Facebook Video Download & Save Kaise Kare ( Without App )

0
facebook video download kaise kare- n hindi

Hii Freinds facebook video download kaise kare, facebook se videos ko download kaise karte hai ye aap iss post me janege, dosto agar aap facebook user hai to aapko pata hi ki yaha par bhut se log apni photo or video etc post karte rahte hai ,

or kabhi kabhi unke dawara share ki gayi photo ya video itni jayeda pasand aa jati hai ki hum use download karna chahate hai but kya aap jante hai ki

aap facebook video download kar sakte hai aur isske liye aapko kisi bhi third party app ka use nahi karna hota hai, facebook me hi aapko ye wala option mil jata hai, jiska use karke aap kisi bhi video ko easily download kar sakte hai, facebook ek bhut hi popular social media site hai jo hume bhut sare feature provide karti hai

jiska use karke aap apne friends ke sath connected rah sakte hai aur unke sath me voice or video call pe baat bhi kar sakte hai aur bhi bhut sare feature hai jo hume iss social networking app me milte hai.

How to Download Facebook Video In Hindi

Contents

Jaisa ki friends miane bataya ki facebook par log daily koi na koi videos dalte rahte hai aur kuch video esse hote hai jinhe bar bar dekhne ka man karta hai issliye bhut se log unko save karke rakhna chahate hai jisse vo unko kabhi bhi dekh sake, facebook par pahle aapko video download karne ke liye koi option nahi milta tha

jiski wajah se log third party app or site ka use karte the lekin abhi aap bina kisi app or site ka use kiye facebook video download kar sakte hai issme aapko video ko save karne ka option mil jata hai jisse aap apne mobile me un video ko kabhi bhi dekh sakte hai jo aapne save kiye the.

ye bhut hi accha feature hai jo sabhi logo ko pasand aata hai kyoki sabhi logo ko man karta hai ki vo unke friends, family member, relatives etc ke video save kar paye jo unhone facebook par upload kiye hai.

Facebook Se Video Download & Save Kaise Karte Hai ?

facebook se videos download karne ka me aapko jo tarika batane wala hu to bhut hi easy jiske bare me aap mese sayad kuch log jante honge lekin aap agar nahi jante hai to bhi iss post ko read karke aap seekh jayege, jaisa ki maine bataya ki facebook se video download karne ke liye vaise to bhut se apps aur site internet par available hai

lekin unmese jaydatar app sahi se kaam nahi karti hai lekin yaha par me aapko kisi bhi app or site ke bare me nahi batane wala hu me aapko facebook se direct video download karne ka tarika batane wala hu jise aap kabhi bhi dekh sakte hai ye labhag youtube video download karne jaisa hi hai

Facebook Video Download Kaise Kare Step By Step Jane

  • sabse pahle aapko apne mobile me facebook app ko open karna hai aur fir yaha par homepage par aapko apne friends, page, group etc ke posts dikhege or aapko 4 number par video icon bhi show hoga jaha par aapko sabhi videos dikege.

Note – agar aap apne friends ke videos ko download karna chahate hai to uski profile me jaye waha par aapko uske dwara upload ki gayi sabhi videos dikh jayegi.

  • fir aap jab kisi videos ko dikhege to uske right side me aapko 3 dot show karegi uspar click kare fir aapko bhut sare option dikhege aur sabse uper save video wala option hoga apako iss option par click kar dena hai.
  • jaise hi aap save option par click karege yaha par aapko new collection, for later, favorites etc option show honge aapko new collection par click karna hai.
  • fir aapko create collection me yaha par kuch bhi name likh dena hai jaise playlist etc aur create par click kar dena hai.
  • fir vo video successfully save ho jayege jise dekhne ke liye aap facebook app me sabse last me 3 line par click kare fir aapko yaha par bhut sare option show honge unmese aapko ek saved wala option dikega uspar click karde.
  • yaha par aapko playlist name se ek folder jaisa dikega jo aapne create kiya tha isspar aap jaise hi click karege aapko vo video dikh jayege jo aapne save kiye aap jitne chahe utne videos save kar sakte hai aur alag alag collection banakar use different different name bhi de sakte hai.

iss tarah friends aap easily facebook video download kar sakte hai.

Important –

Dosto Facebook Video Download Kaise Karte Hai in Hindi ye aap ab seekh hi gaye honge ye information aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye aur agar aapko ye jankari acchi lagi to isse apne other friends ke sath social media site par share jarur kare aur essi or bhi internet or social media se related post read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here