Unfortunately App Stopped Error kaise Fix Kare ( Solve Errors )

2
unfortunately app stopped error kaise fix kare 2 method in hindi

Hii friends unfortunately app stopped error kaise fix kare ya unfortunately app has stopped error ko kaise solve kare ye main aaj aapko iss post me batane wala hu. friends agar aap android mobile user hai to aapne dekha hoga.

aapke phone me bhut se app automatically stopped ho jati hai. bhut se smartphone user ko ye problem rahti hai ki unke android phone me unfortunately google play has stopped ye message aata hai.

agar aapko bhi essa message ya error as raha aa raha hai or aap use hatana ya thik karna ya remove karna chahate hai to ussi ke bare me aaj main aapko is post me batane wala hu.

Unfortunately App Stopped error kyo aata hai. or issue kya problem hoti hai

Contents

agar aapke mobile me bhi yani error message aa raha hai. to aap janna chahate hai ki ye kyo aata hai. to yaha main aapko uske kuch reason bata deta hu.

1 app stopped error kisi bhi application par aa sakta hai jaise unfortunately google syn has stopped, unfortunately google play service stopped etc

2 is tarah ka error tab aata hai jab aapki app crack ho jati hai yani usme koi problem aa jati hai.

3. Jab aap ek sath bhut si application ko apne phone me open kar lete hai to bhi ye error aane lagta hai.

4. aapke mobile phone me virus wa Jane par bhi is types ke error dikhne lagte hai.

Unfortunately App Stopped error ko kaise fix solve ya stop kare ?

agar aap bhi Android mobile phone me ┬аunfortunately app has stopped error fix karna chahate hai to yaha main aapko 2 method batane wala hu unmese kisi bhi 1 method ka use karke aap iss problem ko solve kar sakte hai.

Method -1 Clear mobile data and catch

aapko apne mobile me us app par jana jisse problem aa rahi hai. jisske liye niche bataye instruction ko follow kare.

  • sabse pahle apne mobile ki setting me jaye.

tap-on-apps

  • ab aapko yaha apps ka option dikega us par click kare.

tap-on-all

  • ab yaha sabse last me all ka option hoga uspar click karde. ab aapke phone ki sabhi application aapko ┬аdikhne lagegi jis bhi app me error aa raha hai uspar click karde.

choose-clear-data-and-clear-cache-option

  • yaha aapko niche clear data clear cache ka option dikhega in 2 option par click karke apne mobile ka data clear karde.
  • or apne mobile ko restart karle.

Method-2 Phone reset to solve these error

agar pahle wale se option ka use karne par bhi abhi bhi aapke mobile me ye errors aa rahe hai to aap iss method ka use kare. iss method me main aapko apne mobile ko ┬аreset karne ke bare me batane wala hu jisse aapka uska all data delete ho jayega issliye agar aapke mobile me bhut hi important data jaise contact number, images, videos, documents etc hai to unka backup bana le nahi to fir baad me delete hone ke baad vo recover nahi honge. iss method ka use karne ke liye niche diye steps ko follow kare

  • apne phone ki setting me jaye.

tap-on-backup-and-reset

  • yaha apako backup and reset ka option dikhega ispar click karde.

select-factory-data-reset

  • ab Factory data reset par click karde.

tap-on-reset-phone-button

  • ab aapko last me RESET PHONE wala button dikhega uspar click karde.
  • ab aap jaise hi reset phone click karege agar aapne koi password dal rakha hoga jesse pattern lock to vo password dalne ke liye bola jayega.
  • password enter karne ke baad aapka phone reset hona start ho jayega.

Kisi bhi Android Phone me Windows 8 kaise Install kare (Without Root)

Mobile Phone (Smartphone) se Deleted Data Recover kaise kare тАУ 2017

issi tarah aap easily apne Mobile phone se unfortunately app stopped error fix kar sakte hai esse or bhi mobile phone ki problem ko solve karne ke bare me janne ke liye humari site par visit karte hai to essi hi post apne email par pane ke liye humari site ko subscribe kare jisse latest update ki notification aapko aapke email par mil jayegi.

2 COMMENTS

  1. Sir maine format bhi kar liya tab bhi nahi jaa raha hai.unfortunately DMG has stopped aa raha hai.sab method use kar liya.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here