Facebook se Instagram Par Account kaise banaye – Connect Instagram FB

0
facebook se instagram par account kaise banaye fulldetail

Hii friends Facebook se instagram par account kise banaye ya Facebook se instagram account kaise banaye ye me aapko iss post me batane wala hu. Dosto agar aap facebook user hai to aapko Instagram ke bare me pata hi hoga. ye bhi facebook ki ek app hai jisspar aap video or images hi share kar sakte hai isspar aap kisi ko bhi follow kar sakte hai or koi bhi aapko follow kar sakta hai. Means instagram me aap koi bhi photo video share kar sakte hai or koi bhi usko like ya comment kar sakta hai or aapko follow kar sakta hai. Ye intagram ki short information maine aapko di hai jiske bare me aap mese bhut se logo ko already pata hoga.

Facebook se Instagram par account kaise banate hai – Full detail

Contents

Friends agar aap apni Instagram id banana chahate hai to isske 2 tarike hai aap apne email ya number ka use karke isspar account bana sakte hai ya fir aap
Facebook ke dwara bhi instagram account connect kar sakte hai. Kyoki ye facebook ki app hai issliye aapko issme aapko instagram ko ┬аfacebook se connect karne ka option milta hai.

Note-Friends maine apne pichle post me instagram account banane ka tarika bataya tha agar aap facebook se isspar register nahi karna chahate hai to aap apni email and number ka use karke ispar account banana chahate hai to niche link par click karke post read kar sakte hai

How to create Instagram account using facebook

  • Sabse pahle aapko apne phone me facebook app download karna hoga or ussme apna email and password enter kar login kare.
  • Ab instagram app ko play store se download kar install karke open kare.

tap-on-continue-as-facebook

  • Ab aapko yaha continue as facebook button dikhega isspar click kare.

enter-username-and-next

  • Yaha aapko apne account ke liye username choose karna essa username choose kare jo pahle se kisi ne use nahi kiya ho aap username me me alphabet or number ka use kar sakte hai ex – manishlodhi1234

tap-on-follow-all

  • Ab username select karne ke baad yaha aapko apne facebook friends dikhege jo Instagram use karte honge aap un sabhi ko ek sath follow karna chahate hai to follow all par click karde. Ab yaha ek pop up window open hogi. Dubara follow all par click karde.

facebook-friends-follow

  • Ab apne facebook friends mese kuch hi logo ko follow karna chahate hai to unke samne follow ka buton dikhega uspar click karde. Or now dekh sakte ki unke aage following likha aane lagega or fir next par click karde.

tap-on-next

  • Ab aap agar apne kisi friend ko intagram chalane ke liye invite karna chahate hai to us friends ke aage invite ka option dikhega uspar click karde. Or next par click karde.

add-a-photo-and-skip

  • Ab yaha aapko photo add karne wala option dikhega add a photo par click karde.

now-you-see-three-image-upload-option

  • Apna agar aap apni phone gallery mese photo upload karna chahate hai to choose to liberty par click karde.

now-click-photo

  • Yaha aapko apni galley ki sabhi picture dikhne lagegi. Unmese kisi bhi ya photo ko upload karna hai uspar click kare.

tap-on-right-arrow-icon

  • Ab aap apni photo ko crop bhi kar sakte hai uske baad right icon ar click karde.

tap-on-next-button

  • Ab aapko photo upload ho chuki hai next par click karde.

  • Now aapka instagram par account create ho chuka hai.

tap-on-profile-icon

Yaha profile icon par click karke aap dekh sakte ki aapke kitne followers hai ya aap kitne logo ko follow kar rahe hai etc..

Issi tarah friends aap bhi easily Facebook se Instagram par account bana sakte hai or asani se use kar sakte hai I hope aapko ye post accha laga isse apne dosto ke sath social media site par share jarur kare. or essi or bhi internet se related article ko read karne ke liye aap humari site par daily visit karte hai.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here