Facebook Two Step Verification Kaise Enable Kare – Secure FB Account

14
facebook two step verification kaise enable activate kare

Hii friends Facebook two step verification Kaise enable kare,  How to enable Facebook Two Step Verification feature in hindi ye me aaj aapko iss post me batane wala hu. Dosto aap facebook user hai to aap jante hi honge ki ye ek bhut hi secure site hai or ispar aapki sabhi information secure rahti hai.

lekin fir bhi aapne suna hoga ki bhut se logo ka account facebook par hack ho jata hai ab aap soch rage honge ki ye to ek bhut hi secure site hai

fir yaha par logo ka account hack kaise ho jata hai to me aapko batata chaunga ki issme un logo ki hi galti hoti hai. matlab vo log apne account ki care nahi karte jis wajah se unki facebook id hack ho jati hai.

Facebook Me Two-Factor Authentication Kaise Activate Kare

Contents

facebook ek bhut hi trusted site hai jo kabhi bhi aapki information kisi ke sath bhi share nahi karti hai.

and fir bhi bhut se logo ka account hack issliye hota hai kyoki vo kisi bhi link par click kar usme facebook se login kar dete hai ya kisi bhi site ya app me isse login kar dete hai isse aap un sites ko apne account ko full operate karne ki permission de dete hai.

issliye aap apne Facebook account ko safe rakhana chahate hai to kisi bhi site jiske bare me aapko jayda information na ho uspar fb se login na kare. or kisi bhi unwanted link par click na kare.

ye to rahi apne account ko secure karne ki baat ab me aapko facebook par double security lagane yani two step verification enable karne ke bare me batane wala hu.

lekin usse pahle agar aap janna chahte hai ki aapne apne facebook account se kin apps aur sites me login kar rakha hai yani konsi apps aur games aapke facebook account se connected hai to easily pata kar sakte hai isske bare me maine se post ki hui hai jisse yaha se read kar sakte hai.

Facebook Two Step Verification Security Kya Hai Aur Isse Kya Fayda Hai ?

Friends facebook two step verification me jab aap apne account me login karte hai to aapke mobile number par ek otp code aata hai aapko vo otp code enter karna hota hai tabhi aap apne account ko open kar sakte hai.

Seedhe sabdo me aap two step verification enable karte time aap apna jo number use karoge fir jabhi bhi aap apne facebook account me apna username and password enter kar login karoge to aapne jo number add kiya tha us number par ek otp code aayega

vo otp code enter karne ke baad hi aapki facebook id open hogi agar aap otp code enter nahi karoge to aap apne account me login nahi kar paoge.

iss Facebook two step verification se aapko bhut fayda milta hai jaise agar kisi ko aapka username and password bhi pata chal gaya fir bhi vo  aapke account me login nahi kar payega and aapka account hack hone ke chances bhi kam ho jayege. 

agar aap apne friend ya kisi ke mobile par apne facebook account se login karke bhul jate hai to fir aapka friend ya jiske mobile me aapne aapke account se login kiya tha vo aapke account ka misuse kar sakta hai.

aur agar aapne logout bhi kar diya tha to bhi kuch browser me password save ho jate hai issliye bhut se log sochte hai ki kya essa koi tarika hai jisse agar kisi ko humara facebook username aur password bhi pata ho to bhi vo humare account me login na kar paye to yes ye possible hai.

aap two step verification ka use karke essa kar sakte hai. yaha par me aapko facebook me 2 step verification use karne ka jo method batane wala hu vo computer user ke liye hai lekin agar aap mobile user hai to bhi same steps hi aapko follow karna hoga,

Facebook Two Step Verification Kaise Enable Kare ? In Hindi 

friends ab aap facebook 2 step verification feature ko enable karna chahate hai to yaha niche bataye instruction ko follow kare –

  • Sabse pahle apne FB account ko open kare.

