Paytm Password Bhul Jane Par Kya Kare, Paytm Password Bhul Jane Par Forgot Reset Kaise Kare, Paytm Password Kaise Banaye, Paytm Ka Password Reset Kaise Kare. Dosto agar aap paytm user hai Aur aap apne account ka password bhul gaye hai Aur apna usko recover karna chahate hai to aaj me aapko issi ke bare me batane wala hu.
Paytm ek digital payment platform hai jisse aap mobile recharge, bills payment, Movie bus, train , flight ticket booking etc bhut se kaam kar sakte hai. issme aap money bhi add kar sakte hai aur isse Qr code and number se other users ko payment bhi kar sakte hai. isske alawa isse aap ab isse online shopping bhi sakte hai
aur issme bhim upi ka feature bhi add kiya gaya hai isse aap india me apne bank account se apne friend ya kisi ke bhi bank account ya upi address par kuch hi minute me money send kar sakte hai aur usse apne upi address par money received kar sakte hai. esse hi aur bhi bhut se features hume issme mil jate hai.
- Paytm Account Kaise Banaye – Full Detail In Hindi
- Virtual Payment Address Kya Hai Aur Kaise Banaye ? VPA Detail in Hindi
Paytm Password Forgot / Reset Kyo Kare ?
Contents
1.Agar aap new paytm account bana rahe hai Aur your number is already exists bata raha hai to aapke number par pahle se isspar account bana hai agar aapko yaad nahi hai ki aapne kab isspar account banaya tha aur aap password bhi bhul chuke hai to aap forgot password kar sakte hai.
2.Agar aap apne paytm account ka password bhul gaye ho aur pata karna chahte hai ya use change karna chahate ho.
Paytm Password Bhul Gaye Kya Kare ?
Bhut se log paytm account create karne time kuch bhi pasword likh dete hai yani bana lete hai. Online sabhi sites par same password rakhne se bhi aapke account ke hack hone ke chances rahte hai issliye bhut se log sabhi sites par alag alag passwords rakhte hai jo ki acchi baat hai.
But problem tab aati hai vo un sabhi ko manage nahi kar pate Aur aade se jayeda sites ke passwords bhul jate hai issliye aapko sabhi sites ke passwords jinme aap register hai unko kahi pe likh lena chahaiye ya apne browser me save kar lena chahaiye
to ye to rahi passwords secure karne ki baat ab me aapko batata hu ki agar aap apna paytm password bhul gaye ho to reset forgot kaise kar sakte ho.
Paytm Password Forgot Kaise Kare – Reset Paytm Password
- sabse pahle paytm app me jana hai aur fir yaha aapko aur yaha aapko profile icon dikhega isspar click kare Aur fir login to wale option par click karde.
- Ab aapko yaha forgot password likha dikhega isspar click karde.
- Forgot pasword par aap jaise hi click karege yaha aapko ek number dikhega iss number par click kare fir yaha phone par click karde.
- Ab ye number aapke phone dialer me dikhne lagega ab aapka jis bhi number se paytm par account hai usi sim number se aapko iss number par call karna hai.
Ab aap jaise hi iss nunber par call karege aapko language choose karne ke liye bola jayega agar aap english choose karna chahate to 1 key press kare Aur hindi language ke liye 2 key press kare. isske liye yaha aapko right side me 9 dot dikhege unpar click kare
aur fir aapko phone key show hone lagegi. language choose karne ke baad aapko bataya jayega ki aapka card number ccv otp etc kisi se share na kare. Ab passwords change karne ke liye pucha jayega 1 key press karde.
- Ab aapke number par reset pasword ki link send kar di gayi hai Aur ye only 10 minute ke liye valid hai. Ab aapke number par VK-IPaytm ki taraf ek message aayega usme ek link hogi us link par click kare Aur browse par click karde.
- Fir aap isski site par punch jayege yaha aapko create new password button dikhega usspar click karde.
- Ab yaha aapko koi bhi new password banana hai esa pasword banaye jo dusro ko yaad rakhne me muskil ho Aur aap usse easily yaad kar paye passwords me number alphabet spacial symbol ka use kare – example – mani#hj&Awp
2.Aapne jo new passwords banaya hai vo yaha dubara daalkar confirm kare.
3.ab sabhi sahi se fill karne ke baad save par click karde.
Congratulations your password updated ab aapko esaa message dikhega jisska matlab hai ki aapka passwords change ho chuka hai
Iss tarah friends aap easily apne paytm password ko reset forgot ya change kar sakte hai.
- WhatsApp Payments Feature Kya Hai Aur Kaise Use Kare – Pay Via UPI
- Mobile Se Paytm App Me Paise [ Money ] Add Kaise Karte Hai
Dosto Paytm Password Kaise Change Kare In Hindi, Paytm Ka Password Kaise Pata Kare ye ab aap seekh hi gaye honge agar aapko ye information acchi lagi and ye aapke liye helpful rahi to isse apne friends ke sath social media sites par share jarur kare.
Sir mera mob no 7762889791 hai aur mera paytm password reset nahi ho raha message me link aya Lekin jab us link par click kiye to reset password link has been expired show karts hai. Manoj kumar
ye paytm password reset wala link only 10 minutes ke liye hi valid rahta hai issliye aapko 10 minute se pahle hi iss link par click karke apne paytm password ko reset karna hoga.
By Manish -,thanks a lot for the post.Really thank you! Much obliged.
Jeetendra tiwari
Pytm pass word bulgaya
ye method follow kare