Hii guys, adsense ads blog post ke bich me kaise lagaye ye aap iss article me janege agar aap blogging field me new hai aur nahi jante ki adsense kya hai to me aapko batana chahunga ye popular advertising network hai jise aap apni website ko monetize karke acchi earning kar sakte hai
Agar aap blogger hai to aap iske ke bare me jante hi honge..Sabhi blog aur website owner apni website par advertisement dikhana chahate hai but adsense se approval pana thoda difficult hota hai kyoki isske rule bhut strict hai.
blog se adsense ke liye apply karne se pahle blog par traffic, pages, domain age etc dekhna hota hai jinke bare me hum next post me janege. iss post me blogger post ke center me adsense ads lagane ke bare me seekhte hai.
Google Adsense Ke Advertisement blog website post Ke center me kyo lagaye ?
Contents
adsense account approved hone ke baad blog par ads lagane ka kaam sabse important hota hai kyoki google adsense se hone wali earning bhi ads placement par hi depend karti hai
aur agar aapne apni website me galat ads placement ki hai to aapki earning nahi hogi, kyoki advertisement aapke blog readers ko dikhege tabhi to vo uspar click karke use view karege
aur advertisement agar show hi nahi honge vo log advertisement dekh hi nahi payege. issliye aapko website me essi jagah adsense ads lagane chahaiye jaha par visitors ko vo easily dikh jaye
jaise blog me post ke bich me, sitebar me, post ke first and last paragraph ke baad etc jagah par adsense ads ko laga sakte hai. adsense par bhut si types ke advertisement jaise text and display, matched content, links ads etc hote hai aur inmese kisi ko bhi apne blog ya website me laga sakte hai.
adsense ki old policy ke hisab se aap ek page me only 3 ads hi laga sakte the lekin adsense ki new policy me essa nahi hai yani ab aap ek page me jitne chahe utne advertisement laga sakte hai
lekin bhut jayeda advertisement bhi use na kare kyoki isse aapko kam cpc ( cost per click) to milegi hi sath me aapki website ki loading speed bhi bhut jayeda slow ho jayegi. aur jin site ki loading speed slow hoti hai to search engine me rank nahi kar pati hai.
adsense ki earning ko badhane ke liye hum 336×280 size ke text and display ads ka use kar sakte hai lekin ye aapke blog post ke left side me show hote hai but in advertisement ko post ke center me lagakar aap aur jayeda earning kar sakte hai.
wordpress me bhut se plugin jaise ads inserter, quick adsense etc hai jinka isetmaal karke aap easily post ke bich me ads laga sakte hai but agar aap blogger platform ka istemaal karte hai to aur blogger post ke bich me adsense ke ads lagana chahate hai to ye post aapke liye hi hai
Blogger Blog Post Ke Center ( Bich ) Me Adsense Ads Kaise Lagaye
- apne adsene account me login kare aur fir yaha par my ads par click karke new unit par click kaere aur 336×280 size ke text and display ads choose karke save katrde fir aapko ek code milega usko copy karle.
fir iss codebox me diye code me ‘your code here’ ko remove karke aapne jo adsense ads code copy kiya tha vo paste karde.
- ab apne blogger account me jaye aur posts par click kare aur fir jis bhi post ke center me ads dikhana chahate hai us post ko edit karne ke liye edit option par click kare aur post ke html section me jakar jaha bhi aapko ye advertisement dikana hai waha par ye code paste karde.
- confirm karne ke liye post ke beech me advertisement sahi se show kar raha hai ya nahi preview par click karke dekh sakte hai.
Thanks bro keep visiting pcormoney
Bhai ye code box kaise add kiya tha blog me aapne
ye simple code box hai isse aap asasni se apne blog post me add kar sakte hai aap apne blog post me code box add karna chahate hai to yaha click kare or essi bhi post padhne ke liye keep visiting pcormoney.blogspot.com
nice info sir
Bhot hi accha Jankari share kiya hai aapne nice a article
Bahut hi aachi jankari di hai bhai aapne thanks
thanks deep bro aapke valuable comment ke liye adsense se related or bhi post read karne ke liye humari site ko visit karte rahe..
good wirte post thanks for share this post check my website and mobile repairing course in hindi full guide
thanks for your comment aapki dono site acchi hai and seo and mobile friendly hai.. 🙂
thank sir .+ very good information very helpfull
most welcome and keep visiting. 🙂
Is code se har baar post me code add karna padega kya
YES but agar ek sath sabhi post me ye code add karna hai to blogger me login karke template me jakar edit html me jakar post.body ke theek niche ye code paste karde.
Mera adsence m beech m add show nhi hore hai ye code krke dekh liya kuch glti kya ho skti h btaye please
yes iss code me sahi jagah google adsense ads code lagaye and fir isse apne blog post ke html section me paste karde.
Bhai mere blog par ads show nahi ho rahi pls help ek bar dekh lo bhai pls..reply fast
bro aap apne gmail account check kare usme adsense ki taraf se koi mail aaya hoga and agar mail nahi aaya hai to template change karke dekh sakte ho.
bro main sirf responsive add lagata hun..link add vi responsive lagata hu…koi problem hoga kya??plz bataye
nahi koi problem nahi hai
bro ek baar me sabhi post ke center me nahi lag sakte
wordpress me iske liye kai sare plugin hai aur blog me iske liye temeplate me code add karna hota hai