko batane wala hu ki fb par song name id kaise banaye, lekin usse pahle me aapko symbol ke bare me kuch bata deta hu. jaisa ki aapko pata hi hoga ki facebook stylish font, long name etc ko support nahi karti hai

lekin fir bhi bhut se logo ke name stylish font & long name me hote hai kyoki vo symbol use karte hai. symbol different different types ke hote hai aur alag alag id me alag alag symbol ka use kiya jata hai.

Facebook Song Name ID Kya Hai ?

Contents

Friends aapne dekha hoga ki facebook par bhut se logo ka naam long hota hai ya song jaisa hota hai isse long ya song name wali id kahte hai agar aap bhi apne naam ki stylish song wali id banana chahate hai to yaha main aapko isske bare me hi batane wala hu.

jaisa ki isske name se hi pata chal raha hai ki song means gaane matlab ki aap gaane ki tarah apna naam likh sakte hai ya puri gaane ki ek puri line bhi likh sakte hai isse aapka naam bada dikhta hai aur dusro se alag lagta hai.

Facebook Par Gaane Wali ID Banane Ke Liye Kya Kya Requirement Hai

isske liye aapko jayeda kuch nahi karna hai aur na hi computer ya laptop ka use karna hoga. mostly log apna sabhi kaam mobile par hi karte hai to yaha par bhi me aapko mobile wala method hi batane wala hu. aapko apne mobile me sirf 2 apps download & install karni hogi.

  1. Google chrome browser
  2. Hola Vpn Ya Tunnel Bear Vpn app

Facebook Par Song Name ID Kaise Banate hai 

  • Sabse pahle aapko apne mobile me hola vpn name ka app download karna hoga vaise to aur bhi bhut se vpn app available hai lekin unmese bhut hi kam apps esse hai jo sahi se kaam karte hai hola vpn app google play store se download kar sakte hai ya isse direct yaha se bhi download kar sakte hai.
  • Ab hola vpn ko open kare or issme Japan country ke server ko select kare or usse connect karle.
  • Ab Google chrome browser me apne facebook account ko open kare. or facebook setting me jaker general option me jakar name ke samne edit option par click kare.
  • Name edit karne ke liye aapko space ki jagah symbol use karna hai.

ye symbol aapko naam se pahle use karna hai.   ( ) or ye symbol space ke liye use karna hai.   in symbol ko aap niche code box me se copy kar sakte hai.

々 ( )

Symbol use karke aap naam iss tarah likh sakte hai

Example-

First nameAwaara( )Awaara   Last nameDil( )Awaara( )Hua

Iss tarah aap in symbol ko use karke kisi bhi song me apna naam likh sakte hai. ye bhut hi easy method hai aapko sirf iss post me bataye instruction ko sahi se follow karna hai.

Friends iss tarah aap asani se facebook song name id bana sakte hai. agar aapko ye post accha lage to isse apne dosto ke sath social networking site par jarur share kare or aapko iss post me kuch samaz na aaya to comment karke jarur bataye. essi aur bhi social networking sites se related post read karne ke liye humari site par visit karte rahe,

20 COMMENTS

    • Facebook par song upload nahi kar sakte hai kyoki ye feature abhi fb me nahi hai aap song upload karna chahte hai to usse video me convert karke facebook par upload kar satke hai

  1. 々TING( )TONG( )KHOL( )BABY( )DARWAJA( )TERA( )YAAR( )AYA( )HA( ) EK( )WAAR( )TO( )DEKH( )KYA( )GIFT( )LAYA( )HA( )

    々HATH( )NAHI( )PAKDUGA( )LIP( )SE( )LIP( )START( )KARUGA( )

    々AJJ( )SARI( )RAAT( )GANDI( )BAAT( )KARUGA( )FT( )DESI( )KALAKAAR々

    Iss nm se id nhyi bni

    • facebook par aap song name wali id to bana sakte hai but aap itna jayeda long name bhi use nahi kar sakte hai aap maximum yani jayeda se jayeda 6-7 word me name rakh sakte hai

    • 々Mᴅ( )Rᴀᴋɪʙ( )Mᴀᴅ( )Nᴀᴍᴇ( )Hᴀɪɴ( )Mᴇʀᴀ( )Mᴏᴍ( )Kᴀ( )Pᴇʏᴀʀᴀ( )Lᴀᴅʟᴀ( )Oʀ( )Mᴀɴᴇ( )Kɪsɪᴋᴏ( )Pᴇʏᴀʀ( )Kɪ( )Hᴀɪ( )Tᴏ( )O( )Mᴇʀᴀ( )Tɪɴᴏ( )Dᴏsᴛ( )Tʜᴀ( )Oʀ( )Tᴜᴍ( )Mᴇʀᴀ( )Pᴇʏᴀʀᴀ( )Tɪɴᴏ( )Dᴏsᴛ( )Sᴀᴊɪʙ( )Isᴍᴀɪʟ( )Mᴀʜᴀʙᴜʙ( )Dᴜɴɪʏᴀᴋᴀ( )Sᴀʙsᴇ( )Aʟᴀᴋ( )Hᴀɪɴ( )Yᴇ( )Tɪɴᴏ( )Sᴀʀғ( )Mᴀɴᴇ( )Iɴ( )Tɪɴᴏ( )Kᴀ( )Jᴀɪsᴀ( )Nᴀʜɪ

      々Hᴏɴᴀ( )Pᴀʏɪ( )Isɪʟɪʏᴇ( )Aʙʜɪ( )Bʜɪ( )Bᴇᴋᴀʀᴍᴀ( )Hᴏᴏ( )Oᴋᴋ( )Kᴏʏᴇ( )Bᴀᴛ( )Nᴀʜɪ( )Oʀ( )Kᴜᴄʜ( )Nᴀʜɪ( )Bᴏʟᴏᴏɴɢɪ( )Sᴀʀғ( )Yᴇ( )Bᴀᴛ( )Bᴏʟᴏᴏɴɢɪ( )Nɪʟᴘᴏʀɪ( )Kᴏ( )Bᴏʟɴᴀ( )Cʜᴀʜᴏᴏɴɢɪ( )Mᴇʀᴀ( )Dᴏsᴛ( )Hᴏɢɪ( )Pʟᴇᴀsᴇ( )Sᴀʀғ( )Dᴏsᴛ( )Oʀ( )Kᴜᴄʜ( )Nᴀʜɪ( )Pʟᴇᴀsᴇ( )Fʀɪᴇɴᴅ( )RᴇQᴜEsᴛ( )Aᴄᴄᴇᴘᴛ( )Kᴀʀᴏᴏ( )Pʟᴇᴀsᴇ

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here