Facebook Se Twitter Account Link Kaise Kare Puri Jankari Hindi Me

7
facebook twitter account link connect kaise kare full detail

Hii friends Facebook Twitter Account Link kaise kare, apne Facebook Account ko Twitter se connect kaise kare ye aaj hum iss post me janege. Friends facebook ke bare me aap jante hi honge ye bhut hi popular social media sites hai.  ispar aap kuch bhi status, photos video post kar sakte hai apne friends ya kisi ke sath bhi chat messaging kar sakte hai. and issme aapko two step verification, autoplay video jaise feature bhi milte hai.

and twitter ke bare me bhi aap mese bhut se log jante honge ye bhi ek popular social networking site hai jispar aap 140 character me status ya post kar sakte hai isse tweet bolte hai. and isspar aap photos and videos bhi share kar sakte hai

Aur isske alwa twiter par aap apne favorite celebrity ko follow bhi kar sakte hai yaha aapko world ke sbhi celebrity jaise bollywood hollywood etc ke actor and actress ka account dikh jayega aap jisse chahe usse follow kar sakte hai or apne friends ke sath chat bhi kar sakte hai. aur

Aaj kal sabhi log  Facebook and Twitter use karte hai and aap bhi agar internet user hai. to in social media sites ko use karte hai to iss post me aapko Jo method batane Wala hu vo aapke liye bhut helpful hoga. kyoki isse aap apne facebook aur twitter account aur bhi easily manage kar payege. 

Facebook Se Twitter Ko Connect Kyo Kare ?

Contents

Friends agar aap fb and Twitter use karte hai to aap apne account ko baar baar login karte hi honge hi honge.

And mostly bhut se log online business karte hai jis wajah se unhe apne facebook & twitter accounts par same post karni hoti hai or daily apne dono account par same post Karne ke liye dono me login karna and same post dubara write karna ya copy paste karna ye thoda difficult ho jata hai.

Issliye aapki issi problem ko solve Karne ke liye facebook me aapko ek option milta hai jisse aap apne facebook Twitter account link ya connect kar sakte hai.

Facebook se Twitter account ko link Karne ke baad aap jab bhi fb par koi post karege to vo automatically aapke twitter account par bhi share ho jayegi. isssi tarah aap twitter par koi post karege to vo automatically Facebook par share ho jayegi.

Iss tarah ab aapko baar baar apne dono accounts ko login karne ki jarurat nahi hai or aap apne ek id se hi dusri id ko manage kar sakte hai.

Mostly kuch logo ko Facebook se jayeda twitter accha lagta hai or kuch logo ko Facebook Jayeda  accha lagta hai lekin vo apne business ke chalte dono par update rahna chahate hai to unhe daily post karni hoti hai

esse me aap iss feature ka use karke dono account ko apne ek hi account se manage kar sakte hai. aur bhi bhut se reason hai jinki wajah se log facebook or twitter ko link karna chahate hai.

jaise agar aapko sabhi account par ek hi status ya post dalna accha lagta hai to aap chahate hai ki aap ek bar me me hi apne sabhi account jaise facebook, twitter, instagram par vo post share kar payege to trick aapke liye hi hai.

Facebook Twitter Account Link Kaise Kare – Puri Jankari Hindi Me

  • Sabse pahle apne Facebook account me apna number ya email and password enter kar login Kare.
  • ab yaha niche aapko Link account ka button dikh Raha hai isspar click Kare.

Link Account

enter-email-and-password-and-authorize

1. Yaha apna twitter account ka username ya email dale.

2. or Yaha password dale.

3. Email and password enter karne ke baad authorize app par click karde.

link-to-twitter

      • Ab yaha aapke name ke samne Link to Twitter ka option dikhega uspar click karde.

save-changes1. Twitter par aap Kya Kya connect karna chahate hai vo yha select karna hai jaise yaha sabhi option pahle se select hoge but aap chahe to inhe hata bhi sakte hai aap only status ya post share karna chahate hai to yaha status update select kare.

or isse tarah only photo share karna chahate hai to photos ke alwa sabhi option ko untick karde. And aap Sab kuch status, photos, links, video, notes, events etc share  karna chahate hai Yani aap Jo bhi fb par share kare vo automatically twitter par share ho jaye to sabhi option tick hi rahne de.

2. Ab save changes par click karde.

Now congrats aapka Facebook Twitter account link ho gaya hai.

Iss tarah friends aap bhi aasani se apna Facebook twitter account link kar sakte hai. ye information aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or esi or bhi post read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

7 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here