tap-on-down-arrow-and-setting

  • ab yaha aapko right side me down Arrow  dikhgega uspar click kare fir setting par click karde.

enable facebook two step verification

  • ab yaha left side me security and login par click kare ab aapko yaha security up extra security me use two factor authentication option dikega uske samne edit par click kare.

tap-on-add-phone-number

enter-your-phone-number-and-continue

  • ab yaha apna 10 digit ka phone number enter kare or continue par click karde.

enter-your-confirmation-code-and-submit

  • ab aapne jo number enter kiya tha uspar ek otp code aayega vo code enter confirmation code wale box me dale or continue par click karde. 

Note – aapka number FB me add ho jayega and agar aapne apne number se hi facebook account banaya hai to aapko uper batai sabhi steps ko follow nahi karna hai. kyoki number se id create karne se number already yani pahle se add rahta hai.

facebook two step verification turn on

  • ab aap two step authentication ke samne set up par click kare.

tap-on-enable

  • ab aapke samne ek pop up window open hogi jissme enable par click karde

now facebook two step verification activate successfully

  • ab yaha aapko apne facebook password dubra enter karna hai apna fb password re-enter kare. or submit par click karde.

Now aapke facebook account me two step verification enable ho gaya hai ab aap jab  bhi apne account me login karege tab aapke mobile number  par ek otp code aayega ye code enter karne ke baad hi aap apne account me login kar payege.

Friends Facebook two step verification ki ye post agar aapko accha lage to isse apne dosto ke sath social networking site par share jarur kare or essi or bhi fb trick se related post read karne karne ke liye humari site par visit karte rahe.

14 COMMENTS

  1. рдЗрд╕ рддрд░рд╣ рдХреА рдЬрд╛рдирдХрд╛рд░реА рдЬреБрдЯрд╛рдиреЗ рдХреЗ рд▓рд┐рдП рд╣рдореЗрдВ рдХрд╛рдлреА рдорд╢рдХреНрдХрдд рдХрд░рдиреА рдкрдбрд╝рддреА рд╣реИред рд▓реЗрдХрд┐рди рдЖрдкрдиреЗ рд╣рдорд╛рд░рд╛ рдХрд╛рдо рдЖрд╕рд╛рди рдХрд░ рджрд┐рдпрд╛ред рдмрд╣реБрдд рдмрдврд┐рд╝рдпрд╛ рдкреЛрд╕реНрдЯред

    • Thanks for your valuable feedback. aapko facebook two step verification wali ye post acchi lagi bhut acchi baat hai essi or bhi facebook tricks se related post read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

  2. sir
    aap ki site muje bahut achi lgi

    but sir me aap se ek baat or krna chata hu sir aap ne facebook se delete hui photo massage esko tho vapas krna ki trick bta di but . facebook pr delete ki hui post vapas lane ki trick nhi btaii.

  3. Sir mere name yashwant suman he mene yashwant suman baran k naam se fb account anaya huaa he or mene two factor authentication ko bhi on kiya huaa he lekin sir jo number mene isme dala ths usme sms se koi code nhi aa rha he to sir ab mera fb account open nhi ho rha he sir plz help me bataiye me fb vapas kese chalu kr skta hu yaa two factor authentication ko kese disable kr skta hu

    • agar aapke number par code nahi aa raha hai or aap apne facebook account me login nahi kar pa rahe hai to aapko ab fb trusted contacts choose karne honge yani aapke fb ke 3-5 trusted friends jinpar aap visvas kar sakte ho kyoki aap jin trusted contact ko choose karege unke mobile number par ek otp aayega or vo otp code aapko login karte time use karna hoga tabhi aap apne account me login kar payege or fir aap Facebook two step verification disable kar sakte hai.

    • facebook id kaise delete kare isske bare me maine already post ki hui hai jisse aap facebookc category me jakar read kar sakti ho usme maine facebook id temporarily deactivate karne ke bare me bhi bataya hai.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here