Jio Free 5GB Data Voucher Ko Redeem Aur Transfer Kaise Kare

12
jio free 5gb data voucher ko redeem aur transfer kaise kare

Jio Free 5GB Data Voucher ko Redeem Aur Transfer kaise Kare, jio vouchers & coupon code ka kaise use kare , free me jio sim me 5GB data kaise paye. Dosto agar aap Reliance sim user hai  to aapke liye khushkhabri hai sabhi jio sim user ko free 5gb data wala voucher diya gaya hai. Ye baat aap mese kuch log pahle se jante honge

But bhut se logo ko nahi pata hoga ki unhe apni Reliance jio sim me 5gb Add on voucher mila hai Aur iss voucher ko use kaise karna hai. But aaj ki post read kar aapki problem solve ho jayegi

kyoki me aapko iss article me batane wala hu ki jEo vouchers kya hai Aur inhe redeem and transfer kaise karte hai.

Jio Vouchers Kya Hai Aur Kaise Use Kare

Contents

Reliance jio ne apne data plan launch karne ke baad recharge par offers dene ke liye jio vouchers bhi launch kiye hai jaise ki aapko pata hoga ki jEo sim me hume internet plan ki limit milti hai or us limit se jayeda internet use karne par internet speed bhut kam ho jati hai.

Issme 1gb 2gb etc data limit rahti hai ye aapke recharge plan par depend karta hai ki aapne konsa recharge pack liya hai. Jab aap limit se jayeda ka data use kar lete hai or aap internet speed badana chahate hai to isske liye aapko booster pack milte hai. Jinka use karke aap 1gb data limit end hone ke baad bhi high speed internet ka maza le sakte hai

inhi booster ki tarah or recharge packs and offer hote hai jinhe jio vouchers bolte hai. Jio Voucher aapko recharge karne par cashback ke jaise hi milte hai. Or in vouchers ko aap redeem and transfer bhi kar sakte hai.

Jio 5GB Data Voucher Ko Redeem Aur Transfer Kaise Kare 

Dosto jaisa ki maine aapko bataya ki sabhi jio sim user ko free 5gb data wala voucher diya gaya hai jisska use karke aap apni 1gb limit ka data spend hone ke baad bhi high speed me internet ka maza le sakte hai. Aapne KBC ( Kaun banega crorepati)  ka name to suna hi hoga. Jio chat App se aap kbc play along name ka game play kar sakte hai jo ki live chalta hai

iss KBC offer ke chalte jEo ne apne sabhi users ko 5gb free data voucher diya hai or aap issko Redeem yani use karna chahate hai to easily use kar sakte hai or issko aap apne friends ko transfer bhi kar sakte hai. To chaliye jante hai ki kaise aap jio free 5gb data ko Redeem or transfer kar sakte hai.

Jio Data Voucher Ko Use Kaise Kare

Friends ye 5gb data only jio sim user ke liye hi hai issliye agar aapke pass jEo ka sim and 4G mobile hai tabhi aap iss data ka use kar payege. To sabse agar aapke phone me myjio  app nahi to google play store se  isse download karke install kare ya isse direct download karne ke liye niche button par click kare.

Download Myjio App

jio data voucher ko use kaise kare

  • Ab myjio app ko open kare yaha niche aapko voucher ka option dikhega uspar click kare.

tap-on-redeem

  • Ab yaha aapko niche 5gb data wala voucher dikhega jaisa uper screenshot me dikh raha hai uske aage aapko transfer or redeem 2 option dikhega redeem wale option par click kare.

select-my-number-price-and-confirm

1.  yaha apne my number ke aage wale box par click karke tick karde

2.  Price ke niche тВ╣0 ke aage wale box par bhi click karke tick karde

3. sabhi option sahi se use karne ke baad niche confirm button par click karde.

your-5gb-data-redeem-succesfull

  • Now aapko successfully ka message dikhega isska matlab ki aapke jEo number par 5gb data pack add ho chuka hai ye Pack kab tak valid hai ye aap jEo app me login karke  my plan me jakar dekh sakte hai or ye internet pack tab active ho jayega jab aap apne limited plan ka use kar lenge yani aapne 1gb limit wala plan le rakha hai to 1gb data end hone ke baad ye 5gb data active ho jayega or aapki internet ki speed slow nahi hogi.  

Jio Free 5GB Data Voucher Ko Kisi Bhi Dusre Jio Number Par Kaise Transfer Kare

Agar aap iss 5GB voucher ka use nahi karna chahate to aap isse apne family member ya relatives jiske bhi pass jEo sim hai usse transfer bhi kar sakte hai isske liye niche bataye instruction ko follow kare.

tap-on-view

  • Sabse pahle my jio app open kare or or sign in with sim par click karke login kare. Ab yaha aapko niche vouchers ka option dikhega uske niche view option par click kare.

tap-on-transfer

  • Yaha aapko free 5gb data voucher dikhega uske aage transfer button dikhega uspar click karde.

jio data voucher

1. Yaha apne us friends ya family. Member ka 10 digit wala number enter kare jisse aap ye 5gb voucher dena chahate hai.

2. тВ╣0 wale box par click karke tick karde.

3. + icon par click kare. ( Note – isse aap voucher ki quantity select kar sakte hai yani aapke pass 2 voucher hai to aap ek sath 2 voucher bhi transfer kar sakte hai 1 voucher ke liye aapko 1 baar hi iss icon par click karna hai fir center me aapko 1 likha dikhne lagega.)

4, sabhi option ka sahi se use karne ke baad transfer par click karde.

Now friends aapne successfully apne friend ya family member ko jio 5gb data voucher transfer kar diya hai ab aapke friend ko iss Voucher ko Redeem karna hoga jiske bare me maine uper 1st method me bataya hai.

Iss tarah Dosto aap bhi apne jio free 5gb data voucher ko Redeem or transfer kar sakte hai.

Friends Jio 5Gb data voucher ko Redeem Aur Transfer kaise kare wala ye article aapko agar accha laga to isse apne other friends ke sath social networking site par share jarur kare or essi or bhi reliance jio se related post read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

12 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here